You are here: SMS4Smile » Ghazal SMS » Kaisay kahon k apna bana lo mujhey
Kaisay kahon k apna bana lo mujhey
A ghazal asking to be held, claimed, and rescued from the world — just come and take me away.
Kaisay kahon k apna bana lo mujhey,
Bahoun main apni sama lo mujhey,
Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin,
Tum aa ker mujh se chura lo mujhey,
Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray,
Duniya k ghamoun se ab chura lo mujhey,
Mere sab se gehri Khuwahish ho puri,
Tum agar pas apnay bula lo mujhey,
Yeh kaisa nasha hai jo behka raha hai,
Tumhara hon main tu phir sanbhalo mujhey,
Najanay phir kaisay guzray gi Zindagani,
Agar apnay dil se kabhi tum nikalo mujhey.
Related SMS
- Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
- Kaisay kahon dil ki kahani ...
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- Dil ki dhadkanain sunain kaisay
- Hum say door jao gay kaisay?
- Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey
- Mujhey chain mila?
- Tujh ko chaand kahon
- Mujhey tum yaad aatay ho
- Baba Nay Mujhey Chalna Sikhaya
- Khud kaisay kahain k aap say pyar kertay hain
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Jeena to paray ga hi kaisay bhi pyaray
- Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
- Patharon say tha apna rishtaa
- Kaisay guzarti hay raat meri
- Waqt apna mujhy sara day do
- Kaisay keh dain k unsay milnay ki chahat nahi,
- mujhey phool na dena
- Jaisa tu chahta hay ab mujhey wesa kar de
- Har ghari mujhey aap ki parwah rehti hai
- Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
- Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay
- Nikal lena apna ATM
- Such kahon...
- Kia kahon tujhey ?
- Bikhray ashkon k moti bana na sakay,
- Zindagi kehta hai mujhey...
- Neend mujhey raat bhar aati hai kam
- KOi apna aisa hua kare....!
- Hadon ki qaid se tuk ker azad mujhey
- Pata hai Main kya bana rahi hu?
- Meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?
Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey bahoun mein apni sama lou mujhey Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey Dunya kay gamoun say ab chura lou mujhey Meri sab say gehri khuwahish hou puri Tum agar pass […]
Tujhau kaisay kahon mera dil ki khani meray hamdam is main kuch pardanashinon kay bhi nam atay hain
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
Dil ki dhadkanain sunain kaisay, Hum apne dil ka haal batain kaisay, Dil hai jis k liye dewana, Use hum apna banain kaisay, Apney bhi aab paraye lagte hai, Hum apne pyaar is zalim dunia se chupa'ain kaisay.
Hum say door jao gay kaisay? Dil say hamain bhulao gay kaisay? Hum to woh khushbo hain jo, sanson k zariye dil mein utar jati hay. Khud ki sanson ko rook pao gay kaisay?
Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey Zindaan Ke Baad Raas Na Ayega Ghar Muhjey Umeed-e-Zindagi Nahee Aye Charah-Gar Mujhey Shaam Hogayee Tou Phir Na Hogi Sehar Mujhey Mein Ek Mataa-e-Eshq Houn, Khhoya Agar Mujhey Shayed Na Pa Sakoge Kaheen Umar Bhar Mujhey Kiya Jeetay Ji Umeed-e-Rahayee Se Wasta Dhoka Na Dein Qafas Mein Merey […]
Ae baad-e-saba us nagar main ja usay itna bata ek dost tera kehta hy sada mujhy apna bana chahat ko jaga ae jaan-e-ghazal teri baat azal tere hont kanwal teri aankh ghazal ae jaan-e-wafa khud tu hi bata kab tere siwa mujhey chain mila ... ???
Main tujh ko chaand kahon yeh mumkin to hay magar, log tujhey raat bhar dekhain yeh gawara nahin mujhey
Mukaddar k sitaron per, Zamanay k esharon per, udasi k kinaron per, kabhe veran shehraon per, kabhe sunsan rahon per, kabhi hairon ankhon main, kabhi bayjan lamhon main, tumhari yad chupkay say, koi sargoshi kerti hay, yeh palkain bheeg jati hain, do ansu tot girtay hain, main palkon ko jhukata hon, bazahir muskurata hon, faqat […]
A touching Roman Urdu Father's Day message about a father who held every finger to teach a small child how to take its first steps. Mujhey Mohabat Hay Apney Haath Ki Sub Ungaliyoon Say Naa jaaney Kiss Ko Pakar K baba Nay Mujhey Chalna Sikhaya LOVE U PAPA Happy Father Day!'
Lamhay judai k be qarar kertay hain, Halaat meray mujhey lachaar kertay hain, Aankhain meri parh lo kabhi, Hum khud kaisay kahain k aap say pyar kertay hain.
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Zindagi ki kashti kab lagay, koon say kinaray, Kab isay milay gi, man chahi baharain, Jeena to paray ga hi kaisay bhi pyaray, Kabhi doston ki bheer main, to kabhi tanhai k saharay
Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh Ke Baatein Karey! Gham Ke Toofaanoun Se Bhi Aata Hey Takraana Mujhey Un Se Un Ki Bazm Mein Itna Hi Keh Ke Uthh Gaya Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhey Jaaney Kya Aadmi Tha, […]
Apnay dushman say hi dil laga baithay, Unki saadgi say faraib kha baithay, Patharon say tha apna rishtaa, Phir bhi sheeshay k ghar bana baithe..
Kaun kehta hay k teri yaad say ghafil hay Saquib Bister ki har shikan se poch kaisay guzarti hay raat meri..!
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko […]
Kaisay keh dain k unsay milnay ki chahat nahi, Beqrar dil ko ab bhi rahat nahi, Bhula daitay unhain bhi magar kia karain dost, Kisi ko bhulanay ki is dil ko aadat nahin
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se
Roman Urdu supplication asking Allah to reshape the speaker's character and decisions to match His will, acknowledging the current state was self-made. Ae-Allah iss se pehlay k yeh duniya mujhey ruswa kar de, Tu meray jis meri rooh ko acha kar day, Ye halat apni jo main ne khud banai hay magar, Jaisa tu chahta […]
Dil k labon pay aik dua rehti hai, Har ghari mujhey aap ki parwah rehti hai, Khuda har sukh zindagi ka kare atta aap ko, Har dua main meri yeh iltija rehti hai,
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to Muskra key manayee, woh aisa ho Jo baat karey to woh nibha bhi […]
A romantic Roman Urdu good night where sleep begins to come, but a familiar face appears the moment eyes start to close. Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay, Aapka chehra nigahoon mein bus jaata hay, ek dum say meri aankh khul jaati hay, Dil se bay sakhta yeh awaaz aati hay, . . . […]
Insan jb pehli bar dalta hy to wo confuse hota hay magar tum na ghabrana or dal dena tum jese hi rakho ge wo khud andar chala jaye ga phir thumein acha lagnay lagay ga or phir ajeeb ajeeb awazen ayen gi, or phr jub tumhari money nikal jaye to tum nikal lena apna ATM
such kahon apni muhabat pay nidamat ci hoi.... jub bhi dekhi teri utri hoi sorat hun ny.....
Roman Urdu verse about naming the beloved 'zindagi' (life) so that name at least stays close until the moment of death. Kia kahon tujhey ? khuwab kahoon to toot jayega…...... .. Dil kahoon to bikhar jayega……........ Aa tera naam zindagi rakh du…… Kam se kam maut se pehle to tera sath na chuth payega….
Bikhray ashkon k moti bana na sakay, Teri yaad main sari raat soo na sakay, Bheeg na jayai aanso'on main tasveer teri, Bas yehi sooch ker hum roo na sakay...
Zindagi kehta hai mujhey Mera chahne wala . . . Kya usay Mera aitbaar nahi hai . . . (KIRAN ASGHAR)
Neend mujhey raat bhar aati hai kam , Shayad macharon ko bi mil gaya hai sanam
Roman Urdu ghazal about longing for a companion who stays quietly close, cheers sadness, and prays for the speaker's safe return. Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, […]
Free me from all limits — if you've made a place for me in your heart, let me in through your eyes too. hadon ki qaid se tuk ker azad mujhey, dil me basaya hay to ankhon me utar le mujhy, meri sab hi jazbon me hay pakizgi ka rang, tu jis rishtay se chahay […]
A recipe SMS — two onions, garlic, cumin, and spices — and then asks if you know what's being cooked. The answer is: you. 2 pyaz, 3 lahsun, 5 gm zeera, 3 kali mirch, 2 spoon namak, 4 spoon oil, 1 cup water Aur thoda sa hara dhaniya. Pata hai Main kya bana rahi hu? […]
Shopkeeper asks a man buying pizza in a storm whether he's married — only a wife would send someone out in this weather. Tofani barish mein rat ko, shop per 1 admi pizza lenay aaya SHOPKEEPER: Aap married hein? Admin:Is tofani barish mein kia meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?