You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Nannay sey dil me armaan koi rakhna
Nannay sey dil me armaan koi rakhna
Nannay sey dil me armaan koi rakhna,
Duniya ki bheer main pehchan koi rakhna.
Achey nahi lagtey jab rahtey ho udas,
In hoto pe sada muskaan wohi rakhna.
Related SMS
- Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna
- ek hissa hume bhi banaye rakhna
- Aap apna Inbox khali rakhna
- Sambhalay rakhna us amanat ko
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Khuda salamat rakhna unko
- TUMHAARI YAAD KAY JAB ZAKHAM BHARNAY LAGTAY HAIN
- Ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai,
- Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
- Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye
- Kuch to khas tha hato ki lakeer main
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai
- Jahan meri aur USKI paheli mulakat thi
- aik mein bhi tanha they sau(100) mein bhi akailey hein
- Jo na mil saka wo baywafa
- Phol barsao mera dost aya hai
- Duniya jalti hay
- Santa sing ka 20 saal bad bacha hua
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari
- Rahtey hain jo nigaho se door
- Is duniya mein dost kam milenge
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Har taraf noor hai khusboo hai
- Kaanch chubhey to nishan reh jaata hai
- Jeena to paray ga hi kaisay bhi pyaray
- Muskaan tere hothon se kahin jaye na
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Zindagi mein kuch sapnay saja lena
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- Wohi loog yaad aney lagey
Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna, Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna. Meri ankhon k sary deep bujha dena, Per us ki ankhon k sary khuwab salamat rakhna
Hume apne dil mein basaye rakhna, hamari yaadon k chirag jalaye rakhna, bahut lamba hai safar zindagi ka mere dƒöst, ek hissa hume bhi banaye rakhna.
Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna, Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna. Hamari dosti ki khusbu zarur aayegi. Aap apna INBOX khali rakhna.
Aye khuda teri mehfil me haath uthaye fariyaad karte hai, sambhalay rakhna us amanat ko jise hum tanhai me yaad karte hai. ('_')
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Khuda salamat rakhna unko, Jo humse Nafrat karte hai, Pyaar na sahi Nafrat hi sahi, Kuch to hai jo woh sirf humse karte hai.
Tumhaari yaad kay jab zakham bharney lagtey hain Kisi bahaaney tumko yaad karney lagtey hain Hadees-e-yaar kay unwaan nikharney lagtey hain Toh hareem mai gaisoo sanwarney lagtey hain Her ajnabi humein mehram dikhaai daita hai Jo ab bhi teri galli say guzarney lagtey hain Saba say kartey hain ghurbat naseeb zikr-e-watan Toh chashm-e-subah mai ansoo […]
Ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai aur soch ke aangan mai utarta bhi wohi hai, Jis nay mere jazbon ki sadaaqat ko naa jana ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai, Is dil ke kharabe se guzar kis ka hua hai ankhein bhi wohi hont bhi wohi lehja bhi wohi hai, Jo […]
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Tanha tha is duniya ki bheer main Socha koi nahin mery taqdeer main Aik din aap ne dosti ka hath barhaya To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main
Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai, dil main bas ek Tamanna hi kafi hai, Tamanna hai ye ki aap sada kush raho , hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai.
Shaam udas thi‚ subaah udas thi, kafan me lipti‚ hue meri laash‚ thi, aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana, jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
Zindagi ki raahon mein Ranj-o-gham ke mele hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir aap hein udher tanha ...hum idher akailey hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein aap se bichar ker hum […]
Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor kar wohi aaj tak mere saath hai... Wo roshni kay khayal main wo na asaka raah mian muntazir yeh khalish kahan thi visaal main mere justojoo ko khabar nahi na wo din rahay na wo raat rahay jo […]
Baharo phool barsao mera "DOST"aya hai. Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai. Barso tak thi jise pani se "ELERGY" Woh aaj "LUX" se nahaya hai.
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
Santa sing ka 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya. Banta : Yaar udas kion ho? Santa : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari, Jismain Mangi Humne Har Khushi Tumhari, Jab Bhi Koi Dastak Sunai De Dil Pe, Samjo Dua Kabul Hui Hamari
ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hai... sab apne apne naseeb hote hain.. rahtey hain jo nigaho se door.. wahi dil ke kareeb hote hain
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Har taraf noor hai khusboo hai Teri ankhon mein kaisa jadoo hai Sari duniya hai meri jholi mein Aur duniya meri bas tu hai
Kaanch chubhey to nishan reh jaata hai, dil totay to armaan reh jaata hai, laga to deta hai waqt marham is dil par, phir bhi umar bhar ek zakhm reh jata hai
Zindagi ki kashti kab lagay, koon say kinaray, Kab isay milay gi, man chahi baharain, Jeena to paray ga hi kaisay bhi pyaray, Kabhi doston ki bheer main, to kabhi tanhai k saharay
Muskaan tere hothon se kahin jaye na, Aansu teri palkon pe kabhi aaye na, Poora ho tera har khwab aur jo poora na ho Woh khawab kabhi aaye na
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Zindagi mein kuch sapnay saja lena, Agar waqt mile to kuch armaan jaga lena, Hum aap ki raahon se sab Dard chupa leinge, Jab chahey hamain aazmaa lena.
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey