You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho,
Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho,
ho jayain jo aap humse khafa,
khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho‚¦
Related SMS
- Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
- ik bar mujh say door ja k daikh kabhi
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Aisa kabhi na karna
- Nafrat tum kabhi na karna humse
- ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki
- Aap k ho ker bhi aap sey door rahey
- Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi
- Old man, child and the door bell
- Yaado main kabhi aap bhi khoye honge
- Kabhi hasata hai pal
- Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
- Hum say door jao gay kaisay?
- Kabhi zindagi sey gilla ker k roye
- Aap paas raho ya door
- chaley gaye they door ek pel key leye
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
- Door na jaaya karo dil tarap jaata hai
- Phir bhi aap nay door samajh liya
- Kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
- Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge
- Kept the door open while bathing
- Rahtey hain jo nigaho se door
- 2020 is at the door
- The stone was rolled away from the door
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- I knocked at HEAVENS door
- Acompany guest to the door of house
- Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga
- Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
- Happiness be at your door .. EID mubarak
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, jis se meri zindagi zinda dil hoti hai.
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi her taraf tera hi aks nazar ayai ga meri aankhon mein pyar say daikh kabhi ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha'aon ka meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi kaisi hoti hay tapish zamanay ki nigahon mein meray dil k aangun […]
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
Nafrat tum kabhi na karna humse.... hum ye seh nahi payenge.... ek bar keh dena humse aitbar nahi.... aapki duniya se has kar chale jayenge...
jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye, khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye, ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki, afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.
Tamaam umer zindagi sey door rahey, Apki khushi k liye apni khushi se door rahe. Ab is say barh ker wafa ki saza kya hogi, k aap k ho ker bhi aap sey door rahey...!!!
Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi, Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi. Galtiyan Apni Hum Maan Bhi Jaatey, Par Kya Kare Kasoor Hamara Hume Bataya Hi Nahi.
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Pehle kabhi ye yaden ye tanhai na thi, Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi, Jane kia asar ker gaye "apki" batain, Warna is tarah kabhi yad kisi ki aye na thi
Old man walking on the street, sees a child trying 2 reach a door bell. Old man goes to the door, rings the bell & says: what else? Child:Uncle ab bhagoo!
Yaado main kabhi aap bhi khoye honge Khuli aankho se kabhi aap bhi soye honge Maana hasna hai aadat ghum chupaane ki Par haste haste kabhi aap bhi roye honge
Kabhi hasata hai pal, kabhi rulata hai pal, har pal ki yaad dilata hai yeh pal, chaho ya na chaho, par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pal.
Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina...
Hum say door jao gay kaisay? Dil say hamain bhulao gay kaisay? Hum to woh khushbo hain jo, sanson k zariye dil mein utar jati hay. Khud ki sanson ko rook pao gay kaisay?
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye, Kabhi mout ki hum dua ker k roye, Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka, Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye
Aap paas raho ya door, hum dil se dil ki aawaaz mila sakte hain, na khat k na telephone ke Mohtaajh hain hum, per aapke dil ko ek hichkii se hila sakte hain.
chaley gaye they door ek pel key leye, mager apkey dil key kareeb they her pel key leye, keysey bhulengey apko ek pel key leye, jub khu chukey hai khud ko her pel key leye
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.
Door na jaaya karo dil tarap jaata hai Tere hi khayalon me din guzar jaata hai Aaj pucha hai dil ne ek sawal tumsey Kya dur rehker tumko bhi hamara khayal ata hai?
Khamosh thay hum to magroor samaj liya, Chup hai hum to majboor samaj liya, Yehi aap ki khushnasibi hai ke hum itne qarib hain, Phir bhi aap nay door samajh liya.
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho, Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho, Aaj poochtay hain aik sawal tumsay, kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho? <Miss You>
Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge Teri DOSTI ko kabhi badnam na hone denge Meri zindagi main Suraj nikle na nikle Teri zindagi main kabhi shaam na hone denge.
Do U know why a sardar ji kept the door open while taking a bath? Because he was scared that someone might see through the “KEY HOLE‚.
ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hai... sab apne apne naseeb hote hain.. rahtey hain jo nigaho se door.. wahi dil ke kareeb hote hain
2020 is at the door Remember Life is short, break the rules, Forgive quickly, love truly, laugh uncontrollably, and never regret anything that made you smile.
The stone was rolled away from the door, not to permit Christ to come out, but to enable the disciples to go in." - Peter Marshall
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
I knocked at HEAVENS door GOD asked" What is your wish of today?" I said " Plz protect love and BLESS the one reading this message" GOD smiled and replied " GRANTED "
It is part of the Sunna that A man should accompany his guest to the door of the house. (Ibn Majah, Baihaqi).
Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga, Dil ke kissi kone mein humare liye Pyaar hoga, Guzar rahi hai Raat unke Intzaar mein, Kabhi unko humara bhi Intzaar hoga.
Itni dosti naa karo k bigar jayain hum. thora danta bhi karo k sudhar jayain hum. ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa, magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.
Today i pray that:- Happiness be at ur door May it knock early Stay late & leave the gift of Allah's Peace,love,joy & good health behind shaban mubarak,eid mubarak, ramadan mubarak, May you remain happy all the time Irrespective of any occasion