You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » 1 kabootar
1 kabootar
A pigeon flies up and up until it's completely out of sight, and that's the whole story — go back to work.
1 Kabootar
Itna Ura
Itna ura
itna ura
Bohut upar gaya,
Itna
itna
bus ab nazar nahin aa raha
apna kaam karo, kal dhondain gay
Related SMS
- Jis ki qurbat main karar bohut hay
- 1 sardar rail ki patri per sogaya.
- dil to dil tha
- This was a missed call
- Bush ka "Kutta" bush se roth gaya
- Sardar ne makhi k par tor k kaha
- Bhule hai woh kuch iss qadar humein
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Aap apnay qareeb aanay nahin daitay
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- 1 nazar se bhi pyar hota hai
- Laila n majnoo get tired of mobiles…
- Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai
- Wo khuwab tha bikhar gaya
- Hum doston ko bohut buri saza dete hain
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- Har baat ka jawab inkar nahin hota
- Dont read success story.
- Aaj maine 2 kasam khai hain
- Har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Special at first sight
- Yeh to aam ka pair hai.
- Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay
- To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
- Doorian bahut hai par itna smajh lo.
- Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
- kis kis ko sms karon
- Kuch log bohut yaad aate hain
- 1980 girls: Maa mei Jeans pehanungi
Jis ki qurbat main karar bohut hay us ka milna dushwar bohut hay jo meray hathon ki lakiron main nahin us shakhs say mujhey pyar bohut hay
A Sardar lies on train tracks citing a past near-miss with a plane as evidence he's completely invincible. 1 sardar rail ki patri per sogaya. 1 admi ne kaha kia ker raho ho? Train aayegi tu mar jao gay! Sardar:Mairy oper se jahaz guzar gaya tu kuch nahin howa, rail kia cheez hay?
rooty es kader menaya na gaya. door itna ho gaye paas bulaya na gaya. dil to dil tha samendar ki ret nahe. likha diya jo naam to mitaya na gaya.
One day Raja and rani decided to send messages to each other by using Pigeon instead of mobile. The very next day pigeon reached raja without any message. He angried and called to rani. She told stupid "This was a missed call"
Bush's dog decides he's had enough and makes a dramatic political statement while sinking — a slapstick jab at cohabitation and loyalty. Bush ka "Kutta" bush se roth gaya, Ja k ganday nalay main doob gaya, Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay, Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay...:D
Sardar tears off a fly's wings and tells it to fly; when it doesn't, he concludes flies without wings simply can't hear. Sardar ne makhi k par tor k kaha,Urr ja. But.. makhi nahin uri, Sardar ne kaha, Sabit hua agar makhi k par tor diye jain to makhi sun nahin sakti
Forgotten completely — can't even explain it to them, wondering if there was a mistake or just someone else took over. Bhule hai woh kuch iss qadar humein, Ki unhe samjhana bhi mushkil ho gaya, Kya pata koi khata ho gayi humse, Ya koi aur unke Zyada qareeb ho gaya.
Tried hard not to fall for anyone — then someone smiled while passing by and quietly settled inside the heart. Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Aap apnay qareeb aanay nahin daitay, Khud ko seenay say laganay nahin daitay, Dil aap ki yaad main tarapta bhi bohut hay, magar aap hamain aanso bahanay nahin daitay, aap ki yaadon ko rook pana hay mushkil, Rooth'tay hain to phir mananay nahin daitay.
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
A one-eyed man prepares to propose with a very fitting Bollywood song about love at first sight. Ek Kana Kisi Ladki Ko Propose Kare To Konsa Geet Gayega? ? ? ? ? ? 1 Nazar se bhi Pyar Hota Hai, Maine Suna Hai.
Laila and Majnu switch to carrier pigeons after getting tired of mobiles. One day a pigeon arrives with no letter — it was a missed call. Laila n majnoo get tired of mobiles They decided 2 use pigeons, One day pigeon reached without letter, Angry Majnu asked laila what¢â‚¬â¢s this? Laila replied idiot it was […]
Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai, K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai, Udasi Ka Sabab Main Kiya Bataon? Gali Kochon Mein sannata bohut Hai, Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne, Tujhe Har Raah Mein dhunda bohut Hai, Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko, Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bohut […]
Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin magar iss dil ko kyaa huaa, kyon bujh gayaa pataa nahin har ek din udaas din tamaam shab udaasiyaan kisi se kyaa bichar gaye k jaise kuchh bachaa nahin wo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thin qadam qadam safar mein ab koii bhii lab […]
Declares the worst punishment for friends is not a shoe-beating but being made to smell a sweaty sock. Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Wah wah..!! Irshad Irshaad..!! Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Joota nahin maartay, bus Moza sungha dete hain...
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga rukna intazar nahin hota Yun to milti hein hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
Dont read success story. Read only failure story, B'coz, failure story you get new idea to win, from Success story you get only message. Good morning to u
Two vows taken today: never look at other girls, and never treat any girl as a stranger. They cancel each other out completely. Aaj maine 2 qasam khai hain 1)Kisi bhi parayi larki pey nazar nahi dalunga Aur 2) Kisi bhi ladki ko paraaya nahi samjhunga….
har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka, har teer ko paivest rug-e-jaan nahin kertay, Yeh masla ab ahal-e-mohabbat ka hai apna, Mertay hain to kuch aap pay ahsaan nahin kertay, Khat layain na layain tera hum naama bron ko, Bus daikhtay rehtay hain paraishan nahin kartay, Aisay bhi tou rakhtay nahin khanjar pay […]
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Everybody seems to be SPECIAL at first sight, But only the SPECIAL ones maintain their level of dignity till the last sight of the life.
Banta climbs a mango tree expecting to find apples, and the monkey who corrects him only adds to the absurdity when Banta explains his plan. Banta pair pey charha to upar baithey Bandar ne poocha: Upar kyon aaya? Banta: Apple khane. Bandar: Yeh to aam ka pair hai. Banta: Pata hai, Apple saath laya hoon.
Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay, Jo ruch jayain rag-o-pay main unhein socha nahin kertay, Baharon k ghanay sayai mein talkhi bhi, chubhan bhi hay, Ghamon ki dhoop ka tum say magar shikwa nahin kertay, Nahin aatay kabhi bhi loot ker guzray howay mousam, Barastay badalon ki aas mein tarsa nahin […]
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati […]
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh Ke Baatein Karey! Gham Ke Toofaanoun Se Bhi Aata Hey Takraana Mujhey Un Se Un Ki Bazm Mein Itna Hi Keh Ke Uthh Gaya Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhey Jaaney Kya Aadmi Tha, […]
Dooriyan bohat hain per itna samajh lo, Paas reh ker hi koi rishta khaas nahin hota, Tum dil k paas itnay ho k, Dooriyoon ka ehsas nahin hota.
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis […]
A self-deprecating brag about having too many admirers, struggling to decide who deserves today's SMS. Is dil main taranay bohat hain, Zindagi main bahane bohut hain, Kis kis ko "sms" karon, Is NAA.CHEEZ k deewane bohut hain
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main, Soay pare hain muddat se, Main raat gaye tuk jaogon to, Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi, Kuch khushbo jese lehje […]
Generational joke about fashion and mothers — a 1980s mom who refused jeans has completely surrendered by 2006 ('just wear something, anything'). 1980 girls: Maa mei Jeans pehanungi Maa : Nahin beti log kya kahengey ? 2006 girls: Maa mein mini skirt pehanungi Maa: Pehen le beti kuch to pehan le!