You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Politics SMS » 1 Zardari ko dekha to aisa laga
1 Zardari ko dekha to aisa laga
1 Zardari ko dekha to aisa laga
Jese khana kharab,
Jese total azaab,
Jesey Aadi faqeer,
Jesay murda zameer,
Jese Naasoor ho koii sartaa howaa,
Ek zardari ko dekha to aisa laga,
Jese bijli ka taar
Jese khanjar ki dhaar,
Jesey dozakh ki aag,
Jesey zehrila naag,
Jese garmi ki dhoop
Jese shetan ka roop
Related SMS
- Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
- Daur-e-Zardari hai
- Asif zardari and coca cola
- Pyaar ka meetha "Ehsaas" dilane laga hai tu
- 1 tum hi ko dekha
- Apne roz humse nai umeed laga rakhi hai,
- Zardari ka Farman
- Joke kaisa laga ?
- Zardari ne awam k vote ka kesa sila dia
- Aisa kabhi na karna
- Hazrat Allama Asif Ali Zardari
- Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya
- Jo bina dil walon se dil laga baithey
- Meri qismat zardari jaisi kahan?
- Unki tasveer ko seenay se laga lete hain
- Maa se rishta aisa banaya jaae
- KOi apna aisa hua kare....!
- Tera Chand sa chehra dekha
- Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
- Jubse tumhe dekha hai
- Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai?
- Unhone dekha aur aansu gir pade,
- Pakistan ek aisa mulk hay,
- Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
- Aisa mujhe bajuwali kehti hai
- Aisa DOSTANA humara,
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Labon ko aisa jaam chahiye
- Aisa na ho k doriyan dard ban jayain
- Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete
- Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi
Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha, Kasti ke logo ne samundar ko na dekha. Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala, Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.
Ab Full corruption ki bari hai, Q k ab daur-e-zardari hai, Ab lootna maal sarkari hai, Q k ab daur-e-zardari hai, Ab aap ki izzat aapki apni zimmadari hai, Q k izzat ka shikari Asif Ali zardari hai, Ab photi Qismat hamari hai, Q k ab nawaz sharif ka bhai Asif Ali zardari hai,
Asif zardari ne Islmabad men Nawaz sharif k sath mil ker Coca Cola pi or Nawaz Sharif ne kaha k judge kub bahal hongay? to Zardari ne kaha.. . . . BRRRRRRRRRRRR.!!!
Pyaar ka meetha "Ehsaas" dilane laga hai tu Ab to mujh se mujhi ko churane laga hai tu Teri chahtooN ka chaaya hai saroor is qadar Har pal har jagah nazar aane laga hai tu Veeraan thi yeh zindgi tere aane se pehle Khushiyoon ke sapne mujhe dhikane laga hai tu Har pal mujhe hota […]
Na khuwabon me dekha na nazaron me dekha, 100 me 1 humne tum hi ko daikha, Ghum dene wale to her pal hain yahan, Her pal khushi dene walo me 1 tumhi ko dekha
Apne roz humse nai umeed laga rakhi hai, apne dil me asha ki KIRAN jaga rakhi hai, hum roz kahan say naye msgs bhejen, hum ne kya sms ki factory laga rakhi hai.
Zardari ka Farman, Subse pehlay sadar-e-Pakistan, Mulk ko bana do Qabristan, Khatam karo musalman, Dollar hai apna Eman, Or Bush hai Abba jaan,
u r... A B C D E F G H I J K L A=Aachhe B=Briliant C=Cool D=Dashing E=Emotional F=Fantastic G=Great H=Hot I=Intelligent & JKL=Joke Kaisa Laga.
Zardari ne awam k vote ka kesa sila dia! = Itni mahengai ki k hansto ko rula dia Socha tha k shayud salary barhay gi, = Salary ghanta barhi, GHANTA barha dia
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
Ager tum kisi ghareeb ko us ka haq nahi dila saktay to. jo us k pass he wo b cheen lo. Hazrat Allama Asif Ali Zardari
Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .
Anjanay mein hum apna dil gawan baithey is pyar mein kaisa dhoka kar baithey unse kya gila karain bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithey
Wife : Tum tou chahty ho k main mar jaon aur meri tamam cheezai'n tumhari ho jaye'n ... Husband : Meri kismat ZARDARI jesi kahan???
Unki tasveer ko seenay se laga lete hain, is tarah judai ka gham mita lete hain, kisi tara kabhi unka ziker ho jaye to, bheegi palko ko juka lete hain..
Maa se rishta aisa banaya jaae, Jisko nigaaho me bithaya jae, Rahe uska mera rishta kuch aisa k Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae
Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, Sada chupke chupke dabe qadam, Mere saath hi bas chala kare, Kabhie us se mein jo door hoon, Meri wapsi ki […]
Jab kabi mai ne Tere Chand sa chehra dekha Eid ho k na ho, Meri Eid ho jati hai
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
Jubse tumhe dekha hai, Mera Raat ko Din ko Subha ko Sham ko Khate waqt peete waqt Sote waqt Jagte waqt Hans hans k bura haal he
Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai? Executive (sar jhukate hue): Nahin sir. Boss: Niche kya dekh rahe ho ? Meri taraf dekho.
Unhone dekha aur aansu gir pade, bhari basant mein jaise phul bikhar pade, dukh vo nahi ki unhone hamein alvida kaha, dukh toh yeh hai ki uske baad woh khud bhi ro pade.
Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k baad khush hote hain, Pata hay kub..??? ? ? ? "Jub light aati hay."
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya, Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai, Exams ke din paper dekh kar yaad aaya, Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?
I always think about U. I cant live without U. I really need U. Im totally mad about U. I just wanna be with U. Im crazy 4 U. I wanna marry U. I LOVE U. Aisa mujhe bajuwali kehti hai‚¦ (My neighbour say all this to me)
Aisa DOSTANA humara, Mein KASHTI tu KINARA, Mein VARSHA tu BADAL, Mein RAAZMA tu CHAWAL, Mein HOT tu COOL, Mein APRIL tu FOOL. Ha Ha Ha.....
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
Na gulfaam chahiye,Na salaam chahiye, Na mubarak ka koi paighaam chahiye, Jisko pee ker hosh urr jayain, Labon ko aisa jaam chahiye....
Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..
Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai, Zakham day ker pochtay hain ab haal kaisa hai? Kisi aik say gila kiya karna yaaro, Saari duniya ka mizaaj aik jaisa hai
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, karte bayan to mehfil ko rula dete.
Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hain unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi