You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
Seen with eyes but never truly felt — love that stayed on the surface and never went deeper.
Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
Kasti ke logo ne samundar ko na dekha.
Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala,
Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.
Related SMS
- Hum nazaro se dur hai ankho se nahi
- Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me,
- Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya
- 1 tum hi ko dekha
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Unhone dekha aur aansu gir pade,
- 1 Zardari ko dekha to aisa laga
- Tera Chand sa chehra dekha
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
- Jubse tumhe dekha hai
- Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai?
- Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
- Mujhe tanha honay nahi detay
- jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta
- Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta
- Koi khuwahish nahi is deewanay ki
- Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay
- Neend Nahi aati
- Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi
- bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
- Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Aise hi nashili nahi teri aankhen
- Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi
- Hum agar aapse mil nahi patay..
- Men CHAAND Hoon Insaan Nahi
- har koi is dil ko churana nahi janta
- U to hum bhi madad kia nahi karte
- Dosti dil hay demagh nahi,
Hum nazaro se dur hai ankho se nahi, hum khwabo se dur hai khayalo se nahi, hum dil se dur hai dhadkan se nahi, hum apse dur hai apki yado se nahi. MISS YOU
Came like wind, touched without touching — and that single contact turned stone into a person, and brought tears. Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye hum hawao ki tarah jakar use chuh aye usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya mudhaton baad meri ankho me ansu aye
Tried hard not to fall for anyone — then someone smiled while passing by and quietly settled inside the heart. Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me, to qasam se hum muskurana chor denge, tadapte rahenge use dekhne ko magar, uski taraf palke uthana chor denge.
Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .
Roman Urdu SMS about singling out one person among all as the giver of happiness rather than grief. Na khuwabon me dekha na nazaron me dekha, 100 me 1 humne tum hi ko daikha, Ghum dene wale to her pal hain yahan, Her pal khushi dene walo me 1 tumhi ko dekha
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
Unhone dekha aur aansu gir pade, bhari basant mein jaise phul bikhar pade, dukh vo nahi ki unhone hamein alvida kaha, dukh toh yeh hai ki uske baad woh khud bhi ro pade.
A satirical SMS listing every dark image the writer sees when looking at Zardari — from spoiled food and a dead conscience to hellfire itself. 1 Zardari ko dekha to aisa laga Jese khana kharab, Jese total azaab, Jesey Aadi faqeer, Jesay murda zameer, Jese Naasoor ho koii sartaa howaa, Ek zardari ko dekha to […]
Romantic Urdu Eid couplet saying that whenever the sender sees the moon-faced beloved, every day becomes Eid. Jab kabi mai ne Tere Chand sa chehra dekha Eid ho k na ho, Meri Eid ho jati hai
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Romantic Urdu Eid couplet: spotting the Eid crescent in the sky immediately called up thoughts of the beloved. Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
A romantic-sounding SMS that lists every moment the sender thinks of the recipient — eating, sleeping, waking — each one ending in helpless laughter. Jubse tumhe dekha hai, Mera Raat ko Din ko Subha ko Sham ko Khate waqt peete waqt Sote waqt Jagte waqt Hans hans k bura haal he
An angry boss asks if you've ever seen an owl, watches you look down, then tells you to look up — and meet one. Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai? Executive (sar jhukate hue): Nahin sir. Boss: Niche kya dekh rahe ho ? Meri taraf dekho.
Exam-season panic SMS: looking at the syllabus four days before the test feels like a song about change, but seeing the question paper confirms it's all unknown. Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya, Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai, Exams ke din paper dekh kar yaad aaya, Sab Kuch […]
Kitnay gharoor mai hai Wo mujhe tanha chor k "saqi" unhein maloom nahi meray Aansu mujhe tanha honay nahi detay
jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi deta bat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka woh piar se […]
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta Tere khaloos-e- mohabbat pe atebaar hai itna Siwa tere koi rishta sacha nahi lagta
Hasrat hai sirf unhe pane ki, aur koi khwahish nahi is deewane ki, shikwa mujhe unse nahi khuda se hai, kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki€¦.
Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay Jo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay Baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi hai Bamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay Nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosam Barastay badlon ki aas mein […]
Rahte hain unke khayalon me, ab neend mujhe aati nahi, hanste hai ab jab bhi hum, bas yaad unhi ki aati hai, wo uski meethi muskan, humara dil dhadkati hai, jagte sote har pal hi, unki yaad hume tadpati hai, bas ek jhalak unki paakar, hum khush ho jaaya karte hain, jab bhi wo aate […]
Love is not just getting someone — it's years of waiting, it takes more than a moment to prove. Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi, Pyaar sirf paane kaa naam nahi, Muddatein beet jaati hai kissi ke Intzaar mein, Yeh sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
Won't live a hollow life or steal happiness from others — if you want this love, come and say so. bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte. jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte. agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare. peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte
Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta Mandiron se chiragon ko bujha kar kuch nahi milta Koi aik adh sapna ho to phir accha b lagta hai Hazaron khwab ankhon mei saja kar kuch nahi milta Yeh accha hai ke aapas ke bharam na tootne payein Kabhi kabhi doston ko azma kar […]
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye..
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Those eyes are intoxicating — almost like God took a sip himself when he was making you. Jab khuda ne tujhe banaya hoga, ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.. Aise hi nashili nahi teri aankhen, jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga...
Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi, jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi, pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi, kya hamse milne ko wo bekarar nahi
Hum agar aapse mil nahi patay aisa nahin ke hamein aap yaad nahi aatay, mana jahan k sab rishte nibhaye nahi jatey, par jo bas jatey haib dil maib phir bhulae nahi jatey..
Raat Ka Aakhri Pehar Tha...! MuJh Se Chaand Ne Kaha' Humnasheen Alvida' MuJh Ko Neend Aa Rahi Hai' Kal Milain Ge isi Jagah' Men Sun Kar Muskura Diya' Us Ko Batla Diya' Jaanay walay Lout'tay Nhi' Tum Nhi aao Ge' MuJhe Hai Yaqeen' Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gaya' Aur Kehnay Laga' Tum Se […]
har koi in honton pe muskan lana nahi janta, har koi is dil ko churana nahi janta, ek tum hi to ho jo hum se jeet gaye, warna har koi humain harana nahi janta.
U to hum bhi madad kia nahi karte, Choclate kya toffy bhi dia nahi karte. Ye DOSTI sirf apse hai warna msg to kya hum kisi ko number bhi dia nahi karte.
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.