You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Politics SMS » Zardari ka Farman
Zardari ka Farman
Zardari ka Farman,
Subse pehlay sadar-e-Pakistan,
Mulk ko bana do Qabristan,
Khatam karo musalman,
Dollar hai apna Eman,
Or Bush hai Abba jaan,
Related SMS
- Daur-e-Zardari hai
- Asif zardari and coca cola
- 1 Zardari ko dekha to aisa laga
- Zardari ne awam k vote ka kesa sila dia
- Hazrat Allama Asif Ali Zardari
- Meri qismat zardari jaisi kahan?
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
- Mulk ka kuch bhala karo
- Chum Cham Cham . . . .
- Pakistan ek aisa mulk hay,
- Delay in punish
- New Qoumi Tarana
- Bush aur musharraf aik plane mein
- Gaon mein clinic khol lon
- 1 Anokhi Dua
- 1 Anokhi dua
- Bush ka "Kutta" bush se roth gaya
- Her insan ko insaan banaya
- I love PAKISTAN
- Pakistan, Pakistan & mera paigham pakistan
- Ab bush k baad OBAMA
- 3 chizain
- KOi apna aisa hua kare....!
- Farz karo..!
- Pakistan ne jo atom bomb
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Bush & Musharaf were flying in a plane
- Aray hamain to apnon ne luta
- I m in love, I'm passionate about him
- Suraj bana tu badal banay
- Patharon say tha apna rishtaa
- Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
Ab Full corruption ki bari hai, Q k ab daur-e-zardari hai, Ab lootna maal sarkari hai, Q k ab daur-e-zardari hai, Ab aap ki izzat aapki apni zimmadari hai, Q k izzat ka shikari Asif Ali zardari hai, Ab photi Qismat hamari hai, Q k ab nawaz sharif ka bhai Asif Ali zardari hai,
Asif zardari ne Islmabad men Nawaz sharif k sath mil ker Coca Cola pi or Nawaz Sharif ne kaha k judge kub bahal hongay? to Zardari ne kaha.. . . . BRRRRRRRRRRRR.!!!
1 Zardari ko dekha to aisa laga Jese khana kharab, Jese total azaab, Jesey Aadi faqeer, Jesay murda zameer, Jese Naasoor ho koii sartaa howaa, Ek zardari ko dekha to aisa laga, Jese bijli ka taar Jese khanjar ki dhaar, Jesey dozakh ki aag, Jesey zehrila naag, Jese garmi ki dhoop Jese shetan ka roop
Zardari ne awam k vote ka kesa sila dia! = Itni mahengai ki k hansto ko rula dia Socha tha k shayud salary barhay gi, = Salary ghanta barhi, GHANTA barha dia
Ager tum kisi ghareeb ko us ka haq nahi dila saktay to. jo us k pass he wo b cheen lo. Hazrat Allama Asif Ali Zardari
Wife : Tum tou chahty ho k main mar jaon aur meri tamam cheezai'n tumhari ho jaye'n ... Husband : Meri kismat ZARDARI jesi kahan???
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye
Utho sathio or mulk ka kuch bhala karo. Jaggooo! . . . . . . . . Acha tum ho.. sorry yaar tum to wapas so jao isi mai hi mulk ka bhala hai
Chum Cham Cham . . . . Musharraf ki chhaliya Nawaz Shareef ka paan Chal mere Zardari Liaqat Bagh, Liaqat Bagh ki pehli gali Benazir ko goli lagi Sari dunya roney lagi Rotey rotey bhook lagi Hmare Mulk mein Atta nhi Gillani tmhare nana nhi Shaukat Aziz gae DILLI DILLI se lae Billi Billi ne […]
Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k baad khush hote hain, Pata hay kub..??? ? ? ? "Jub light aati hay."
Hazrat Ali [R.A] Ka Farman Hy K "Saza Dene Main Der Karo Yahan Tak K Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye..."
Aaeen men ek aur tarmeen, Ab new quomi tarana Musharraf sir zameen shad baad, Kishwar-e-Haseen shad baad, Tou nishan-e-corruption aalishan, Arz-e-Musharafstan, Shad bad opposition sari barbad, Musharaf sir zameen ka nizam, atay, gas, bijli ka bohran, Qoum mulk saltant, choudhry paindabad, shad baad, shukat aziz mulk say farar, parcham-e-sitara-e-hilal, Khun main runga sara saal, Bhol […]
Bush aur musharaf aik plane mein aik sath safar kar rahay thay. Bush:agar main 100 million $ nichay Afghanistan per phaink don to log kitna khush hongay! Musharraf:Agar mein apni wardi neechay Pakistan phaink don to mairay log kitna khush hongay na! Pilot cockpit say bola:Agar mein in donon ko nichay phaink don to puri […]
Aik doctor apne dost se: "yar mai soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon. Dost:"tumhara khyal to naik hy magar yahan ka qabristan chota hai. :p"
1 Anokhi Dua Aap ko Khushyan itni milen jitni MUSHARRAF ko Gaaliyaan¢â‚¬Â¦ Aapki Zindagi Se Gham aise khatam hoon jese PTV se haya Aapko GEO jesa sabar miley Shorat itni mile jini ¢â‚¬Å“BB¢â‚¬Â ko mili Health aesi mile jese SANGEETA ko¢â‚¬Â¦ or Aap ke din aise phir jaye jese ZARDARI ke
1 anokhi dua Aapko khushian itni milain jitni Musharraf ko galiyan, Aapki zindagi se gham aise khatam hon jese PTV se haya, Aap ko GEO jaisa sabar milay, Shohrat itni milay jitni "BB" ko mili Health aisi mile jaisay SANGEETA ko OR Aapke din aise phirain jaisay zardari k
Bush ka "Kutta" bush se roth gaya, Ja k ganday nalay main doob gaya, Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay, Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay...:D
Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya Ham Ne HINDU Ya MUSALMAN Banaya, Kudarat Ne De Hame 1 Dharti, Humne Kahi HINDUSTAN Kahi PAKISTAN Banaya.
I love PAKISTAN P= parveen A= asma K= kiran I= iqra S= seher T= tuba A= aalia N= nida PAKISTAN meri jan sab se pehle pakistan i love PAKISTAN
Khuda ki khaas rehmat hai buzurgun ki bashaarat hai kayee nasloun ki qurbaani kaye nasloun ki mehnat hai asaasa hai jiyaaloun ka shaheedoun ki amaanat hai jab hee tareekh ne rakha hai is ka naam pakistan andheroun ko mitaaye ga ujaala ban k chaaye ga yeh qissa inqilaabi hai naye duniya banaye ga agar Allah […]
Ab "BUSH" Ke Bad "OBAMA" Zara Sambhal Ke Rahkna Qadam IRAQ Me "OBAMA" "BUSH" KO Pare Hain Jutay Tera To Utar Dainge "PEJAMA".
3 Chizon per qabu rakho "GHUSSA" "DOOLAT" "NAFS" 3 chizon say nafrat karo "ZULM" "GHUROOR" "BEHAYAI" 3 chizon ko Apnao "EMAN" "QURAN" "SABAR" 3 chizon ko yaad rakho "AHSAAN" "DOOST" "MAUT" 3 chizon say bacho "HASAD" "CHUGLI" "GHEEBAT" 3 chizain soch ker uthao "QALAM" "QADAM" "QASAM"
Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, Sada chupke chupke dabe qadam, Mere saath hi bas chala kare, Kabhie us se mein jo door hoon, Meri wapsi ki […]
farz karo tum chat per baithe apne baal sukhatey hoo. farz karo ke dhoop ka us din kuch kuch rang gulaabi hooo. farz karo tum baithe baithe gehri souch main kho jao. baal sukhana choord ke sar ghutnoon pe rakh kar so jao. farz karo us neend main tum ne dekha asai sapna hooo. bekal […]
Teachers: Bachon batao pakistan ne jo atom bomb india pe phenka tha aur India ne use pencil bana dia uska naam kia hay ? STUDENTS:- (ADNAN SAMI) :-p
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Bush & Musharaf were flying in a plane. Bush said: If I drop a billion dollars here I wil make a million People happy. Musharaf said: If I drop my uniform i will make my whole country happy. Suddenly USAMA BIN LADIN said: If I drop this plane I will make the whole world happy!
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha, Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha, mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha, Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha, Mujhe jiS beD per […]
I am in love, I am passionate about him, I loving every moment of it and why not its her 63rd Birth Day. Its apna Pakistan. HAPPY INDEPENDENCE DAY
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay...:D
Apnay dushman say hi dil laga baithay, Unki saadgi say faraib kha baithay, Patharon say tha apna rishtaa, Phir bhi sheeshay k ghar bana baithe..
Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye, hamse koi rusva na ho jaye, badi mushkil se koi apna bana hai, darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye.
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye