You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
Tried hard not to fall for anyone — then someone smiled while passing by and quietly settled inside the heart.
Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya,
Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya,
Socha bohut kisi say pyar na ho magar,
Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Related SMS
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Sari umar ankhon main ik sapna yad raha
- Ek admi chupke se jannat main chala gaya
- Sardar english k paper main fail ho gaya
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya
- chand kisi aur ka ho gaya
- Dus bahanay kar k lay gaya DIL
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Dil to Jalkar rakh ho gaya
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Ankhon say barsat hoti hai
- Bikhri ankhon sey moti hum piro na sakey
- Teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge
- Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- New Year Ghazal :Koi Haar Gaya
- Wo phir se mil gaya to phir...?
- Na mila dil ka qadardaan is zamanay main
- Din dhal gaya
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Ashiq ban gaya
- Andhay ki Bewi ko bahra Bhaga k lay gaya.
- Bush ka "Kutta" bush se roth gaya
- Oh shitt.. jal gaya:p
- Koi Toot Gaya hai Teray Rooth janay sai...!!
- Main churail hoon
- tenu mere naal pyar ho gaya !!
- Oye KHANA KHUL GAYA
- 1 pathan ka sir phat gaya
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Sari umar ankhon main ik sapna yad raha, sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha, na janey kya bat the un main, sari mehfil bhul gayi hamein, bas wohi chehra yad raha.
A man sneaks into heaven, gets beaten by the angels, then lectures them: this is exactly why nobody comes voluntarily. Ek admi chupke se jannat main chala gaya farishto ne pakar kar buhat mara admi utha aur bola "Tum logoin ki in hi harkaton ki waja say koi banda janta main nahin aata"
Sardar english k paper main fail ho gaya, He did translation: 1.Main aam admi nahi hon I'm not a mango man 2.Sarda or garma fruit hain. Colda & hota r fruits 3.Mujhey bhi english ati hay English comes 2 me also 4.do ro do chaar. give and give four. 5.Mera taluk hari pur hazara se […]
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .
Arz hai: Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, mai dewana ho gaya,chand badalo mai kho gaya, maine badal hatne ka intjar kiya, tabtak chand kisi aur ka ho gaya..
1 - Smoking 2 - Drinking 3 - Drugs 4 - Tension 5 - Chicken 6 - Muttun 7 - Oily Food 8 - Masala 9 - Obesity 10 - Pollution = HEART ATTACK ise kehte hain Dus bahanay kar k lay gaya DIL - HEART ATTACK
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya, kuch zakhm judai ke aise mile k phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
Ankhon say barsat hoti hai, Jab bhi aap ki yaad saath hoti hai, Jub bhi buzy rahe mera mobile, Tou samajh laina aap ki salamti k liye, meri khuda say baat hoti hai
Bikhri ankhon sey moti hum piro na sakey teri yaad me sari raat so na sakey beh na jayain ansuon me tasvir teri, ye soch kar hum ro na sakey
Promises to love with such loyalty that even the one who was faithless will end up crying. Teri bewafai ko us wafa k saath nibhayenge, K teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge, Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge, Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge.
Seen with eyes but never truly felt — love that stayed on the surface and never went deeper. Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha, Kasti ke logo ne samundar ko na dekha. Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala, Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
Reflective Hindi New Year ghazal reviewing the year just gone — wins, losses, golden moments, and the accidents that shaped it. Koi Haar Gaya, Koi Jeet Gaya, 2013 Ka Saal Bhi Akhir Beet Gaya, Kabhi Sapnay Sajay Ankhonmain, Kabhi Beet Gaye Paal Baton Main, Kuch Sunahare Paal Bhi Thy, Kuch Haadsey Aur Jazbaat Bhi Thy, […]
Ye dard mit gaya to phir? Ye zakhm sil gaya to phir...? Bichhar kar sochta hoon main, Wo phir se mil gaya to phir...? Main titliyon k shehar mein, Rahoon to mujh ko fiker hai... Wo phool jo khila nahi, Wo phool khil gaya to phir...? Tujhe bhi kuch nahi mila, Mujhe bhi kuch nahi […]
Na mila dil ka qadardaan is zamanay main, Yeh sheesha toot gaya hai daikhnay aur dekhanay main, Gii main aata hai ek roz shamma say pochoon, Maza kis main hai, jalnay main ya jalanay main...?
Din dhal gaya, Phir Raat aa gayi, Phir Tanhaii mein baithne ki baat aa gayi, Chand ko dekha to aap ki Yaad aa gayi.
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Ashik ban gaya,Mat karo waar, Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar. Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar, Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar. Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam, Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.
A lateral-thinking riddle involving a blind man, a deaf man, and a mute — and the puzzle of how news travels between people who can't see, hear, or speak. Andhay ki Bewi ko bahra Bhaga kai lai gaya. Aur Goongay nai dekh liya . . . .. Ab goonga andhay ko kaisay bataye kai bahra […]
Bush's dog decides he's had enough and makes a dramatic political statement while sinking — a slapstick jab at cohabitation and loyalty. Bush ka "Kutta" bush se roth gaya, Ja k ganday nalay main doob gaya, Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay, Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay...:D
What was GOD's First Reaction when he made a Negro(African)? Socho... Dont know.. Oh! shit jal gaya!!
Bohat Udas Hai KOi Shakhs Teray Janay sai, Ho Sakay To Lout aa Kisi Bahanay Sai, Tu Lakh Khafa sahi magar Ik Bar To Dekh, Koi Toot Gaya hai Teray Rooth janay sai...!!
A witch stops a Sardar in a jungle and announces what she is. Sardar says he knows — one of them lives at his house. A sardar passing through a jungle. A churail stops him & says: HOO HOO HA HA,Main churail hoon. Sardar: janta hoon teri ek behan mere ghar main bhi hai.
Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!
Asks when family members stop caring about each other — the answer is the exact moment someone announces the food is open at a wedding. Ae insan zara soch wo kon sa waqt hote he jab Bhai Bhai ka nahi Beta Bap ka nahi Maa Beti ki nahi HOti? Jab SHADI haal me awaz aati […]
Pathan splits his own head hammering a nail with a rock because someone told him to use his khopri (skull) as a tool. 1 pathan ka sir phat gaya pathan se Dr. ne pocha:- "khan sahab kia howa ?" Khan:Hum pather se keel thok raha tha, hum ko 1 admi bola khan KHOPRI istimal kero:p