You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Udas logon ki nishani
Udas logon ki nishani
Sad people smile the loudest — look closely at whoever's laughing the most.
Chalo Bataon Tumhen Ek Nishani Udaas Logon Ki,,
.
Kabhi Ghor Karna, Ye Hanstey Bohat Hain..
Related SMS
- Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai
- Logon k sab sawalon ka jawab ho tum
- Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki
- Koi gham nahi magar dil udas hai
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
- Main na mil sakon jo tum se
- Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna
- Aisa kabhi na karna
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
- Dil ne kaha chalo sms karain
- Yad aon to bas ....
- Always Be Happy
- Hum nazuk nazuk dil waley
- Han yeh such hay...
- Tujhko na aain mohabbatain karni
- J 13 khayal 20 na aaway
- Wafa ruswa nahi karna...
- KHUSHI se dil ko aabad karna
- Behiss hai yahan loag, bhala soach kai karna
- Koi achha lage to use pyar mat karna
- Chalo aik sath chaltay hain
- Mohabbat ka izhaar na karna
- Jhuki nazron say iqrar mat karna
- Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
- Hum To Pehle Se Hi Ap K Hain
- Intikhab karna hay
- Kafi dino se sms nahi bheja
- Your goals are too small
- Old Year Sab se ho raha hai Door
- Naya saal aaya hai chalo
- Be the Reason for Someone's Happiness: Quotes and Messages
- It's All About Love
- Ur Single Smile
Khulle paare hain meri zindagi kay saare warq Najane kab koi aandhi ura kar lai jaii Kisi ka dard kahan tak apnay pass rakhon Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai
Meri nigah-e-kamal ka intikhab ho tum, Wafa k pholon main haseen gulab ho tum, Log kehte hain doston main wafa nahi hoti, Logon k sab sawalon ka jawab ho tum...
Maat roko iss behte dard ko, Saza hai ye kisi ke intzar ki, Keh lo inhe ashk ya diwangi, Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki.
Koi gham nahi magar dil udas hai, Tujh se koi rishta nahi phir bhi ek aas hai, Kehne ko bohut apnay magar tu ek khas hai, Zyada emotional na hona uper sub bakwa hai:D
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.
A ghazal asking to not be searched for, not be longed for — if he can't meet, don't make it harder. Main na mil sakon jo tum se, meri justujo na karna Tumhain meri hi qasam hay, meri arzoo na karna Mujhy jis se thi muhabbat, use thi ajab si adat Kabhi mounh phair lena, […]
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna, Kabhi kisi ka aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Baydardi se apney dil par vaar na karna.
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.
A quick internal debate about whether it's crazy to send a random SMS — but the conclusion is that neither party in the debate is normal anyway. Dil ne kaha chalo "SMS" karain, socha.!! "dil to pagal hai" phir khayal aaya chalo koi bat nahin jis ko karna hay woh konsa normal hay
Yad aon to bas itni si inayat karna, Apnay badlay howay lahjay ki wazahat karna, Tum to chahat ka shahkar howa karte they, Kis se seekha ulfat main milawat karna, Hum sazaon k haqdar baney hain kab se? Tum hi kah do kya jurm hai pyar karna? Teri furqat main ye ankhain ab tak nam […]
A cheerful reminder that your smile makes a difference to the people around you. Good for anyone who needs a lift. Always be Happy, always wear a smile; Not because life is full of reasons to smile but because your smile itself is a reason for many others to smile. . .
Hum nazuk nazuk dil waley Kabhi hastey hain kabhi rotey hain Kabhi dil mein khwab parotey hain, Kabhi mehfil mehfil phirtey hain, Kabhi zaat mein gum ho jatey hain, Kabhi chup ki mohar sajatey hain, Kabhi geet labon par atey hain, Kabhi sab ka dil behlatey hain, Kabhi khud tanha ho jate hain, Kabhi shab […]
Han ye sach he k mujy tumse mohabbat he.. Ye b sach he k me tumhari chahat hun. Per meri zindgi me chahto ki kami to nahi.. Rishte or b hain sirf tum hi to nhi.. Apni zat k is pahlu sey aj milwaun tumhen.. Me kya hu kesi hu zara batlaun tumhen.. Me apni […]
Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni 'Faraz' tujhko na aain mohabbatain karni Ye qurb kya hai kay tu saamnay hai aur hamain Shumaar abhi se judaai ki sa'atain karni Koi Khuda ho kay pathar jisay bhi hum chaahain Tamaam umr usi ki ibaadatain karni Sab apnay apnay qareenay say muntazir us […]
Punjabi SMS using number-word puns — thirteen/thought, twenty/remember — to tease the recipient about not thinking of the sender often enough. J 13 khayal 20 na aaway 80 udaas ho jaanday aan Tay 100 20 nai sakday chalo a 10 diyo k tusi 20 saanu inna e yaad karday o? ya roz 32 band kar […]
Wafa ruswa nahi karna... Suno aisa nahi karna Mai pehle hi akela hu Muje tanha nhi karna, Judai aa b jaye to Ye dil chota nhi karna Bohat musroof ho jana Muje socha nhi karna, Barosa b zarori hai Magar sub ka nhi karna Muqadar to muqadar hai kabi shikwa nahi karna Meri takmeel tum […]
KHUSHI se dil ko aabad karna GHAM ko dil se aazad karna Bas itni guzaarish hai aapse k ho sake to din mein ek baar yaad zaroor karna
Behiss hai yahan loag,bhala soach kai karna.. Is doar main logoon sai wafa soch kai karna ik baar jo rothey,to mana tum na sakhoo gay, hum jaisai diwanoon ko khafa soch kai karna Gul shaakh sai bichrai to kahin ka nahi rehta Tum zaat mere khud se juda soch kai karna.
Koi achha lage to use pyar mat karna, uske liye apni ninden bekaar mat karna, 2 din to aayenge khushi se milne, teesre din kahenge mera intjar mat karna...
Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,
Kaha tha tum say...mera intezaar na karna dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna Aisa ho chuka hai kayee bar pehlay bhi ab ki bar tum koi bhi sawal na karna Din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein wo lamhein wo ratein,unko yaad bar bar na karna Zindagi tanha hi […]
Jhuki nazron say iqrar mat karna, nazrain utha kar inkar mat karna, raat bhar taraptay ho kisi ki yadon me, aur dusron ko kahtay ho kisi se pyar na karna.
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Karna Hai.
~Hum To Pehle Se Hi Ap K Hain.. . ~Kiya Zarorat Ha Humein Aazmane Ki. .. ~Yaad Na Kro To Koi Gham Nahi.. ~Par Khawahish Na Karna Kabhi Bhool Jane Ki.. .. .!
Be-khuloos logo'n se Ijtinab karna hay Mujhy apne rishto'n ka Ehtisab karna hay Usay bhool jana hay ya Usay yaad rakhna hay Dukh tou ek jesa hay bs Intikhab krna hay
Kafi dino se sms nahi bheja, Chalo sit stand kro Y .IL Y .IL Y .IL Chalo bus karo ainda SMS kertay rehna.
"If people are not laughing at your goals, your goals are too small." Azim Premji.
Hindi New Year SMS borrowing Bollywood energy to say goodbye to the old year and celebrate the new one with full Dhoom Machale spirit. Old Year Sab se ho raha hai Door Kya karein yahi hai Kudrat ka Dastoor Purani Yaadein soch kar Udaas na ho Tum Naya Saal aaya hai chalo.. DHOOM MACHALE, DHOOM […]
Lively Hindi New Year SMS that borrows Bollywood energy — Dhoom Machale — to urge the reader to stop brooding and celebrate. Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
For the days you want to remind yourself, or someone else, that a small kindness can change a person's whole day. Use these as a status or send one to the friend who always lifts you up. Be the reason for someone's happiness quotes Thought for the day:Always be the reason of someone's happiness, never […]
Sometimes, The People Who Are Thousands Of Miles Away From You, Can Makes You Feel Better And Smile Than People Right Beside You. It's All About Love!
On Ur Single Smile Thousands People Die So Keep Smiling n Reduce Population Of PAKISTAN But. Never Smile In Front Of Da Mirror Warna Lene K Dene Par Jayen Gay.