is se zyada unka intzaar kya karain

Zakham  itna gehra hai izhaar kya karain
hum khud nishana ban gaye vaar kya karain
soo gaye hum magar khuli rahi aankhen
is se zyada unka intzaar kya karain?