You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Khuda se thoda raham khareed lete,
Khuda se thoda raham khareed lete,
Khuda se thoda raham khareed lete,
Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.
Agar kahi bikti khushiya meri,
To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.
Related SMS
- Khuda se thora raham kharid letey,
- Yaad aate hai to zara kho lete hai
- yaad aati hai to jara kho lete hai.
- AHL-E-Dil Youn Bhe Nibah Lete Hain
- Unki tasveer ko seenay se laga lete hain
- Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain
- Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai,
- Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,
- Muskura do zara khuda ke vaste,
- Zubaan se naam lete hain
- Khareed skta hoon
- Chup raho Khuda key liye
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Khuda salamat rakhna unko
- Khuda ki banai qudrat nahi dekhi
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare
- Phele mai or tum the ab hum ho gaye
- Zindagi zakhmo se bhari hai
- Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Safaid saari par jab tum laalbindi lagati ho
- Mitti meri kabr se churata hai koi
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
- Miley aaj tumhein woh khushiyan k
- K lab jab bhi kholta meri guftugu karta
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Aana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja
- mere hamsafar
- Mehkti hui sard raaton k san'naton me
Khuda se thora raham kharid letey, aap ke zakhmon ka marham kharid letey, agar kahin kabhi bikti khushiyan meri, to saari bech kar aapka har ghum kharid letey
Yaad aate hai to zara kho lete hai Aansu ankho me uter aye to zara ro lete hai Nind aakho me aate nahi laken Aap khuwabon me ayaingay yahi soch kar so lete hai
yaad aati hai to jara kho lete hai. Ansu aankho se utar aya to ro lete h. neend to nhi aati aankho me lekin aap sapno me ayange is liye so lete hai good night
AHL-E-Dil Youn Bhe Nibah Lete Hain Dard Seene Main Chupa Lete Hain Dil Ki Mehfil Main Ujaalon K Liye Yaad Ki Shama Jala Lete Hain Jalte Mausum Main Bhe Ye Deewane Kuch Haseen Phool Khila Lete Hain Apni Aankhon Ko Bana Ker Ye Zubaan Kitne Afsane Suna Lete Hain Jin Ko Jeena Hai Mohabbat K […]
Unki tasveer ko seenay se laga lete hain, is tarah judai ka gham mita lete hain, kisi tara kabhi unka ziker ho jaye to, bheegi palko ko juka lete hain..
Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain, Har Zakhm ko apne hathon se si lete hain, Jiss hath ko keh diya apno ka hath, Uss hath se hum Zeher bhi pi lete hain,
Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai, Mujhe dekh par nazrein phira lete hai, Par ek baat par ghaur unkay kartey hai, Baatain ghairon ki, qasmain mere naam ki kha leti hai.
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare, kay rashk tere naseeb per falak kare, har more per frishtay hon sath tere, har ghum per hifazat tairi khuda kare... best wishes forever & good luck
Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Zubaan se naam lete hain, Aankhon se aansu chalak jaate hain. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
cheshem-e-purnam khreed skta hoon zulf-e-berhem khreed skta hoon tu jo ger apna bna le much ko tera her gham khreed skta hoon.
Bara maza ho jo mehsher meim hum karen shikwa Woh minnaton sey kahen chup raho Khuda key liye.
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Khuda salamat rakhna unko, Jo humse Nafrat karte hai, Pyaar na sahi Nafrat hi sahi, Kuch to hai jo woh sirf humse karte hai.
Khuda ki banai qudrat nahi dekhi, Dilon main chupi dolat nahi dekhi, Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti, Us ney shayud hamari dosti nahi daikhi
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare, Kare to qayamat tak judaa na kare. Ye maana ki koi marta nahi judaai mein, Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!
Phele mai or tum the ab hum ho gaye wo mere zakhmo ka marham ho gaye.. jab se unse meri shana sayi howi wo mera sarmaya ghum ho gaye wo sar-e-gulshan sanwer kar agaya or sab hi pholo ke sar kham(open) ho gaye dekhiye matlab mera kuch or tha ap to ase hi bharam ho […]
Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banaana seekhlo! Haarna to hai hi maut ke saamnay, filhaal zindagi se jeetna seekh lo!
Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai, Jisko hum chahtey hain wohi kion rulata hay? Merey khuda agar wo mera naseeb nahi to aisay logon say phir mujhey kion milata hay?
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Safaid saari par jab tum laalbindi lagati ho khuda ki kasam ambulance nazar aati ho farq sirf itna hai ke wo ghayal ko le jati hai or tum achay bhalay ko ghayal kar jati ho
Mitti meri kabr se churata hai koi, mar kar bhi yaad ata hai koi, ae khuda ek pal ki jindagi aur de mujhe, udas meri kabr se jata hai koi
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.
Har ek sajda maqbool-e-khuda ho jaye, Teri DUAON k sang rab ki raza ho jaye, Miley aaj tumhein woh khushiyan k, Hazaron sal tak ghum tujh se khafa ho jaye
Kash koi aisa ahal-e-dil hota jo meri arzu karta, Khoo jati agar main kahin, to meri justuju karta, Mein us kay zehan-o-dil main kuch is tarah sama jati, K lab jab bhi kholta meri guftugu karta,
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Haalat pay meri hasnay hasaney aaja, jhooti hi sahi par sachi ansoon bhane aaja khuwab ko kiya sajana,woh toh bhikar gaye ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja!
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe […]
Mehkti hui sard raaton k san'naton me, Kanpte paton ki halki halki sarsarahton me, mujhe apna wajood bhi aadhaa sa laga, tere baghair, is lamhe me ne jana k, Meri saari khushian bhi adhoori hen, tere baghair..!!