You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Bina uske na ji payenge hum
Bina uske na ji payenge hum
Bina uske na ji payenge hum,
uski parchai ban k zindagi bitayenge hum,
dur jane ka mujhse sochna bhi mat,
uske itna sochne se hi mar gaye hai hum.
Related SMS
- Uske honto ki khamoshi bhi..
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Tera bina adhuray
- Jo bina dil walon se dil laga baithey
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- Tere bina hum jeena bhool jate hain
- Bina dant wala kutta katay to ?
- Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha.
- Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna
- Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad
- is se zyada unka intzaar kya karain
- Kashish dil ko dharkanay k liyay kafi hai
- maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
- Jawani ke din chamkiley ho gaye
- Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare
- pyar ki kismat
- Wo tere liye KHAS kyun hai
- Qismat rooth gayai
- Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi
- Phele mai or tum the ab hum ho gaye
- kaisa pagal hai khud apne bare main pochta hai
- Hum bhi mohabbat kar k gunehgar ho gaye
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Qaraar Cheen Leya..
- dil to dil tha
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Yah uski bezubaani ka sila hai
- Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
- Na jane konsi baat aakhri hogi
- Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
- Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe
hum karen baat daleelon se to rad hoti hai, uske honto ki khamoshi bhi sanad hoti hai
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Tum mera aaj ho, tum mera kal, tujay yaad karthay hai har aik pal, jee nahe paiyain gay teray bina hum, teray bina reh jai gay adhuray hum.... I Miss you
Anjanay mein hum apna dil gawan baithey is pyar mein kaisa dhoka kar baithey unse kya gila karain bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithey
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
Tere bina hum jeena bhool jate hain, Zakhmon ko seena bhool jate hain, Tu zindagi mein sub se azeez hai hamain, Tujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain.
MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re? CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka!!! ha ha ha
Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha....?
Ae chand tu bhool jayega apne aap ko, Jab sunay ga dastaan mere pyaar ki, Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna, Tu to sirf "PARCHAI" hai mere "YAAR" ki...
Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad, Ab na daikhen gay kisi ko tumhe daikhne k bad, Dunya chor dain gai tumhai chorne k bad, KHUDA! Maaf kare itne jhut bolne k bad
Zakham itna gehra hai izhaar kya karain hum khud nishana ban gaye vaar kya karain soo gaye hum magar khuli rahi aankhen is se zyada unka intzaar kya karain?
Kashish dil ko‚ dharkanay k liyay kafi hai uski yaad hi mujhey rulanay k liyaykafi hai usko neend shayad hi aati hogi par uske sang bite pal mujhe sulanay k liyay kafi hain
dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
Jawani ke din chamkiley ho gaye, husn ke taiwar nookilay ho gaye, hum izhar karney main thoray dhiley ho gaye, AUR UNKE HATH PEEL HO GAYE....
Udaas Dil Ki Veeraniyon Mein Bikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Yeh Meri Basti Se Kon Guzra Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Woh Door Ho To Haqeeqaton Par Saraab Ka Ek Gumaan Sa Ho, Woh Pass Ho To Gumaan Ho Ke Haqeeqatein Hain Saraab Saare, Na Jane Kitni Shikayatein Hain Na Jane Kitne Gile Hain Dil […]
pyar ki kismat koi na jane, mar mitne ko taiyar hai diwane, duniya dekhe tamasha aur kahe, jal gaye pyar mae parwane.
Aaj phir doston ne mujhse pocha K tera hasta hua chehra UDAS kyun hai? Barsti aankhonn mein piyas kyun hai? Jinki nazro mein tu kuch nahi Wo tere liye itna KHAS kyun hai
Qismat rooth gayai, Dil k taar toot gaye, Aap jo hum say rooth gaye, Sapnay bhi saray toot gaye, Baki rahe khazaney main do ansu, Yaad aap ki ayai, to woh bhi laut gaye
Pehle kabhi ye yaden ye tanhai na thi, Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi, Jane kia asar ker gaye "apki" batain, Warna is tarah kabhi yad kisi ki aye na thi
Phele mai or tum the ab hum ho gaye wo mere zakhmo ka marham ho gaye.. jab se unse meri shana sayi howi wo mera sarmaya ghum ho gaye wo sar-e-gulshan sanwer kar agaya or sab hi pholo ke sar kham(open) ho gaye dekhiye matlab mera kuch or tha ap to ase hi bharam ho […]
Wo mujhse meri udasion ki waja pochta he, kaisa pagal he dhalti rat k sannate ki wajah pochta hai, Wo mujhse meri barsati aankhon ki waja pochta hai, kaisa pagal hai barish k barasne ki wajeh pochta hai, Wo mujhse meri pasand k bare me pochta hai, kaisa pagal hai khud apne bare main pochta […]
Hum bhi mohabbat karke gunehgar ho gaye pehle phool the abk khak ho gaye, jab se dekha hai tumhare hasin chehre ko, hum bhi tumhari chahat k talabgar ho gaye.
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Qarar cheen lia beqarar chorr gaye Bhar legaye yad-e-bhar chorr gaye Hmari chasm-e-khazeen ka khyal kuch na kia Wo umar bhar k liay ashak baar chorr gaye Jisay samajtay thay apna wo itni mudat se Usi ko aaj wo begana waar chorr gaye
rooty es kader menaya na gaya. door itna ho gaye paas bulaya na gaya. dil to dil tha samendar ki ret nahe. likha diya jo naam to mitaya na gaya.
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai, Khuda jaane woh mujhse kyon khafa hai ! WO chehra gam se kumhlane na paye, Mere hoton pay ab bhi ye duaa hai ! Tabassum hai labon pe dil me nafarat, Yahi iss daur ka nakse wafa hai ! Judaa hokar bhi sabke sath Hun mai, […]
Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina...
Na jane konsi baat aakhri hogi, na jane konsi raat aakhri hogi, karni hai to karle jee bhar ke baatein, na jane hamari konsi saanse aakhri hogi.
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye
Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe, Door rehkar bhi chahenge tumhe, Agar dost banker raas na aaye, To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.