Logon k sab sawalon ka jawab ho tum

Meri nigah-e-kamal ka intikhab ho tum,
Wafa k pholon main haseen gulab ho tum,

Log kehte hain doston main wafa nahi hoti,
Logon k sab sawalon ka jawab ho tum...