You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
Please don't take back your love — keep saying you're mine, don't ever unsay it.
Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina
Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon
Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina...
Related SMS
- Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
- Sukhe phool wapas khila nahi sakte
- Mujay awaz day laina
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
- Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila
- Dhoond laina mera haath pakar k mujhko
- Aisa kabhi na karna
- Mujhse milne k liye tu bhi beqarar
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Mere dil ko nikal laina Faraz
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- is dil ko kabhi tootne na deyna
- KOi apna aisa hua kare....!
- Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi
- Apna Ho Kar Bhi
- Patharon say tha apna rishtaa
- Keh sakain jise hum dil se apna
- Waqt apna mujhy sara day do
- Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak
- Kaisay kahon k apna bana lo mujhey
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- Yaado main kabhi aap bhi khoye honge
- Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
- Aap apna Inbox khali rakhna
- Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
- ik bar mujh say door ja k daikh kabhi
- Kabhi hasata hai pal
- Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho
- Kabhi zindagi sey gilla ker k roye
- Apna 1 friend udhaar to do..
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
Never made you theirs, never showed real love — and never even bothered to explain what you did wrong. Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi, Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi. Galtiyan Apni Hum Maan Bhi Jaatey, Par Kya Kare Kasoor Hamara Hume Bataya Hi Nahi.
Beetay pal wapas la nahi sakte Sukhe phool wapas khila nahi sakte Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye par dil kehta hai k aap hamein bhula nai sakte.
Mujay awaz de laina Kabi jab ankh chalke to Kabi jab dil na sambhle to Mujay awaz de laina Kabi jab dur ho koi Bohat majbur ho koi Koi awaz na day to Mujay awaz de laina Koi ansu na ponche to Koi hansnay se roke to Koi tum ko sataye to Mujay awaz de […]
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, jis se meri zindagi zinda dil hoti hai.
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila Main Us Se Mangta Kia Khoon […]
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon, Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon, Dhoond laina mera haath pakar k mujhko, Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
Koi wada nahi phir bhi tera intazar hai, judai ke bawajood bhi tujse pyar hai, tere chahere ki udasi day rahi hai gawahi, mujse milne ke lia tu bhi beqarar..
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Dafnane Se pehlay Mere Dil Ko Nikaal Lena "FARAZ" Kahin Khaak Main Na Mill Jaye Mere Dil Main Rehnay Wala
Roman Urdu SMS arguing that a stone heart is actually loyal: names carved in rock, unlike names traced in sand, never wash away. Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Sitaro ki mehfil sey churaya hai aapko, Dil sey apna dost banaya hai aap ko, Is dil ko kabhi tootne na deyna kiyon k.. Is dil k koney main chupaya hai aapko
Roman Urdu ghazal about longing for a companion who stays quietly close, cheers sadness, and prays for the speaker's safe return. Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, […]
Used to be fine, no fog on the heart — then someone's words changed everything and now they're all you think about. Pehle kabhi ye yaden ye tanhai na thi, Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi, Jane kia asar ker gaye "apki" batain, Warna is tarah kabhi yad kisi ki aye na thi
kisi ki Awaaz k liye Dil tarasta hai kisi k Intzaar men Dil Tarapta hai Kya kahein is Dil_E_NADAN ko Jo apna ho kar b kisi or k liye Dharkta hai..
Apnay dushman say hi dil laga baithay, Unki saadgi say faraib kha baithay, Patharon say tha apna rishtaa, Phir bhi sheeshay k ghar bana baithe..
Kab maine kaha ki Chandi aur Sona chahiye, Bas aap ke dil mein ek chota sa kona chahiye, Keh sakain jise hum dil se apna, Aisa bhi to koi dost hona chahiye.
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko […]
Nazaro se nazar tum churao ge kab tak, Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak, Mere paigam aapko milte rahainge yuhi sada, Message meray mitao gey kab tak...
A ghazal asking to be held, claimed, and rescued from the world — just come and take me away. Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin, Tum aa ker mujh se chura lo mujhey, Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray, […]
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
Yaado main kabhi aap bhi khoye honge Khuli aankho se kabhi aap bhi soye honge Maana hasna hai aadat ghum chupaane ki Par haste haste kabhi aap bhi roye honge
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, lehro se pani ko hataya nahi jata, honay wale ho jate hain khudhi dil se apne, kisi ko keh kar apna banaya nahi jata
Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna, Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna. Hamari dosti ki khusbu zarur aayegi. Aap apna INBOX khali rakhna.
Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi her taraf tera hi aks nazar ayai ga meri aankhon mein pyar say daikh kabhi ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha'aon ka meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi kaisi hoti hay tapish zamanay ki nigahon mein meray dil k aangun […]
Kabhi hasata hai pal, kabhi rulata hai pal, har pal ki yaad dilata hai yeh pal, chaho ya na chaho, par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pal.
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho, Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho, ho jayain jo aap humse khafa, khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho‚¦
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye, Kabhi mout ki hum dua ker k roye, Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka, Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye
Romantic request to share hearts and company — ends with: life is too quiet alone, could you spare one of your friends? Mujhe apni mohabbat ka aitbar to do, Main toot k chahoon tumhein yeh ikhtiar to do, Guzarti hi nahin ab ye zindagi tanha, Apna 1 friend udhaar to do..
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.