You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi New Year SMS » New Year Ghazal :Koi Haar Gaya
New Year Ghazal :Koi Haar Gaya
Reflective Hindi New Year ghazal reviewing the year just gone — wins, losses, golden moments, and the accidents that shaped it.
Koi Haar Gaya, Koi Jeet Gaya,
2013 Ka Saal Bhi Akhir Beet Gaya,
Kabhi Sapnay Sajay Ankhonmain,
Kabhi Beet Gaye Paal Baton Main,
Kuch Sunahare Paal Bhi Thy,
Kuch Haadsey Aur Jazbaat Bhi Thy,
Kuch Berukhi Kuch Bechaini,
Kuch Mann Mein Simtii Veerani,
Kuch Lamhe Thy Yaadgaar Bahut,
Kuch Lamhoo Ko Kiya Barbaad Bahut.
Parr Ab Ke Baras 2014 Mein,
Mujhey Bhagwan Se Dua Yeh Mangney Do,
Koi Paal Na Aapka Udaass Guzre,
Koi Rog Na Aapko Raas Guzre,
Aap Phulon Ki Tarah Khile Rahe,
Aap Khush Rahe, Abaad Rahe,
Aap Jo Chahe, Wo Ho Jaye,
Aap Jo Mangey, Wo Mill Jaye,
- Happy New Year 2027 wishes
- For brother
- For mom
- Prayers for dad
- For father
- For sister
- For sister-in-law
- For girlfriend
- For boyfriend
- For wife
- For husband
- For friends
- For family
- For boss & colleagues
- Sorry & apology wishes
- New Year prayers
- Short wishes
- Quotes
- New Year's Eve
- Good morning & Happy New Year
- Funny New Year
- Naya saal shayari
Related SMS
- Beet gaya jo saal, Bhool jayye
- Sad Hindi New Year SMS
- Mujeh Ye Zid nahi mere Galay ka Haar ho jao
- Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai
- Islamic New Year Mubarak: Hijri New Year Wishes & Duas
- Happy New Year Wishes in Roman Urdu & Hindi for Friends
- Dil to Jalkar rakh ho gaya
- Kese Bhool Gaya WO
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- A Ghazal by Husband
- Ishq ki baazi hum haar gayai
- Happy New Year 2027
- Ho Gaya 2026 Khatam!
- Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya
- chand kisi aur ka ho gaya
- Wo phir se mil gaya to phir...?
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Jo aap ka dil chahta hay, new year
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Thank You for New Year Wishes: Replies to Happy New Year Messages
- Hindi new year celebration msg
- 1 Choor Sardar ka mobile lay ker bhag gaya
- Ghazal hotii hai
- Short New Year Wishes: One-Line Happy New Year Texts
- Naya Saal Mubarak: New Year Shayari & SMS in Urdu/Hindi (Roman)
- Din dhal gaya
- Tujh per ghazal keh doon
- CHE TAABYA STA DA (Pashto Ghazal)
- tenu mere naal pyar ho gaya !!
New Year Roman Urdu SMS that closes with a prayerful dua to God, asking Him to let the old year go and fulfil the reader's dreams in the new one. Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne […]
Melancholic Roman Urdu New Year SMS — while the new year approaches, the sender is lost in memories of a December when someone was still close. Suna Hy Naya Saal Phr A Rha Hy? Khusiyan B Hungi, Baharen B Hungi, Mgr Hum To Guzre December Ki Sochun Me Gum Hen, K Jab Tu Mere Pas […]
Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao Bhot Jaldi Samajh mein aany lagty ho Zamane ki Bhot Aasaan ho, thory Bhot dushwaar ho jao Mulaqakto mein wafa ls liye hona zaroori hai Ke tum ik Din Judaaee ke liye Tayaar ho jao Main […]
Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad […]
Wishes, duas and gentle reminders for the start of Muharram, when a new Hijri year begins. Choose from Roman Urdu or English messages to send to family and friends. When does the Islamic New Year begin? The Hijri year begins on 1 Muharram, and the calendar is counted from the Hijrah, when the Prophet Muhammad […]
Roman Urdu and Hindi New Year wishes for your dost, your best yaar and the friends' group chat, from sweet duas to full masti. Copy one, add a name and send it before everyone else does. Happy New Year wishes for dost Happy new yearSoch rahe ho ki aaj kyon?Ab tum DON ko sikhao ge […]
Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya, kuch zakhm judai ke aise mile k phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.
Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan tasawar me wo […]
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai, Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai, Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ? Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai, Roz leti he talashi wo police ki manind, Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai, Wahi […]
Dilon say khailnay ka hunar hamain aata nahin, Isi liyay ishq ki baazi hum haar gayai, Meri zindagi se shayud unhain bohut pyar tha, Isi liyay mujhey zinda hi maar gayai....
Gentle poetic Hindi New Year wish with flower and light imagery, from a friend offering the year's very first shubhkamna. Phuool khilte rahe jivan ki rah me, khushi chamkti rahe apki nigah me, har kadam pe mile khushi ki bahar apko, ye dost deti he naye saal ki shubhkamnaye apko. Happy New Year 2027
Funny Roman Urdu shayari celebrating the old year finally ending, blaming the world's cruelties on it before cheering in the new one. Lo ji Arz kia hai Dunya ne Kiye Bohat Zulm-o-Sitam. Wah Wah Dunya ne kiye Boht Zulm-o-Sitam. Khuda ki Qasam Ho Gaya 2026 Khatam! Happy New Year :-P
Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .
Arz hai: Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, mai dewana ho gaya,chand badalo mai kho gaya, maine badal hatne ka intjar kiya, tabtak chand kisi aur ka ho gaya..
Ye dard mit gaya to phir? Ye zakhm sil gaya to phir...? Bichhar kar sochta hoon main, Wo phir se mil gaya to phir...? Main titliyon k shehar mein, Rahoon to mujh ko fiker hai... Wo phool jo khila nahi, Wo phool khil gaya to phir...? Tujhe bhi kuch nahi mila, Mujhe bhi kuch nahi […]
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Warm Roman Urdu New Year SMS wishing that whatever the reader's heart truly desires, this year finally delivers it. Har saal aata hai, Har saal jata hai, Iss saal aapko wo sab mile, Jo aapka .+""+.+""+. + DIL + "+. .+" "+" Chahta hai *Happy New Year*
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Tried hard not to fall for anyone — then someone smiled while passing by and quietly settled inside the heart. Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Someone sent you a New Year wish and you want to say more than a quick 'same to you'. These replies cover friends, family, your boss, your partner and busy group chats, with a few lines to thank God for the year as well. Thank you messages for your love Darling, I wish to take […]
Sentimental Hindi New Year SMS suggesting that instead of only welcoming the new year, we also hold a small celebration for the old year's memories. Beete Saal Ko Wida Es Kadar Karte Hain Zo Nhi Kiya Ab tak Wo Bhi Kar Guzrate Hain Nya Saal aane Ki Khushiyaan To Sab Manaate Hain,, Chalo Hum Es […]
A thief steals a Sardar's phone and runs — Sardar laughs, because the charger is still in his pocket and he knows exactly what that means. Ek chor sardar ka mobile lay kar bhag gaya sardar hasne laga dost: woh tumhara mobile lekar bhaga aur tum has rahe ho. Sardar: bhagne do charger to mere […]
Rooh jab wajad me aaye to gazal hotii hai ya koi dil ko dukhaaye to gazal hotii hai bheegti raat me jab gham ki fizaaon ka sukoot dil me ik hashar uthaaye to gazal hotii hai ishq ki aatish-e-khaamosh jab chupay chupkay aag seenay me lagaaye to gazal hotii hai kabi mehfil me kabi goshaa-e-tanhai […]
Short New Year wishes for a quick text, a WhatsApp reply or a card with little space. Most are a single line, so copy one, add a name and send. Short Happy New Year wishes for anyone May the new year see you giving,loving, living and lots of hugging!Wishing you a happy and healthy lifeand […]
Roman Urdu and Hindi shayari for naya saal: two-line and four-line sher for friends, family, your love or someone you are missing. Pick one, add a name and send it just after midnight. Naya saal mubarak wishes and shayari Hazaron DuaonBeshumar WafaonAn-Ginat MohabatonBe-Panah ChahatonAurKhushion ke beshumaar khazane ke sath Aapko..Naya Saal Mubarak Ho. Naya Savera […]
Din dhal gaya, Phir Raat aa gayi, Phir Tanhaii mein baithne ki baat aa gayi, Chand ko dekha to aap ki Yaad aa gayi.
Tairi jheel si gehri aankhon ko jo neel-e-kanwal keh doon, Duniya jal jayai gi, jo tujh per ghazal keh doon...
Che taabya sta da Didaar kram, Nor sa na krama zaan Khwar kram. Tor orbal de pa maa khor kra, Che de zulfy tar pa Tar kram. Krama khkul che de sre shundy, Da Raqeeb pa zra Guzaar kram, Pa dunya me hes kaar neshta, Za da eshq kaaro Baar kram. Pukhla khpla sha Janana, […]
Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!