You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Good Luck SMS » Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay
Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay
Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay,
kay rashk tairay naseeb per falak karay,
har more per frishtay hon sath tairay,
har ghum per hifazat tairi khuda karay...
best wishes 4 ever& good luck 4 ur future
Related SMS
- Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Dua kon karay ga?
- Sitam sahay aur mohabbat bhi karay
- Sapnon se sikayat kon karay
- Bohut khush naseeb kal ki rat guzri
- Wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila
- Muskura do zara khuda ke vaste,
- Aisa kabhi na karna
- Khuda se thoda raham khareed lete,
- Khuda se thora raham kharid letey,
- Maa se rishta aisa banaya jaae
- KOi apna aisa hua kare....!
- 1 Zardari ko dekha to aisa laga
- Pakistan ek aisa mulk hay,
- Aisa mujhe bajuwali kehti hai
- Aisa DOSTANA humara,
- Eid hai khuda ka aik nayab tabarok
- Chup raho Khuda key liye
- Labon ko aisa jaam chahiye
- Aisa na ho k doriyan dard ban jayain
- Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai
- khuda kare mast jaye apka aaj ka din
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi
- Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai
- Zameen par khuda hai DOSTI
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Khuda salamat rakhna unko
- Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho
- Khuda ki banai qudrat nahi dekhi
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare, kay rashk tere naseeb per falak kare, har more per frishtay hon sath tere, har ghum per hifazat tairi khuda kare... best wishes forever & good luck
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
1 Din maa se pocha k maa k marnay k baad, dua kon karay ga? Tu maa boli! Samandar sookhnay k baad bhi rait mein nami reh jati hay
kahan talaash karo gay, tum mujh jaisa shakhs jo tumharay sitam bhi sahay aur tum se mohabbat bhi karay
jo sach nahi hai wo sapna hai, sapnon se sikayat kon karay, jo dard diya wo apna hai, apnon se sikayat kon karey?
Bohat "Khush Naseeb"kal ki "RAAT"Guzri, Kuch"Tanha" par kuch"Khaas" Guzri, Na"Neend"aaie na "Khuwab"koi, Bas"Tere" "Khayalon"ke saath Guzri,
wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila, hum apni takdeer say lartay reh gaye, hum to unki yaadon ko bhi samait na paaye, wo hamaray ashqon k zariye beh gaye.......
Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
Khuda se thoda raham khareed lete, Aap ke zakhmo ka marham khareed lete. Agar kahi bikti khushiya meri, To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.
Khuda se thora raham kharid letey, aap ke zakhmon ka marham kharid letey, agar kahin kabhi bikti khushiyan meri, to saari bech kar aapka har ghum kharid letey
Maa se rishta aisa banaya jaae, Jisko nigaaho me bithaya jae, Rahe uska mera rishta kuch aisa k Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae
Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, Sada chupke chupke dabe qadam, Mere saath hi bas chala kare, Kabhie us se mein jo door hoon, Meri wapsi ki […]
1 Zardari ko dekha to aisa laga Jese khana kharab, Jese total azaab, Jesey Aadi faqeer, Jesay murda zameer, Jese Naasoor ho koii sartaa howaa, Ek zardari ko dekha to aisa laga, Jese bijli ka taar Jese khanjar ki dhaar, Jesey dozakh ki aag, Jesey zehrila naag, Jese garmi ki dhoop Jese shetan ka roop
Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k baad khush hote hain, Pata hay kub..??? ? ? ? "Jub light aati hay."
I always think about U. I cant live without U. I really need U. Im totally mad about U. I just wanna be with U. Im crazy 4 U. I wanna marry U. I LOVE U. Aisa mujhe bajuwali kehti hai‚¦ (My neighbour say all this to me)
Aisa DOSTANA humara, Mein KASHTI tu KINARA, Mein VARSHA tu BADAL, Mein RAAZMA tu CHAWAL, Mein HOT tu COOL, Mein APRIL tu FOOL. Ha Ha Ha.....
Eid leka aate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai dooriyan, Eid hai khuda ka aik nayab tabarok, Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Bara maza ho jo mehsher meim hum karen shikwa Woh minnaton sey kahen chup raho Khuda key liye.
Na gulfaam chahiye,Na salaam chahiye, Na mubarak ka koi paighaam chahiye, Jisko pee ker hosh urr jayain, Labon ko aisa jaam chahiye....
Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..
Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai, Zakham day ker pochtay hain ab haal kaisa hai? Kisi aik say gila kiya karna yaaro, Saari duniya ka mizaaj aik jaisa hai
Aarz hai "Alladin ke paas tha ek jadui jin, dil nahi lagta hamara aapke bin, Stainless Steel me hota hai 0.2% tin, khuda kare mast jaye apka aaj ka din. Good Mornin.!
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, karte bayan to mehfil ko rula dete.
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hain unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai, Khushi jise mile wohi Rota hai, Umar bhar saath nibha na sake jo, Jaane kyun Pyaar ussi se hota hai.
Kabhi ankahi baaton ki ada hai Dosti, Kabhi Gam ki dawa hai Dosti, Kami hai Pujne walon ki, Warna zameen par khuda hai DOSTI. Be Friends Forever!
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Khuda salamat rakhna unko, Jo humse Nafrat karte hai, Pyaar na sahi Nafrat hi sahi, Kuch to hai jo woh sirf humse karte hai.
Dil ap ka ho dharkane hamari hon, Ankhen aap ki, aansu hamare hon, Chehra aap ka, muskurahat hamari ho, Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho, Nokri ap karo ro salary hamari ho.
Khuda ki banai qudrat nahi dekhi, Dilon main chupi dolat nahi dekhi, Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti, Us ney shayud hamari dosti nahi daikhi