You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Misleading SMS » Liya ek kaghaz aur likha tera naam
Liya ek kaghaz aur likha tera naam
A misleading romantic poem about sitting alone, writing your name, and drawing your portrait — that turns out to be a Wanted notice with a cash reward.
Bethay thay teri yaad main tanha ek shaam,
Liya ek kaghaz aur likha tera naam,
Tasvir banai teri aur likha ye pegham,
Zinda pakarnay walay ko 50,000 ka inaam :p
Related SMS
- Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai
- Mubarak naam hai tera
- Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon
- Har gali har deewar par apka name likha hai.
- Hotho se jo choo liya, ehsas ab tak hai
- Usay mein ne hi likha tha
- Dil ghulam hai tera
- Ab kia likhain hum kaghaz per
- Phir bhi aap nay door samajh liya
- Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni
- Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do
- Apun ko tera operation dobara karna paray ga
- Tere naam
- Tera Chand sa chehra dekha
- Dono aankho mein ashq liya karte hain
- Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
- Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
- Dillagi dosto ke naam hoti hai
- Sun liya hum ne
- Tera bina adhuray
- Teri qurbat mili.. Magar tera sahara na milaa..
- Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
- Kuttey nay kaat liya tha
- Zoo walon nay dobara pakar liya kya?
- Tumne to mera Dil hi Chura Liya
- Kya kia tere naam likhon
- Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- Mohabbat Baraye Naam
- mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
- Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- uska naam hi yaad nahi aata
Drew your portrait on blank paper and wrote a message underneath it — offering fifty thousand rupees to anyone who finds the 'mentally unbalanced' person pictured. Koray kaghaz pe likha tera naam hai, Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai, "Dimaghi tawazun theek nahi" dhondnay wale ko 50,000 ka inaam hai ;-)
Mubarak naam hai tera, mubarak Eid ho tujhko, jise tu dekhna chahe usi ki deed ho tujko EID MUBARAK.
Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.
Opens with flattery about your name being posted on every wall and door in town — then reveals what those posters actually say about you. Har gali har deewar par apka name likha hai. Har khirki har darwaze per apka name likhe hai, Oper talash-e-gumshuda or Neeche zehni tawazun kharab likha hai
Romantic setup about lips touching and a lingering sensation — the cause turns out to be a green chilli. Hotho se jo choo liya, Ehsaas Aab tak hai, Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain… Aur kyo na ho… Khayi Bhi to “HARI Mirchi…”-hai
Jo lehjay barf ho jayen, to woh pighla nahin kartay, Parinday dar k urr jayen, to woh lota nahin kartayy, Yaqeen uth jaye to shayu, kabhi wapas nahin aata, Hawaon ka koi toofan, kaabhi baarish nahin laata, jo dil aik baar totay to, kabhi woh jurr nahin pata, usey mein ne hi likha tha, us […]
tere siva nahi jachta koi nigahoon mai jo to kahe to bikhar jaaon teri raahon mai nazar kaneez teri, dil ghulaam hai tera likha hua mere chehre pe naam hai tera.
Ab kia likhain hm kaghaz par Ab likhne ko kia baki ha, ik dil tha so wo toot gya ab tootne ko kia baki hay, ik shakhs ko hm ne chaha tha ik rait pr naksh banaya tha, wo naksh kahan ab baki ha ab kia likhain hm kaghaz par ab likhne ko kia baki […]
Khamosh thay hum to magroor samaj liya, Chup hai hum to majboor samaj liya, Yehi aap ki khushnasibi hai ke hum itne qarib hain, Phir bhi aap nay door samajh liya.
Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi Is qadar akele ho gai hain aaj kal Koi satata bhi nahi or koi manata bhi nahi
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
A Munna Bhai hospital joke where a forgotten surgical item inside a patient leads to a negotiation the patient very much prefers to settle in cash. Munna: Bolay to Apun ko tera operation dobara karna paray ga. Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain. Patient: Agar yeh baat hai […]
Surkh gulab k sare mausam tere naam, Har subha ka pehla ujala tere naam, Teri yaad ka behta darya mere liye, Behti jheel main phool KANWAL ka tere naam, Jitnay khawab Khuda ne mere naam likhay, Un khawabon ka resha resha tere naam, Tere bina jo umr betai beet gai, Ab is umr ka baqi […]
Romantic Urdu Eid couplet saying that whenever the sender sees the moon-faced beloved, every day becomes Eid. Jab kabi mai ne Tere Chand sa chehra dekha Eid ho k na ho, Meri Eid ho jati hai
Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....
Romantic Urdu Eid couplet: spotting the Eid crescent in the sky immediately called up thoughts of the beloved. Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
A Munna Bhai lightbulb wordplay joke where Circuit's explanation for writing his father's name on a bulb is perfectly logical by his own standards. MUNNA BHAI : Oye Short Circuit yeh light bulb pe baap ka naam kya likh raha hai? CIRCUIT : Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
Urdu friendship poem about a real dosti that lives in the heart no matter where you are. Dillagi dosto ke naam hoti hai Dilldari dosto ki shaan hoti hai Kahi bhi raho par rahoge dil me mere Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai
Sun liya hum ne faisla tera Aur sun ker udaas ho baithey Zehan chup chaap ankh khaali Jaisey hum kianaat kho baithey
Incomplete without you — you are today, you are tomorrow, and without you nothing feels whole. Tum mera aaj ho, tum mera kal, tujay yaad karthay hai har aik pal, jee nahe paiyain gay teray bina hum, teray bina reh jai gay adhuray hum.... I Miss you
Teri qurbat mili ..Magar tera sahara na milaa.. Qareeb pohunch kar bhi sahil ka kinara na mila.. Dekhta raha ghoor se main hatheli apniii Magar mujhay apni qismat ka sitara na mila...
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
A husband carrying his wife's coffin explains a dog bit her; the long queue of men behind him are all waiting to borrow that dog. Husband apni wife ka janaza le ker ja raha tha. Janazay k aag 1 kutta or pche aadmiyon ki lambi line thi, Ek aadmi aakar pochta he,"Bhai yeh sab howa […]
No visits... no calls.. no sms's... no letters... no missed calls.. I'm worried... kya hua zoo walon nay dobara pakar liya kya?
Patient tells a nurse she stole his heart; she corrects him — she only took his kidney. Patient to Nurse: ¢â‚¬ËI Love You¢â‚¬â¢ Tumne to mera Dil hi Chura Liya”. NURSE : “chal jhoota , . . Mene to sirf tumhaari Kidney churai hai”
Kya kya Tere Naam likhon. . .? "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon? Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . ! Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai, Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai. Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna Jo Haste Hue har waqt Yaad Aata Hai.
Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya, Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya, Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag, Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he, Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he Teri faraakhdili ko duaen deta hun, Mere labon pe tere lams ka nishaan to he Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta, Magr ye us ka basaya hua makaan to he Alavaa is k na kuch aur parda […]
mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.
Spent the whole life in your love like an evening under a shady tree — every dusk became yours. Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Santa (Sardar joke) is crying at a bar — he wants to forget a girl but can't remember her name, so forgetting is impossible. Santa bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho? Santa: Aur kya karu?? Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.