Zindagi mein kuch sapnay saja lena

Zindagi mein kuch sapnay saja lena,
Agar waqt mile to kuch armaan jaga lena,
Hum aap ki raahon se sab Dard chupa leinge,
Jab chahey hamain aazmaa lena.