You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
Never made you theirs, never showed real love — and never even bothered to explain what you did wrong.
Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi,
Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi.
Galtiyan Apni Hum Maan Bhi Jaatey,
Par Kya Kare Kasoor Hamara Hume Bataya Hi Nahi.
Related SMS
- Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
- Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
- Unhone dekha aur aansu gir pade,
- Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- is dil ko kabhi tootne na deyna
- Her insan ko insaan banaya
- Apni Surat ka kabhi to didaar de
- ik bar mujh say door ja k daikh kabhi
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- Waqt apna mujhy sara day do
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- badalta nahi pyar kabhi magar...
- Kaisay kahon k apna bana lo mujhey
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- Apna 1 friend udhaar to do..
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Shama kehti hai muje banaya kisne
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Nafrat tum kabhi na karna humse
- KOi apna aisa hua kare....!
- Maa se rishta aisa banaya jaae
- Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi
- Bari fursat mein banaya hoga
- Apna Ho Kar Bhi
- Patharon say tha apna rishtaa
- Keh sakain jise hum dil se apna
- Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak
- Apna Ehsas mar na jaye kahin
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
Please don't take back your love — keep saying you're mine, don't ever unsay it. Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina...
Unhone dekha aur aansu gir pade, bhari basant mein jaise phul bikhar pade, dukh vo nahi ki unhone hamein alvida kaha, dukh toh yeh hai ki uske baad woh khud bhi ro pade.
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, lehro se pani ko hataya nahi jata, honay wale ho jate hain khudhi dil se apne, kisi ko keh kar apna banaya nahi jata
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, jis se meri zindagi zinda dil hoti hai.
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Sitaro ki mehfil sey churaya hai aapko, Dil sey apna dost banaya hai aap ko, Is dil ko kabhi tootne na deyna kiyon k.. Is dil k koney main chupaya hai aapko
Roman Urdu SMS noting that God made one human race but people divided the same earth into Hindustan and Pakistan. Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya Ham Ne HINDU Ya MUSALMAN Banaya, Kudarat Ne De Hame 1 Dharti, Humne Kahi HINDUSTAN Kahi PAKISTAN Banaya.
Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi her taraf tera hi aks nazar ayai ga meri aankhon mein pyar say daikh kabhi ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha'aon ka meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi kaisi hoti hay tapish zamanay ki nigahon mein meray dil k aangun […]
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko […]
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain badalta nahi pyar kabhi magar... pyar karny walay insan badal jatay hain
A ghazal asking to be held, claimed, and rescued from the world — just come and take me away. Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin, Tum aa ker mujh se chura lo mujhey, Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray, […]
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Roman Urdu SMS arguing that a stone heart is actually loyal: names carved in rock, unlike names traced in sand, never wash away. Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Romantic request to share hearts and company — ends with: life is too quiet alone, could you spare one of your friends? Mujhe apni mohabbat ka aitbar to do, Main toot k chahoon tumhein yeh ikhtiar to do, Guzarti hi nahin ab ye zindagi tanha, Apna 1 friend udhaar to do..
A Roman Urdu poem where God's excitement about creation ends with a zoo comparison. Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Shama kehti hai muje banaya kisne, jis jis ke hath lagi muje jalaya usne, wo shama kya jise koi jalane wala na ho, wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho...
Roman Urdu SMS gently pressing a distant friend to make contact — a call, an SMS, anything to show they still remember. Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Nafrat tum kabhi na karna humse.... hum ye seh nahi payenge.... ek bar keh dena humse aitbar nahi.... aapki duniya se has kar chale jayenge...
Roman Urdu ghazal about longing for a companion who stays quietly close, cheers sadness, and prays for the speaker's safe return. Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, […]
A heartfelt Roman Urdu Mother's Day wish for a bond with a mother so deep that her sadness becomes your sadness, instantly. Maa se rishta aisa banaya jaae, Jisko nigaaho me bithaya jae, Rahe uska mera rishta kuch aisa k Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae
Used to be fine, no fog on the heart — then someone's words changed everything and now they're all you think about. Pehle kabhi ye yaden ye tanhai na thi, Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi, Jane kia asar ker gaye "apki" batain, Warna is tarah kabhi yad kisi ki aye na thi
An insult dressed as a compliment: people say God took His time making you — because, as the SMS explains, idle work only gets done in leisure. Log kehte hain k khuda ney aapko badi fursat mein banaya hoga.... " simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
kisi ki Awaaz k liye Dil tarasta hai kisi k Intzaar men Dil Tarapta hai Kya kahein is Dil_E_NADAN ko Jo apna ho kar b kisi or k liye Dharkta hai..
Apnay dushman say hi dil laga baithay, Unki saadgi say faraib kha baithay, Patharon say tha apna rishtaa, Phir bhi sheeshay k ghar bana baithe..
Kab maine kaha ki Chandi aur Sona chahiye, Bas aap ke dil mein ek chota sa kona chahiye, Keh sakain jise hum dil se apna, Aisa bhi to koi dost hona chahiye.
Nazaro se nazar tum churao ge kab tak, Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak, Mere paigam aapko milte rahainge yuhi sada, Message meray mitao gey kab tak...
Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na jaye kahin Ab k Awaz doon to aa jana Dil Deewana Sudhar na jaye kahin Un ka Wada to hai magar Dil ko Darr hai k kafir mukar na jaye kahin […]
A backhanded compliment: God spent extra time creating you, which — as the punchline reveals — is exactly what happens with pointless things. Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".