You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » chaley gaye they door ek pel key leye
chaley gaye they door ek pel key leye
chaley gaye they door ek pel key leye,
mager apkey dil key kareeb they her pel key leye,
keysey bhulengey apko ek pel key leye,
jub khu chukey hai khud ko her pel key leye
Related SMS
- Mar gaye ham magar khuli rahein aankhain
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Jawani ke din chamkiley ho gaye
- Phele mai or tum the ab hum ho gaye
- Rahtey hain jo nigaho se door
- Hum bhi mohabbat kar k gunehgar ho gaye
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
- Hum say door jao gay kaisay?
- Aap k ho ker bhi aap sey door rahey
- Woh aaj achanak hi yaad aa gaye
- Zinda Hi Maar Gaye.
- Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare
- Kuch door hamare saath chalo
- Old man, child and the door bell
- Taras gaye aapke deedar ko
- Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad
- Aap paas raho ya door
- Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho
- Door na jaaya karo dil tarap jaata hai
- Phir bhi aap nay door samajh liya
- Kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
- Kept the door open while bathing
- Teri girl friend gaye bazar
- 2020 is at the door
- The stone was rolled away from the door
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- I knocked at HEAVENS door
- Acompany guest to the door of house
- Happiness be at your door .. EID mubarak
- A lady calls Santa for repairing door bell
- Door jate howe logoo ko bulate rehna.
Zakham itnay gehray hain izhaar kia karain, Hum khud nishana ban gaye hain waar kia karain, Mar gaye ham magar khuli rahein aankhain, Ab is say ziyadah unka intezaar kia karain...
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Jawani ke din chamkiley ho gaye, husn ke taiwar nookilay ho gaye, hum izhar karney main thoray dhiley ho gaye, AUR UNKE HATH PEEL HO GAYE....
Phele mai or tum the ab hum ho gaye wo mere zakhmo ka marham ho gaye.. jab se unse meri shana sayi howi wo mera sarmaya ghum ho gaye wo sar-e-gulshan sanwer kar agaya or sab hi pholo ke sar kham(open) ho gaye dekhiye matlab mera kuch or tha ap to ase hi bharam ho […]
ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hai... sab apne apne naseeb hote hain.. rahtey hain jo nigaho se door.. wahi dil ke kareeb hote hain
Hum bhi mohabbat karke gunehgar ho gaye pehle phool the abk khak ho gaye, jab se dekha hai tumhare hasin chehre ko, hum bhi tumhari chahat k talabgar ho gaye.
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye
Hum say door jao gay kaisay? Dil say hamain bhulao gay kaisay? Hum to woh khushbo hain jo, sanson k zariye dil mein utar jati hay. Khud ki sanson ko rook pao gay kaisay?
Tamaam umer zindagi sey door rahey, Apki khushi k liye apni khushi se door rahe. Ab is say barh ker wafa ki saza kya hogi, k aap k ho ker bhi aap sey door rahey...!!!
Jisay hum kab se bhulaye baithay thay, Woh aaj achanak hi yaad aa gaye, Jis ghum ki barish nay kiya tha barbaad, Usi barish k badal aaj phir cha gaye.
Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi Aata, Isliye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye, Meri Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha, Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye.
Udaas Dil Ki Veeraniyon Mein Bikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Yeh Meri Basti Se Kon Guzra Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Woh Door Ho To Haqeeqaton Par Saraab Ka Ek Gumaan Sa Ho, Woh Pass Ho To Gumaan Ho Ke Haqeeqatein Hain Saraab Saare, Na Jane Kitni Shikayatein Hain Na Jane Kitne Gile Hain Dil […]
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
Old man walking on the street, sees a child trying 2 reach a door bell. Old man goes to the door, rings the bell & says: what else? Child:Uncle ab bhagoo!
Taras gaye aapke deedar ko, Dil phir bhi aap k liye dua karta hai, Hum se to acha aap k ghar ka aaina hai, Jo rooz aapko dekha to karta hai...
Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad, Ab na daikhen gay kisi ko tumhe daikhne k bad, Dunya chor dain gai tumhai chorne k bad, KHUDA! Maaf kare itne jhut bolne k bad
Aap paas raho ya door, hum dil se dil ki aawaaz mila sakte hain, na khat k na telephone ke Mohtaajh hain hum, per aapke dil ko ek hichkii se hila sakte hain.
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho, Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho, ho jayain jo aap humse khafa, khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho‚¦
Door na jaaya karo dil tarap jaata hai Tere hi khayalon me din guzar jaata hai Aaj pucha hai dil ne ek sawal tumsey Kya dur rehker tumko bhi hamara khayal ata hai?
Khamosh thay hum to magroor samaj liya, Chup hai hum to majboor samaj liya, Yehi aap ki khushnasibi hai ke hum itne qarib hain, Phir bhi aap nay door samajh liya.
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho, Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho, Aaj poochtay hain aik sawal tumsay, kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho? <Miss You>
Do U know why a sardar ji kept the door open while taking a bath? Because he was scared that someone might see through the “KEY HOLE‚.
twinkle Twinkle little star, teri girl friend gaye bazar, us ko mil gaya MAJNO ka pyar, ab tu beth ker makhiyan maaar
2020 is at the door Remember Life is short, break the rules, Forgive quickly, love truly, laugh uncontrollably, and never regret anything that made you smile.
The stone was rolled away from the door, not to permit Christ to come out, but to enable the disciples to go in." - Peter Marshall
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
I knocked at HEAVENS door GOD asked" What is your wish of today?" I said " Plz protect love and BLESS the one reading this message" GOD smiled and replied " GRANTED "
It is part of the Sunna that A man should accompany his guest to the door of the house. (Ibn Majah, Baihaqi).
Today i pray that:- Happiness be at ur door May it knock early Stay late & leave the gift of Allah's Peace,love,joy & good health behind shaban mubarak,eid mubarak, ramadan mubarak, May you remain happy all the time Irrespective of any occasion
A lady calls Santa for repairing door bell, Santa doesn't turns up for 4 days. Lady calls again, Santa replies, I'm coming daily since 4 days, I press the bell but no one comes out.
Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna. Jub b barish ho mera soog manate rehna. Tum gay ho to sari shaam ye adat tehri. Bus kinare pe khare hath hilate rehna. Jane is dil ko ye adab kahan se aaye. Us ki rahoo me nigahoo ko bichate rehna. 1 modat se ye maamool howa hai […]