You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Pervaiz Musharraf ka naam likh de
Pervaiz Musharraf ka naam likh de
Elahi aaj yeh farman likh de
har khusi sms perhne wale k naam likh de
Agar uski khushi k liye kisi ki jan chahiye
To us pe PERVAIZ MUSHARRAF ka naam likh de
Related SMS
- Likh sakte kisi ki taqdir agar hum.
- beetay howay khud pay sitam likh raha hoon
- Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do
- Tere naam
- Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
- Bush aur musharraf aik plane mein
- Geo musharraf
- Kisi ke naam se pahle
- Kya kia tere naam likhon
- Meri her khushi tere naam hogi
- Wo naam tumhara hay
- To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
- Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai
- Zubaan se naam lete hain
- Farq to para hai, GEO Musharraf
- Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,
- uska naam hi yaad nahi aata
- Maa hai mohabbat ka naam
- Pervez Musharraf = Qaid-e-Qillat
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Har kamyabi pay aap ka naam hoga,
- Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai
- Mubarak naam hai tera
- Naam ki kya baat kartey hoo
- mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
- Dillagi dosto ke naam hoti hai
- Hamare rishtey ka naam kia hai?
- Liya ek kaghaz aur likha tera naam
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Mohabbat Baraye Naam
Likh sakte kisi ki taqdir agar hum. Aapki taqdir mein har khushi likh dete. Jo mod aapko kamyabi dilaye. har lakeer ko ussi taraf mod dete.
Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Surkh gulab k sare mausam tere naam, Har subha ka pehla ujala tere naam, Teri yaad ka behta darya mere liye, Behti jheel main phool KANWAL ka tere naam, Jitnay khawab Khuda ne mere naam likhay, Un khawabon ka resha resha tere naam, Tere bina jo umr betai beet gai, Ab is umr ka baqi […]
MUNNA BHAI : Oye Short Circuit yeh light bulb pe baap ka naam kya likh raha hai? CIRCUIT : Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
Bush aur musharaf aik plane mein aik sath safar kar rahay thay. Bush:agar main 100 million $ nichay Afghanistan per phaink don to log kitna khush hongay! Musharraf:Agar mein apni wardi neechay Pakistan phaink don to mairay log kitna khush hongay na! Pilot cockpit say bola:Agar mein in donon ko nichay phaink don to puri […]
1 admi ne ghalti se bijli ka tar cho lia, wo marne hi wala tha k usi waqt light chali gaye or wo marne se bach gia, us ne khushi se jhoom ker kaha {GEO MUSHARAF}
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai […]
Kya kya Tere Naam likhon. . .? "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon? Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . ! Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Kahin andhaira to kahin shaam hogi, Meri her khushi tere naam hogi, Kuch mang k to daikh humse, Bijli, pani k bill or qarz main dubi, Property tere naam ho gi..
Koi chaand sitara hay Koi phool se pyara hay Koi khushi ka ishara hay Koi dil ka sahara hay Tumhai'n itna batana hay Wo naam tumhara hay
Chiraghon se agar andhere door hote, To chandni ki chaahat kyun hoti, Kat sakti agar ye zindgi akailay, To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain, Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain, Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum, Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai
Zubaan se naam lete hain, Aankhon se aansu chalak jaate hain. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
20 saal pehle "Candle light Dinner" sirf ameer loag kar sakte thay magar ab pooray mulk ki awam ko ye sahulat mayassar hai. Farq to para hai.GEO Musharraf
Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad […]
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi
Santa bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho? Santa: Aur kya karu?? Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
Maa hai mohabbat ka naam, Maa ko hazaron salaam, Karde fida zindagi, Aaye jo bachon ke kaam.
M Ali Jinnah = Qaid-e-Azam Liaqut Ali = Qaid-e-Millat Fatima Jinnah = Madar-e-Millat Pervez Musharraf = Qaid-e-Qillat :p
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Har kamyabi pay aap ka naam hoga, Apke har qadam pay duniya ka salam hoga, Mushkilon ka samna himmat sey karna, Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.. Good Luck & All the best
Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai, Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai. Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna Jo Haste Hue har waqt Yaad Aata Hai.
Mubarak naam hai tera, mubarak Eid ho tujhko, jise tu dekhna chahe usi ki deed ho tujko EID MUBARAK.
Naam ki kya baat kartey hoo, Log chehrey tak bhul jaate hain, Tum Samundar ki baat karte hoo, Dubne waale to Aankhon mein bhi doob jaate hain.
mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.
Dillagi dosto ke naam hoti hai Dilldari dosto ki shaan hoti hai Kahi bhi raho par rahoge dil me mere Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai
kabhi socha hai? Hamare rishtey ka naam kia hai? *Dosti *Mohababt *Zarurat *Khuwahish *Junoon *Ishq ya woh rishta jo, "Asman ka zameen se" Barish ka sehra se hay Haqiqat ka khuwabon se hay Din ka raat se hay Yeh kabhi bhi aik dosray se mil nahin patay laikin aik dosray k baghair adhoray bhi hain […]
Bethay thay teri yaad main tanha ek shaam, Liya ek kaghaz aur likha tera naam, Tasvir banai teri aur likha ye pegham, Zinda pakarnay walay ko 50,000 ka inaam :p
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he, Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he Teri faraakhdili ko duaen deta hun, Mere labon pe tere lams ka nishaan to he Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta, Magr ye us ka basaya hua makaan to he Alavaa is k na kuch aur parda […]