You are here:SMS4Smile » Hindi SMS » Hindi Funny SMS » Dil ne kaha chalo sms karain
Dil ne kaha chalo sms karain
Dil ne kaha
chalo "SMS" karain,
socha.!!
"dil to pagal hai"
phir khayal aaya chalo koi bat nahin
jis ko karna hay woh konsa normal hay
Related SMS
- Woh konsa normal hay
- Us nay kaha aur dabao
- Sardar ne makhi k par tor k kaha
- Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain!
- Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada
- Asman ko neend aye to sulao kaha
- Naya saal aaya hai chalo
- Wife ne kuch kaha to nahi?
- J 13 khayal 20 na aaway
- Full Time Masti ... Non stop fun
- ALLAH ne hame konsa messages dia hai
- Jaa tu mera bhai hai
- Happy new year dost
- Eid ka chand nikalney ka intezar
- Phir sala nursery say hi to parhna hai !!
- Sardar : bathroom main shair tha
- Kion ho ???
- Bas ek hi khayal aata hai
- is zindagi se tu mout achi
- Peshab k bad sub se pehla kam ?
- Movie titles related to eng students:
- Socha SMS nahi ayega
- 1 nazar se bhi pyar hota hai
- 1 sardar rail ki patri per sogaya.
- Naye saal ki shubhkamnayein dene ka
- 1000 ka note dun to kiya karega?
- Mombatti bujh nahin jayegi
- Car k indicators
- Hum apni duniya alag basain gay
- pehlay hath mai lo, phir mun mai ...
- Naye saal me tu phir se sambhal
- Shehzadi 5 rupay dede, andha hon
- Hamare rishtey ka naam kia hai?
Dil nay kaha chalo SMS kero socha"DIL TOU PAGAL HAI" phir khayal aaya koi baat nahi,Kisko kerna hai ! ! ! ! Wo konsa "Normal" hai.
us ne kaha or dabao, main dabaya, us ne kaha or dabao, main ne or dabaya, us ne kaha baniyan nikal do phir dabao, main ne phir dabaya, us ne kaha pent bhi nikal do phir dabao, main ne phir dabaya . . . Â dekha ho gya na suit case band:)
Sardar ne makhi k par tor k kaha,Urr ja. But.. makhi nahin uri, Sardar ne kaha, Sabit hua agar makhi k par tor diye jain to makhi sun nahin sakti
Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain! Girl:tum aisi-waisi harkat to nahi karoge? Boy:bilkul nahi! Girl:to phir rehne do...
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maf hum logo ki sari Nafarmani, Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada, Khuda ki hi rahon main hum chalain gay sada. Sare Musalmanon ko EID MUBARAK.
Asman ko neend aye to sulao kaha, dharti ko moot aye to dafnao kaha, sagar main leher uthe to chupao kaha, ap jese dost ki yaad aye to jao kaha.
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi admi bola nahi kuch khas nahi bus ye 2 dant to mai wesay bhi niklwane wala tha
J 13 khayal 20 na aaway 80 udaas ho jaanday aan Tay 100 20 nai sakday chalo a 10 diyo k tusi 20 saanu inna e yaad karday o? ya roz 32 band kar k 100 janday o
6 Inch ka hai. . Size normal he . . Mazboot he . . Ziyadah mota bhi nahin he . . 2 larkiyan dekh chuki hain . . Lena he to bolo? Full Time Masti Non stop Fun Mera... . LG KG 195
Hum rozana inbox kholte hain k hamare dost ne konsa sms bheija hai, lekin Kia hum qozana QURAN kholte hain? k ALLAH ne hame konsa messages dia hai sochiya ga zaror
Maine kaha dilruba, Usne kaha paise dikha, Maine kaha paise nahi, Usne kaha aise nahi, Maine kaha mehengai hai, Usne kaha ja tu mera bhai hai.
Happy new Year Mujhe maalum hai ye bahut jaldi hai Par Kya karoo Abhi tak bohut se young sexy smart dosto ko wish karna hai, tau socha pahale Bujurogo ko nipta loun.
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain, Un k liye Itla'an Arz hai k wo aram karain kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay ka koi irada nahin hai :-)
Parh likh kar kya karna hai, Akhir 1 din sabko marna hai, Mar kar bhi agar janam liya, to phir sala nursery say hi to parhna hai !! So enjoY!!
1st sardar: yar kal main bathroom gaya to wahan shair(lion) tha. 2nd sardar: haan phir tumney kiya kiya? 1st sardar: kuch nahin main ney shair sey kaha k aap karlo Mery to wesay hi nikal gai hai..:p
Kia hai jo pyar to chupate kion ho Mehfil mein mera naam dohrate kion ho Jal rahay ho mere pyar ki bhatti mein Phir hijar ka dard cupate kion ho Khuwabon mein bhi agar iqrar nahi To khuwaboon mein phir aate kion ho Nazrain mila ke sharma jate ho jo Nazrain hum se milaate hi […]
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai . . . . reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai.... woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!
Aik admi:is zindagi se tu mout achi Achanak aik farishta aya aur kaha tumhari jan lene ka hukum hua hai Admi: ye lo yahan per tu mazaq bhi nahin ker sakte!
Peshab karna k bad sab sa pahla kam kya karna chaheya? . . . . jo gand kiya hai us par pani dalo ya b nae pata
Movie titles related to eng students: exams - socha na tha, classes - kabhi kabhi, question papers - na tum jano na hum, copying - yaarana, maths2 - asambhav, maths1 - mission impossible, environmental sciences - pyar mein kabhi kabhi, 1st semester - kuch to hai, 2nd semester - yeh kya ho raha hai, distinction […]
Apne Kia Socha SMS Nai Aayega.. Socha Yeh Dost Aapko Yunhi Bhool Jayega.. Yeh To Adat Hai Hamari Sataney Ki.. Warna iTna Piyara Dost EiD Par Kon Bhulana Chahay ga ---EiD MubaraK---
Ek Kana Kisi Ladki Ko Propose Kare To Konsa Geet Gayega? ? ? ? ? ? 1 Nazar se bhi Pyar Hota Hai, Maine Suna Hai.
1 sardar rail ki patri per sogaya. 1 admi ne kaha kia ker raho ho? Train aayegi tu mar jao gay! Sardar:Mairy oper se jahaz guzar gaya tu kuch nahin howa, rail kia cheez hay?
Socha kisi apne se baat karein, apne kisi khaas ko yaad karein, kiya jo faislaa naye saal ki shubhkamnayein dene ka, dil ne kaha kyon na shuruwaat aapse karein…
1 kanjoos dosray say: Aaj main ney ek jaan bachai. Wo aise bachai k Faqeer sai pocha: 1000 ka note dun to kiya karega? Wo bola, Khushi se mar jaunga. Main nay kaha ja nahin deta:p
1 night bijli chali gae... PATHAN APNI BIVI SAY: oye kam se kam pankha to chala day. BiWI: kar di na phir pathano wali baat... pankha chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi
1 pathan dusre se: "Zara car se bahir dekhna k indicators kam ker rahe hain ya nahin..?" Doosra pathan bahar dekh ker: Han,nahin,han,nahin,han,nahi
Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
pahlay hat ma lo phir mon mai lo phir thook lagao phir sidha karoo phir sorakh ma daloo uff.. kithna muskhil ha soi mai dagha dalna
Naye saal me tu phir se sambhal, Galat kaam me na too karna pahal, Zamane me sab kuchh milega tujhe, Bas dekhane ki too apni nazrain badal !!
Ek din Wife aur Husband mandir se niklay to ek faqeer ne kaha: Shehzadi 5 rupay dede, andha hon Husband:Dedo,Tumhe Shehzadi kaha hai to zaroor andha hi hoga
kabhi socha hai? Hamare rishtey ka naam kia hai? *Dosti *Mohababt *Zarurat *Khuwahish *Junoon *Ishq ya woh rishta jo, "Asman ka zameen se" Barish ka sehra se hay Haqiqat ka khuwabon se hay Din ka raat se hay Yeh kabhi bhi aik dosray se mil nahin patay laikin aik dosray k baghair adhoray bhi hain […]