You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Pata hai Main kya bana rahi hu?
Pata hai Main kya bana rahi hu?
2 pyaz,
3 lahsun,
5 gm zeera,
3 kali mirch,
2 spoon namak,
4 spoon oil,
1 cup water
Aur thoda sa hara dhaniya.
Pata hai Main kya bana rahi hu?
.
.
.
.
.
.
.
Tumhain ullu!
Related SMS
- Wo larki kisi aur ne pata li!
- Tujhey sub pata hai
- Apne hone ka pata de dena
- Larki aa rahi hay ya ja rahi hay
- Nawe belcha da sok e pata ne ke
- Nawe belcha da sok e pata ne ke
- Nawe belcha da sok e pata ne ke
- Itni dair say dimagh kion kha rahi ho:p
- Bikhray ashkon k moti bana na sakay,
- Kaisay kahon k apna bana lo mujhey
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai
- Mujhe sardar bana do
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Suraj bana tu badal banay
- 1 larki mujh ko hans k dekh rahi hai
- Ek larki chali ja rahi thi
- Tujhey be-wafa bana dia
- Ek ladki paidal chale ja rahi thi
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- O love love likhdi rahi
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Wo shakhs meri jaan bana rehta hy
- Aitbar ki adat nahi rahi
- Gulshan ko kar rahi Mo'attar Hawa-e-Eid
- Pani ki bondain phulon ko bhiga rahi hai
- Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai
- Dil main tum, dharkam main tum
- Papar aur jhapar main farak
- Aik diya dil main jalana bhi, bujha bhi daina
- Na mila dil ka qadardaan is zamanay main
- Jayengay car main, aayengay akhbar main
- Tere qareb aa kay bari uljhano main hon
Woh gori hai uski zulfe hain kali, Wo Pari hai ya Pariyo ki Rani, Uski har baat hai nirali, Par kya karu yaaro wo larki kisi aur ne pata li!
Child:papa aunty ka pait kion phola hai? Father:tujhey sub pata hai! Child: nahin pata promise! Father: in k pait main pani bhara hay CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
Apne hone ka pata de dena kabhi guzro to sada de dena yaad Aa jaon ibadat main Agar hath utha ke bus Dua de dena..
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei sub se pehlay kia daikhte ho ? Boy: Yeh tou depend karta hai k larki aa rahi hay ya ja rahi hai ...:p
Che Sahar wahti da Manza pa neyat da kora raowatam. Sa goram che hagha laa haghase da lakhti pa ghaara walaara da. Lag 7 kho hairan aw pareshan wom che os de sara sa okam. Ho biya me warta okhandal, pa oga me kra aw Gano ta me kra. Maa we..... Nawe belcha da sok […]
Che Sahar wahti da Manza pa neyat da kora raowatam. Sa goram che hagha laa haghase da lakhti pa ghaara walaara da. Lag 7 kho hairan aw pareshan wom che os de sara sa okam. Ho biya me warta okhandal, pa oga me kra aw Gano ta me kra. Maa we?.. Nawe belcha da sok […]
Che Sahar wahti da Manza pa neyat da kora raowatam. Sa goram che hagha laa haghase da lakhti pa ghaara walaara da. Lag 7 kho hairan aw pareshan wom che os de sara sa okam. Ho biya me warta okhandal, pa oga me kra aw Gano ta me kra. Maa we..... Nawe belcha da sok […]
Biwi(Ghusse Main): Tumhare Dimagh Main To Sirf Gobar Hi Bhara Hai..!! Husband (Pyar Se): To Phr Itni Dyer Se Kha Q Rahi Ho….??
Bikhray ashkon k moti bana na sakay, Teri yaad main sari raat soo na sakay, Bheeg na jayai aanso'on main tasveer teri, Bas yehi sooch ker hum roo na sakay...
Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin, Tum aa ker mujh se chura lo mujhey, Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray, Duniya k ghamoun se ab chura lo mujhey, Mere sab se gehri Khuwahish ho puri, Tum agar pas apnay […]
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Koray kaghaz pe likha tera naam hai, Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai, "Dimaghi tawazun theek nahi" dhondnay wale ko 50,000 ka inaam hai ;-)
Admi:Mujhe sardar bana do Doc: uske liye tumhara 50% dimagh nikalna parega Admi: OK Doctor ne ghalti se 90% nikal dia. Admi hosh mein aa k bola: Khocha ye tumne kia kar dia.
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay...:D
A boy told his friend, "yar aik larki mujh ko hans k dekh rahi hai". Friend answered: "Sahi se dekh, hans k dekh rahi hai ya dekh k hans rahi hai :-)"
Ek larki chali ja rahi thi. Ek larkay ne awaz di o deewani sun tera dupata zameen say ghaseeta jar aha hai. Larki boli o deewanay tu kia janay? Ye bhi apna farz nibha raha hay koi choom na lay meray qadmoo ki mitti ko isi liye nishaan mitata ja raha hai.
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya.
Ek ladki paidal chale ja rahi thi, Ladka awaz deta hai, ae diwani peeche murkar dekh tera dupatta jameen se ghisa ja raha hai, Ladki jawab deti hai- ae diwane tu kya jane ye bhi apna faraz nibha raha hai, koi chum na le mere kadmon ki mitti ko isi liye nishan mitata ja raha […]
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
o love love likhdi rahi, main leave leave parda reya, o kiss kiss likhdi rahi, main kash kash parda rea, o via ker k chali gae, main language course kearda rea!
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Wo shakhs meri jaan bana rehta hy, Uska pyar meri pehchan bana rehta hy, Koi muntazir hy uska kitni shiddat se, Wo janta hy magar anjan bana rehta hy...
Phir us ki har ada se, chalaknay laga khuloos Jub mujh ko aitbaar ki, aadat nahi rahi.
Gulshan ko kar rahi Mo'attar Hawa-e-Eid Aata nahi kuch Nazar kuch b Siwaye Eid Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
Pani ki bondain phulon ko bhiga rahi hai Thandi lehren ek tazgi jaga rahi hai, Ho jaye aap b inme shamil Ek pyari si subah aapko jaga rahi hai GOOD MORNING
DEAR CUSTOMER: Assalam-o-Aliakum, Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai, Baraye meharbani forun 1 pyara sa SMS kar k recharge karen, FROM: LOVE CARE CENTER
Dil main tum dharkan me tum Asman me tum Zamen me tum Ankhon me tum Jahan dekho tum hi tum ho Detlo wali aunty sach kehti hain Jaraseem har jaga hotay hain
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin. CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina, Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina, Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki, Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina, Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin, Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna, Khat […]
Na mila dil ka qadardaan is zamanay main, Yeh sheesha toot gaya hai daikhnay aur dekhanay main, Gii main aata hai ek roz shamma say pochoon, Maza kis main hai, jalnay main ya jalanay main...?
Once a husband and wife were preparing to go office and the wife thought she would drive today for the office. Wife : Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi! Huband : “Agar tum car drive karogi to jayenge car mein, aayenge akhbaar mein‚!!
Tere qareb aa kay bari uljhano main hon, Main dushmanon main hon k tere doston main hon, Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago, Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon, Mujh se bichar k tu bhi to roeyga umer bhar, Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon, Tu hans […]