You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Mother's day SMS » Maa se rishta aisa banaya jaae
Maa se rishta aisa banaya jaae
Maa se rishta aisa banaya jaae,
Jisko nigaaho me bithaya jae,
Rahe uska mera rishta kuch aisa k
Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae
Related SMS
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Na koi rishta hay tum se na koi talluk
- Thakur & basanti ka rishta?
- Her insan ko insaan banaya
- Aisa kabhi na karna
- Labon ko aisa jaam chahiye
- Rishta koi bhi ho use aisay nibhao
- Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
- Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai
- 75 year old lady zarorut-e-rishta
- Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
- A or T ka kiya rishta howa ?
- Rishta Toot Jayega
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- KOi apna aisa hua kare....!
- Bari fursat mein banaya hoga
- Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
- Shama kehti hai muje banaya kisne
- Pathan apna rishta dekhnay gia
- Admi or Aurat ka rishta kya hai?
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
- Ek rishta jo abhi ban raha tha
- 1 Zardari ko dekha to aisa laga
- Pakistan ek aisa mulk hay,
- Aisa mujhe bajuwali kehti hai
- Aisa DOSTANA humara,
- Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
- Aisa na ho k doriyan dard ban jayain
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete
- Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi
- Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai
- Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum, Sub kuch jante howe bhi anjan ban jate ho tum, Na koi rishta hay tum se na koi talluk, phir bhi na jane q mera man ban jate ho tum, Me jo bhi likhta hon bat zara qarene se, Mera geet meri shaira mera deewan […]
Agar basanti ki mausi thakur ko raakhi bandhe to basanti thakur ka kya rishta hua? . . Apna kaam kro Koi rishta nhi bnta thakur k haath hi nhi the:-):-
Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya Ham Ne HINDU Ya MUSALMAN Banaya, Kudarat Ne De Hame 1 Dharti, Humne Kahi HINDUSTAN Kahi PAKISTAN Banaya.
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
Na gulfaam chahiye,Na salaam chahiye, Na mubarak ka koi paighaam chahiye, Jisko pee ker hosh urr jayain, Labon ko aisa jaam chahiye....
Koshish karo k koi tum se na roothay, Zindagi main apno ka sath na chootay, Rishta koi bhi ho use aisay nibhao, K us rishtay ki dor zindagi bhar na totay.
Khushiyon par fizaon ka pehra hai, na jane kis umeed pe dil thera hai, aapki ankhon se jhalakte dard ki kasam, yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai, Zakham day ker pochtay hain ab haal kaisa hai? Kisi aik say gila kiya karna yaaro, Saari duniya ka mizaaj aik jaisa hai
75 year old lady ne newspaper me add diya, "Zarorut-e-rishta" 7 din k baad ek letter aaya "Amma is umer mein rishtay nahin, Farishtay aatay hain"
Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi, Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi. Galtiyan Apni Hum Maan Bhi Jaatey, Par Kya Kare Kasoor Hamara Hume Bataya Hi Nahi.
"A" ki Biwi "B", "B" ki Bhabhi "C", "C" ki beti "V", "V" ka dada "G" "G" ki biwi "K", "K" ki beti "T", To batao 'A" or "T" ka kya rishta ha ??? Answer= Husband & Wife
Khayal-o-Khawab ho kar reh gai hain ronaqain ghar ki Kisey maloom tha un ka sahara choot jayega Na kar tameer khawaboon key mahal shab ki sihai main Sahar hote hi in khawaboon se rishta toot jayega.....
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, Sada chupke chupke dabe qadam, Mere saath hi bas chala kare, Kabhie us se mein jo door hoon, Meri wapsi ki […]
Log kehte hain k khuda ney aapko badi fursat mein banaya hoga.... " simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
Shama kehti hai muje banaya kisne, jis jis ke hath lagi muje jalaya usne, wo shama kya jise koi jalane wala na ho, wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho...
Pathan ghar walon k sath apna rishta dekhne gaya Ghar walon ne kaha donon ko akela chor do Pathan:behan g ap k kitne bhai hain? Girl:pehlay 3 thy ab 4 ho gaye hain.!
Ek admi ki saas ek aurat ki saas ki maa hai.... Admi or Aurat ka rishta kya hai?
Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Ek rishta jo abhi ban raha tha , Tutne laga magar banne se pahle. Ek sahare se uthate the ham, Gir gaye magar sambhalne se pahle. Sikhane lage the aap se muskurana, Rula diya magar hasne se pahle. Kadam jo badhen aap ki disha me, Ruk gaye wahi chalne se pahle. Magne ke liye kuchh […]
1 Zardari ko dekha to aisa laga Jese khana kharab, Jese total azaab, Jesey Aadi faqeer, Jesay murda zameer, Jese Naasoor ho koii sartaa howaa, Ek zardari ko dekha to aisa laga, Jese bijli ka taar Jese khanjar ki dhaar, Jesey dozakh ki aag, Jesey zehrila naag, Jese garmi ki dhoop Jese shetan ka roop
Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k baad khush hote hain, Pata hay kub..??? ? ? ? "Jub light aati hay."
I always think about U. I cant live without U. I really need U. Im totally mad about U. I just wanna be with U. Im crazy 4 U. I wanna marry U. I LOVE U. Aisa mujhe bajuwali kehti hai‚¦ (My neighbour say all this to me)
Aisa DOSTANA humara, Mein KASHTI tu KINARA, Mein VARSHA tu BADAL, Mein RAAZMA tu CHAWAL, Mein HOT tu COOL, Mein APRIL tu FOOL. Ha Ha Ha.....
Iss baar kuch aisa mein chahta hoon Tum ko apna banaana chahta hoon Bhula kar apne sab gham Tumhe dilse apnana chahta hoon Tumhe tumhari ijazaat se Apne dil mein basana chahta hoon Apne naam k saath joar kar tumhara naam Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane Tumhe […]
Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, karte bayan to mehfil ko rula dete.
Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hain unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai, Khushi jise mile wohi Rota hai, Umar bhar saath nibha na sake jo, Jaane kyun Pyaar ussi se hota hai.
Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay, kay rashk tairay naseeb per falak karay, har more per frishtay hon sath tairay, har ghum per hifazat tairi khuda karay... best wishes 4 ever& good luck 4 ur future