You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Islamic SMS » Naya islmai saal mubarak
Naya islmai saal mubarak
Aap sab ko dill ki gehraiyon say
nikli hoi bay shumar duaon k sath
"NAYA ISLAMI SAAL" mubarak ho.
Allah is naye saal ko aap sab k liye rehmaton,
barkaton,
khushyon,
kamiyabion,
khair-o-afiat,
hifazat,
aman,
sukoon aur tamam tar naik khuwahishat
ki takmeel ka saal bana day aur donon
jehan ki sari naymatain ata farmaye
aur hamisha,hamisha k liye razi ho jaye.
Ameen, Summa ameen.
Related SMS
- Aapko Naya Saal Mubarak Ho
- Naya Saal Mubarak Ho
- Naya saal mubarak
- Naya Saal 2027 mubarak ho
- Naya saal mubarak
- Mubarak ho aapko ye naya saal
- Naya saal 2027 mubarak
- Naya saal aaya hai chalo
- Naya Saal Mubarok ho tuje mere Dost / Yaar.
- Mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
- Beet gaya jo saal, Bhool jayye
- Bohut bohat EID MUBARAK
- Funny : Aap saraa saal kanwaree na raheinn
- Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Phir Teri YAAD Naya Dard UGAL Jati hy..
- Har ek lamha naya ik imtehan hai
- Gul ko Ghulshan Mubarak ... birthday mubarak
- Mubarak ho aap ko shab-e-barat
- ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
- Mubarak ho aap ko 2027, 2026 k bad
- Aaj saal ka Akhiri din hai...funny
- Naye saal me tu phir se sambhal
- Saal k woh lamhe jo sang aap k bitae
- Naye saal ki shubhkamnaaye apko.
- Naye saal aaye banke ujale,
- Naye saal ki shubhkamnayein dene ka
- Naye saal ke avsar par dua karte hain
- Doost SAAL k 12 Mahiney Saath Ho
- New hijri year. 1429 Mubarak
- Santa sing ka 20 saal bad bacha hua
- Ramadan mubarak ke ibtida hai
- Happy Ramadan ul mubarak
Naya Savera Nayi Kiran ke Sath Naya Din Ek Pyari Si Muskaan ke Sath Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon ke Sath Happy New Year
Hazaron Duaon Beshumar Wafaon An-Ginat Mohabaton Be-Panah Chahaton Aur Khushion ke beshumaar khazane ke sath Aapko.. Naya Saal Mubarak Ho.
Naya Saal Mubarak Kia Bharosa Mobile Ka Battery ka Charger Ka Network Ka Balance Ka Life ka Time Ka Is Liye Meri Taraf Se Advance Main "Naya Saal Mubarak"
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey Hamesha k Liye bhul jana plz. Mujhe kuch dino baad tumhey, Hamesha k liye chod karrr Chale jana hey tumhara apna 2027.. Aur Meri taraf Se tumhen naya saal 2027 mubarak ho
Aa gaya hai nayaa saal Is naye saal men aao karen kaamana ke ye sabhi ko rakhe khushahaal jo hain gareeb aur kangaal unako bhi ye bana de maalaamaal Desh ke bhrashtaachaar ko mita de aur le aaye ek majaboot Lokpaal Naya sal mubarak
*** TWINKLE TWINKLE LITTLE STAR*** kya kahte hai mere yaar mubarak ho aapko ye naya saal badhta raha hamara pyaar A VERY VERY HAPPY NEW YEAR 2014
Aapke life meinn mithaas ho “Cadbury” jaisee Rounakk ho “Asian Paints” jaisse Mehakk ho “Axe” jaisee Tazagi ho “Colgate” jaisee or tension-free raahe “Huggies” jaisse! Naya saal 2027 mubarak / Happy New Year 2027
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Es Naye Saal mai.. Jo to chahe wo tera ho, Har din khubsoorat aur ratain roshan ho, Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar, Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.
Mungfli di khushbu te gurh di mithaas, makki di roti te sarso da saag, dil di khushi te aapneya da pyar, mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne pura ho Aap kay. *NAYA SAAL MUBARAK*
Khushyon k is pur masarrat moqay per bohut bohat EID MUBARAK dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k... Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon ki zindagi ko khushion Rehmaton aur kamiyabi say bhar day, her gham,dukh aur dard ko aap sab say door.... bohut door ker day...Ameen
Khuda keree ke naya saaal apko raass aa jaye, Jise aap chahte hoo wo apke paass aa jaye Aap saraa saal kanwaree na raheinn, Apka rishtaa le ker aapki saas aa jaye
Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko, DiL Me Basalo Aane Wale Saal Koo, Muskurao Chahee Jo Bhi Ho Pal, Khushiyaa Lekr Ayegaa Aane Walaa Saal, Happy New year 2014.
Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile network vyast ho, Dua hai ki aane wala saal aapke liye zabardast ho. Happy New Year 2014!
Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay, De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay, Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon, Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay, Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI, Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay, Tu Agar Dil […]
Har ek lamha naya ik imtehan hai, bohut na-meharban yeh aasman hai, Dilon per barf girti ja rahi hai, Badan ka tajziya bhi raiga hai, main us say baat karna chahti hon, batao to sahi woh ab kahan hai, Anaa ki rait shamil ho gayai hai, Hawa say guftugu ab raigan hai, Mujhey is ka […]
Gul ko Ghulshan Mubarak.. Shair ko Shahiry Mubarak.. Chand ko Chandni Mubarak.. Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak... Hamari taraf se aap ko ... Naya Janam Din Mubarak
Rahmaton ki hai yeh raat, Namazon ka rakhna sath, Manwa laina rab say her bat, Duaon main rakhna yaad, Mubarak ho aap ko, Shab-e-barat
Ek-Khubsurti..! Ek-Tajgi..! Ek-Sapna..! Ek-Sachai..! Ek-Kalpana..! Ek-Ahsas..! Ek-Astha..! Ek-Vishvas..! Yahi Hai ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
Sunehri dhoop barsaat k bad, thori si hansi her baat ke baad, usi tarah ho mubarak aap ko 2027, 2026 k baad. Naya saal mubarak.
Aaj saal ka Akhiri din hai Koi bhi galati ki ho Koi bhi gustakhi ki ho Koi bhi galati ho gayi Koi bhi khata ki ho tau please please please please aaj hi mafi maang lena kyonki mai achay mood mai hoon
Naye saal me tu phir se sambhal, Galat kaam me na too karna pahal, Zamane me sab kuchh milega tujhe, Bas dekhane ki too apni nazrain badal !!
Chalta rahega ye zindagi ka karwa, yunhi saal gujarte jayenge, magar wo lamhe jo sang aap ke bitaye hai, hum chah kar bhi na bhul payenge.. Wishing you a very happy new year
Phuool khilte raahe jivan ki raah me, khushi chamktii rahe apkii nigah me, har kadam pe mile khuushi ki bahar apkoo, ye dost deta hai naye saal ki shubhkamnaaye apko. Happy New Year 2014
Naye saal aaye banke ujale, Khul jaye aap ki kismat ka tale, Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale, Chand tare bhi aap pe hi rosni dale. Happy New year
Socha kisi apne se baat karein, apne kisi khaas ko yaad karein, kiya jo faislaa naye saal ki shubhkamnayein dene ka, dil ne kaha kyon na shuruwaat aapse karein…
Kabhi hasaati hai too kabhi rulaati hai ye zindagi bhi na jaaane kitne raang dekhati hai haste ha to bhi ankhoon mein nami aaa jaati hai naa jaane ye kaissi yaadein hai joo dil meinn bas jaaati hai duaa karte hai es naye saal ke avsar par mere dostoon ke laboon per sada muskaaan rahe […]
DOST Wo Ho Jo JAN- Ki Dhoop Ho FEB- Ki Barish Ho MAR- Ki Shaam Ho APR- Ki Bahar Ho MAY- Ki Subha Ho JUN- Ki Chaa'on Ho JUL- Ki Khushbu Ho AUG- Ki Taaro'n Bhari Raat Ho SEP- Ki Chandni Ho OCT- Ki Rimjhim Ho NOV- Ki Hawa Ho DEC- Ki Sard Raat Ho […]
New hijri year. 1429 Mubarak Allah talah aap ko hazaroon khushiyan ataa karay aur aap per rehmatain nazil fermaye. ameen.
Santa sing ka 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya. Banta : Yaar udas kion ho? Santa : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
YA ALLAH Ramadan Mubarak Ke Ibtida Hai Hamay Ziada Se Ziada Nekian Kamanay Or buraiyon Se Dur Hone Ki toufeeq Ata Farma¢â‚¬Â¦. Ameen
hum ap k dil main rehte hain, Is liye her dard sehte hain, Koi hum se pehle WISH na ker de apko, Is liye sub se pehlay "Happy Ramadan ul mubarak" kehte hain