You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Politics SMS » Chum Cham Cham . . . .
Chum Cham Cham . . . .
Chum Cham Cham . . . .
Musharraf ki chhaliya
Nawaz Shareef ka paan
Chal mere Zardari Liaqat Bagh,
Liaqat Bagh ki pehli gali
Benazir ko goli lagi
Sari dunya roney lagi
Rotey rotey bhook lagi
Hmare Mulk mein Atta nhi
Gillani tmhare nana nhi
Shaukat Aziz gae DILLI
DILLI se lae Billi
Billi ne diye 2 bache Allah miyan sache
Schey schey jaenge OBAMA ki Dulhan laenge
OBAMA ki Dulhan kaali 100 nakhron waali
1 nakhra toot gaya
Humara mulk doob Gaya:(
Related SMS
- Cham cham khailain
- Ae khat ja unke hatho ko chum le
- New Qoumi Tarana
- Dekh ke aapko har kali gungunane lagi
- Farq to para hai, GEO Musharraf
- Ab bush k baad OBAMA
- Asif zardari and coca cola
- Itnay saray bachay aik sath
- Mulk ka kuch bhala karo
- Naye Varssh Ke Subh Avasar Par
- Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya
- chand kisi aur ka ho gaya
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Dil to Jalkar rakh ho gaya
- dil to dil tha
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Zardari ka Farman
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Beautiful name
- ALLAH aap ko Quaid ki aqal
- Wo phir se mil gaya to phir...?
- Shadi se pehle & shadi k baad
- Bush ka "Kutta" bush se roth gaya
- Daur-e-Zardari hai
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Sharif aadmi shadi k baad
- Pakistan ek aisa mulk hay,
- Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai
- Tu to ghar ja..!
.-""-. ( ';' ) (,,)(,,) kiya aap busy hain Nahi .-""-. (")( '; ' )(") ( . ) to aayein cham cham khailain
Ae khat ja unke hatho ko chum le.wo padhe to unke hotho ko chumle.khuda na kare wo phar bhi dale, to girte girte unke kadmo ko chum lay.
Aaeen men ek aur tarmeen, Ab new quomi tarana Musharraf sir zameen shad baad, Kishwar-e-Haseen shad baad, Tou nishan-e-corruption aalishan, Arz-e-Musharafstan, Shad bad opposition sari barbad, Musharaf sir zameen ka nizam, atay, gas, bijli ka bohran, Qoum mulk saltant, choudhry paindabad, shad baad, shukat aziz mulk say farar, parcham-e-sitara-e-hilal, Khun main runga sara saal, Bhol […]
Chamkte chand ko neend ane lagi, Aapki kushi se duniya jagmagane lagi, Dekh ke aapko har kali gungunane lagi, Ab to phenktay phekntay mujhe bhi neend ane lagi, Goodnight
20 saal pehle "Candle light Dinner" sirf ameer loag kar sakte thay magar ab pooray mulk ki awam ko ye sahulat mayassar hai. Farq to para hai.GEO Musharraf
Ab "BUSH" Ke Bad "OBAMA" Zara Sambhal Ke Rahkna Qadam IRAQ Me "OBAMA" "BUSH" KO Pare Hain Jutay Tera To Utar Dainge "PEJAMA".
Asif zardari ne Islmabad men Nawaz sharif k sath mil ker Coca Cola pi or Nawaz Sharif ne kaha k judge kub bahal hongay? to Zardari ne kaha.. . . . BRRRRRRRRRRRR.!!!
Teacher: Bacho batao k billi 1 sath itnay saray bachay kaisay paida karti hay? Kid: Miss agar aap road pay billi ki tarah ghoomo to aap ko pata chal jayega...
Utho sathio or mulk ka kuch bhala karo. Jaggooo! . . . . . . . . Acha tum ho.. sorry yaar tum to wapas so jao isi mai hi mulk ka bhala hai
Dinn Beeta Andhera Huaa, Ghadi Ki Suiyaa Sarkane Lagi, Naya Saal Aatee Hi, Aapke Ghar Khusiyaa Barsane Lagi, Naye Varssh Ke Subh Avasar Par, Dil Se Duaa Hajaar Mile, Tum Mujhe Miloo Miliniyam, Mujhko Tumharaa Pyar Mile
Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .
Arz hai: Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, mai dewana ho gaya,chand badalo mai kho gaya, maine badal hatne ka intjar kiya, tabtak chand kisi aur ka ho gaya..
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se […]
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya, kuch zakhm judai ke aise mile k phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.
rooty es kader menaya na gaya. door itna ho gaye paas bulaya na gaya. dil to dil tha samendar ki ret nahe. likha diya jo naam to mitaya na gaya.
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
Zardari ka Farman, Subse pehlay sadar-e-Pakistan, Mulk ko bana do Qabristan, Khatam karo musalman, Dollar hai apna Eman, Or Bush hai Abba jaan,
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
"Muhammad" Kitna piyaara naam hai moo Se pura nikalta nahi Aur Hont ek dosre ko 2 dafa Chum laite hain. (try it)!
Azadi k din aaj meri dua hai k ALLAH aap ko Quaid ki aqal, Iqbal ki shakal, Liaqat ki Shairvani, Fatima ki jawani, Nehru ki chaal aur gandhi g k baal day. JASHAN-E-AZADI MUBARK
Ye dard mit gaya to phir? Ye zakhm sil gaya to phir...? Bichhar kar sochta hoon main, Wo phir se mil gaya to phir...? Main titliyon k shehar mein, Rahoon to mujh ko fiker hai... Wo phool jo khila nahi, Wo phool khil gaya to phir...? Tujhe bhi kuch nahi mila, Mujhe bhi kuch nahi […]
Is sawal ka jawab do Shadi se pehle dulhan ka baap dulhe ko kya deta hai? Jo shadi k baad wapas leta hai..? Its challenge 4 u!
Bush ka "Kutta" bush se roth gaya, Ja k ganday nalay main doob gaya, Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay, Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay...:D
Ab Full corruption ki bari hai, Q k ab daur-e-zardari hai, Ab lootna maal sarkari hai, Q k ab daur-e-zardari hai, Ab aap ki izzat aapki apni zimmadari hai, Q k izzat ka shikari Asif Ali zardari hai, Ab photi Qismat hamari hai, Q k ab nawaz sharif ka bhai Asif Ali zardari hai,
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Ek shareef admi shadi k bad apni B.V ko bola: Aaj sey tum he meri ZINDAGI ho, PYAAR ho, TAMANNA hoo! B.V: aor aaj sey aap he mere leye FARHAN hain, SAAD hain NOMAN hain
Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k baad khush hote hain, Pata hay kub..??? ? ? ? "Jub light aati hay."
Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai, Dil ki taqat TILAWAT-E-QURAN main hai, Dimagh ki quwwat ZIKER-E-ELAHI main hai, Rooh ki rahat DUROOD SHAREEF main hai,
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya. Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga aur bola: . . . . kambakht main to rasta bhool gaya hun, tu to ghar ja.