You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Khuda salamat rakhna unko
Khuda salamat rakhna unko
Khuda salamat rakhna unko,
Jo humse Nafrat karte hai,
Pyaar na sahi Nafrat hi sahi,
Kuch to hai jo woh sirf humse karte hai.
Related SMS
- Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna
- Es Dil me Salamat ha ab tak
- Sambhalay rakhna us amanat ko
- Socha yaad na kar k thora tadpaye unko
- Nannay sey dil me armaan koi rakhna
- ek hissa hume bhi banaye rakhna
- Aap apna Inbox khali rakhna
- Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,
- Muskura do zara khuda ke vaste,
- Chup raho Khuda key liye
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Khuda se thoda raham khareed lete,
- Khuda se thora raham kharid letey,
- Khuda ki banai qudrat nahi dekhi
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare
- Zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti
- Nafrat tum kabhi na karna humse
- bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
- Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho
- Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
- U to hum bhi madad kia nahi karte
- Nakaam si koshish kiya karte hain
- Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye
- Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi
- Hum pyaar k bhooke hain humey pyar kijiye
- Kuch aur bhi hay
- wo Hazaar Parda-Nasheen Sahi
Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna, Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna. Meri ankhon k sary deep bujha dena, Per us ki ankhon k sary khuwab salamat rakhna
Es Dil me Salamat ha ab tak Wo Shokhi-e-lab wo hraf-e-wafa, Wo naqsh-e-qadam wo aks-e-hina So bar jisy choma Hum ne, Es Dil me Salamat ha ab tak, Wo Gard-e-alm wo Deeda-e-num, Hum jis me chupa ker rakhty thy, Tasweer Bikharti Yaadon ki, Zanjeer pighalty Waadon ki, Poonji nakam Iradon ki, Ay teiz Hawa Naraz […]
Aye khuda teri mehfil me haath uthaye fariyaad karte hai, sambhalay rakhna us amanat ko jise hum tanhai me yaad karte hai. ('_')
Socha yaad na kar k thora tadpaye unko, kisi aur ka naam ley kar jalayain unko. Par koi chot unko lagi to dard hame hoga, ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.
Nannay sey dil me armaan koi rakhna, Duniya ki bheer main pehchan koi rakhna. Achey nahi lagtey jab rahtey ho udas, In hoto pe sada muskaan wohi rakhna.
Hume apne dil mein basaye rakhna, hamari yaadon k chirag jalaye rakhna, bahut lamba hai safar zindagi ka mere dƒöst, ek hissa hume bhi banaye rakhna.
Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna, Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna. Hamari dosti ki khusbu zarur aayegi. Aap apna INBOX khali rakhna.
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein, isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare, kay rashk tere naseeb per falak kare, har more per frishtay hon sath tere, har ghum per hifazat tairi khuda kare... best wishes forever & good luck
Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Bara maza ho jo mehsher meim hum karen shikwa Woh minnaton sey kahen chup raho Khuda key liye.
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Khuda se thoda raham khareed lete, Aap ke zakhmo ka marham khareed lete. Agar kahi bikti khushiya meri, To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.
Khuda se thora raham kharid letey, aap ke zakhmon ka marham kharid letey, agar kahin kabhi bikti khushiyan meri, to saari bech kar aapka har ghum kharid letey
Khuda ki banai qudrat nahi dekhi, Dilon main chupi dolat nahi dekhi, Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti, Us ney shayud hamari dosti nahi daikhi
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare, Kare to qayamat tak judaa na kare. Ye maana ki koi marta nahi judaai mein, Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!
zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti dosti sirf jazbaat nahi hoti kuch to khayal aaya hoga khuda ko, varna yu hi aapki humse mulakat nahi hoti.
Nafrat tum kabhi na karna humse.... hum ye seh nahi payenge.... ek bar keh dena humse aitbar nahi.... aapki duniya se has kar chale jayenge...
bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte. jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte. agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare. peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho, Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho, ho jayain jo aap humse khafa, khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho‚¦
Sitam Karo Na Karo Hum Gila Nahi Karte, Veerano Me Kabhi Phool Khila Nahi Karte, Magar Itna Yaad Rakhna , Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
U to hum bhi madad kia nahi karte, Choclate kya toffy bhi dia nahi karte. Ye DOSTI sirf apse hai warna msg to kya hum kisi ko number bhi dia nahi karte.
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
Tumharay pyaar main ham nay bohot zakham khaye, Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye, Phir bhi tere pyar ki qasam kha k kehta hon, Hamaray lab pay tumhare liye sirf pyaar aaye
Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi, Pyaar sirf paane kaa naam nahi, Muddatein beet jaati hai kissi ke Intzaar mein, Yeh sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye Kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye Ho jaaye begaane aap shauq se sanam Aapkee hain aapkee rahegey aitbaar kijiye Parhne waale hi darr jaayen dekh kar ise Kitaab-e-dil ko itnaa na daagdaar kijiye Na majboor kijiye, ke main unko bhool jaaun Mujhe meri wafaaon […]
Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay ...
Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi Wo Nigah-e-Shoq se Door hai, Rag-e-Jaan se laakh Qareeb Sahi Hamain Jaan deni hai ek din, wo kisi tarah wo Kahin Sahi Hamain Aap khinchey Daar per. Jo nahi koi to Hum hi Sahi Sar-e-Toor ho, Sar-e-Hashar ho, Hamain Intizaar Qabool hai Wo […]