You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Sun liya hum ne
Sun liya hum ne
Sun liya hum ne faisla tera
Aur sun ker udaas ho baithey
Zehan chup chaap ankh khaali
Jaisey hum kianaat kho baithey
Related SMS
- Phir bhi aap nay door samajh liya
- Dono aankho mein ashq liya karte hain
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- Zoo walon nay dobara pakar liya kya?
- Jo bina dil walon se dil laga baithey
- Bojh lagay sath to bata daina
- Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon
- Khaali jaam liye baithe ho
- Aisi apni wife ho
- Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh
- Jub teri dhun main jiya kertay thay
- Haseena'on ka qafla
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Udas logon ki nishani
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- Ankh Masruf e Nazara thi
- Dil ghulam hai tera
- K lab jab bhi kholta meri guftugu karta
- Ye dil na jaane kya kar baitha
- Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain
- Yehi Aadat
- Chup raho Khuda key liye
- Aap kion udaas baithay ho
- Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai
- Nazar ne Nazar se mulaqat kar li,
- Jo guzar gia woh guzar gia
- Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna
- Meray kum sakhan ka yeh hukum tha
- Ek ajnabi hay magar
- Lout aana
- Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye
- Yaaden teri rakh di hai sambhal kar
- Main hamesha aap k liye eik ehsas hon
Khamosh thay hum to magroor samaj liya, Chup hai hum to majboor samaj liya, Yehi aap ki khushnasibi hai ke hum itne qarib hain, Phir bhi aap nay door samajh liya.
Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....
Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya, Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya, Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag, Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
No visits... no calls.. no sms's... no letters... no missed calls.. I'm worried... kya hua zoo walon nay dobara pakar liya kya?
Anjanay mein hum apna dil gawan baithey is pyar mein kaisa dhoka kar baithey unse kya gila karain bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithey
Tum ko jub bojh lagay saath to bata daina Hum chup chaap mohabbat se mukar jayengay!
Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.
Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo, Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo, Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil Jin tak jaam nahin pahuncha hai un pyaason ki baat karo Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan, Jin yaadon se dil […]
Aisi apni wife ho aisi apni wife ho 5.5 jiski hight ho jeans jiski tight ho chehra jiska bright ho waight main thori light ho umer main diffrence slight ho thori se woh quite ho to mamorable her ek night ho aisi apni wife ho sarak per sub kaheen kia cute hey bheer main sub […]
Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sulla Deh Mujh Ko Jis Tarah Faltu Guldaan Paray Rehtay Hain Apne Ghar Ke Kisi Konay Se Lagga Deh Mujh Ko Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla Deh Mujh Ko Doobtay Doobtay Awaaz Teri […]
Jub teri dhun main jiya kertay thay, hum bhi chup chaap phira kertay thay, Aankhon mein pyaas howa kerti thi, Dil mein toofan utha kertay thay, Loog aatay they ghazal sunne ko, Hum teri baat kia kertay thay, Such samajhtay they teray wadon ko, Raat din ghar mein raha kertay thay, Woh bhi kia din […]
Haseena'on ka qafla masjid ki aur ja raha tha, hamne bula liya. Hum toh barbad ho chuke the sanam khuda ko barbad hone se bacha liya.
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Chalo Bataon Tumhen Ek Nishani Udaas Logon Ki,, . Kabhi Ghor Karna, Ye Hanstey Bohat Hain..
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K
tere siva nahi jachta koi nigahoon mai jo to kahe to bikhar jaaon teri raahon mai nazar kaneez teri, dil ghulaam hai tera likha hua mere chehre pe naam hai tera.
Kash koi aisa ahal-e-dil hota jo meri arzu karta, Khoo jati agar main kahin, to meri justuju karta, Mein us kay zehan-o-dil main kuch is tarah sama jati, K lab jab bhi kholta meri guftugu karta,
Ye dil na jaane kya kar baitha. Mujhse puche bina hi faisla kar baitha. Iss zameen par toota sitara to nahi girta. Aur ye pagal chand se dosti kar baitha.
Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain, Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain, deewanay hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.
bas yehi aadat uski mujay achi lagti hai fida udaas ker k mujay khud b khush nahi rehta
Bara maza ho jo mehsher meim hum karen shikwa Woh minnaton sey kahen chup raho Khuda key liye.
Wadiyon se soraj nikal aaya hai, Fizaon me naya rang chaya hai, Aap kion udaas baithay ho, ab to muskura do, hamara SMS aaya hai
Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad […]
Nazar ne Nazar se mulaqat kar li, Rahe dono chup par bat kar li, Khushiyon ka mausam kuch iss kadar badla, Ki in aankhon ne ro-ro kar barsaat kar li.
usey yaad ker k na dil dukha, jo guzar gia wo guzar gia, kahan lout ker koi ayai ga, jo guzar gia wo guzar gia, Nayai subah hay, nayai shaab hay, naya shahar hay, naya naam hai, Woh chala gaya usay bhool jaa, jo guzar gia woh guzar gia, Koi ayai ga koi jayai ga, […]
Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna. Yeh Bhi Likhna K Mere Hoont Hansi Ko Tarse, Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.
Meray kum sakhan ka yeh hukum tha, K kalam us say mein kum keron Meray hont aisay silay k phir meri chup nay us ko rula dia
Ek ajnabi hay magar Rooh-shanas lagta hy Meri tarha mujhy Wo bhi udaas lagta hy Karon talash tou ho Shak wajood pe us k Jo aankhai'n band karo'n Aas paas lagta hay
Jab kabhi tera dil ghabraey ager tujhe meri yad aay tu lou ana, Ager tera sath koi choray ager koi tera dil turey tu lout ana, Kuch waqat achca guzra hai sath tumare who waqat jab yaad aay tu lout ana, Yahe waqat akser sath nai dete dil walon ka, pas reh kar b ager […]
Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye, hamse koi rusva na ho jaye, badi mushkil se koi apna bana hai, darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye.
Yaaden teri rakh di hai sambhalkar, Dur kahi is dil se nikalkar. Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar, in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..
Udaas na hona kion k main sath hon, Samnay na sahi per aas paas hoon, Aankhon ko band karo dil se yaad karo, Main hamesha aap k liye eik ehsas hon,