You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Aise hi nashili nahi teri aankhen
Aise hi nashili nahi teri aankhen
Those eyes are intoxicating — almost like God took a sip himself when he was making you.
Jab khuda ne tujhe banaya hoga,
ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga..
Aise hi nashili nahi teri aankhen,
jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga...
Related SMS
- kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate,
- Jo mere dil main aise samaya hy
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- Dengue virus bhi aise hi hota hai!
- Nashili aankhon sey woh jab hamein dekhte hain
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
- Teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge
- Teri sula ke lu?
- Zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti
- Pyar chupta nahi ankhen chupane se
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte
- Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
- Wo shetan jo ramzan me band nahi hoye
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
- Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
- Teri har ada mohabbat si lagti hai
- TERI YAAD AA REHI HAY
- Minnat se nahi manta
- Har subah, teri muskurati rahay
- Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
- Yaaden teri rakh di hai sambhal kar
- Har shakal bus teri hi nazar aati ha
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Koi khuwahish nahi is deewanay ki
- Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai
- Sans bhi to teri yaad k baad aati hai
kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate, kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate, kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate, aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chore nahi jaate.
Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy, Jise aap k roop mein mainey paaya hay, Jo mere dil main aise samaya hy, Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye..
Boy recites lovesick symptoms to a girl; she tells him to see a doctor because those are dengue fever symptoms. Boy: teri judai me neend urti hai, chain khota hai, jaan jaati hai or dil rota hai... . . Girl: doctor ko dikha le beta q k dengue virus bhi aise hi hota hai!.
Nashili aankhon sey woh jab hamein dekhte hain, hum ghabraa kar ankhen jhuka laitay hain, kaun milaye unn ankhon se ankhen, suna hai wo ankho se apna bana laitay hain...!
A Roman Urdu poem where God's excitement about creation ends with a zoo comparison. Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
A Roman Urdu birthday message imagining God celebrating the day He made you. Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!
Promises to love with such loyalty that even the one who was faithless will end up crying. Teri bewafai ko us wafa k saath nibhayenge, K teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge, Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge, Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge.
teri sula ke lu? ya bitha ke lu? ya tujhe karu khada ya fir teri juka-jukake lu? ab tu hi bata ki mein teri... photo kaise lu.
zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti dosti sirf jazbaat nahi hoti kuch to khayal aaya hoga khuda ko, varna yu hi aapki humse mulakat nahi hoti.
Arz hai pyar chupta nahi ankhen chupane se, dil rukta nahi kisi k samjane se. Ruk jati hai dhadkan tujhe bhul jane se, hum tujhe yaad karte hai jeene k bahane se.
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne […]
Seen with eyes but never truly felt — love that stayed on the surface and never went deeper. Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha, Kasti ke logo ne samundar ko na dekha. Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala, Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.
Roman Urdu Ramadan humor identifying four signs that a devil was not locked away — all pointing to someone mindlessly forwarding phone messages. Wo Shetan jo Ramzan me band nahi hoye unki 4 Nishanian 1.Hath me Mobile hoga 2.Angutha buton pr hoga 3.Msg parh kr Hansy ga 4.Phir sochega k kisko Frwd krun
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Won't live a hollow life or steal happiness from others — if you want this love, come and say so. bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte. jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte. agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare. peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, lehro se pani ko hataya nahi jata, honay wale ho jate hain khudhi dil se apne, kisi ko keh kar apna banaya nahi jata
Teri har ada mohabbat si lagti hai Ek pal ki judayi sadiyoun si lagti hai Pehle nahin socha tha ab sochne laga hoon Zindagi ke har lamhe mein teri zaroorat si lagti hai
No excitement, no restlessness — just a quiet, slow ache spreading through everything. Your memory is coming back. NA FIKR E FARDA NA YAAD E MAAZI NA CHAIN DIL KO NA BE KARARI NA HUD SE GUZRA HUWA JUNOON WO NA KHAMOSHI WO PEHLE JESI BAS EK UDASSI HAY DHEEMI DHEEMI BAS EK KHAMOSH SI […]
Chalo Us Ka Nahi To KHUDA Ka Ehsan Laitay Hai FRAZ Wo Minnat Se Nahi Mana To Mannat Se Mang Laty Hain
Har subah teri muskurati rahay har shaam teri gungunati rahay tu jise bhi mile is tarahe se milay ke har milne wale ko teri yaad aati rahay!
Teri dosti hum es tarah nibhain gay, Tum roz khafa hona hum roz manain gay, Per maan jana manany say, Werna yeh bheegi palkain lay k kahan jayaingay
Yaaden teri rakh di hai sambhalkar, Dur kahi is dil se nikalkar. Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar, in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..
Tumhari hansi ki ek nazar yaad aati hay, Zindagi ki har shaam subah nazar aati hay, Jab say daikha hay tujhey dil ki aankhon say, Har shakal bus teri hi nazar aati ha..
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Hasrat hai sirf unhe pane ki, aur koi khwahish nahi is deewane ki, shikwa mujhe unse nahi khuda se hai, kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki€¦.
Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai, Har ek adaa bhi teri meri Aankhon mein hai, Tu bhaley hi bhula dey mujh ko, Teri jagah aaj bhi meri Yaadon mein hai.
Sans lainay se teri yaad aati hai, Yaad aanay se meri jaan jati hai, Kaise kehdoon k sirf sans se zindagi he, Sans bhi to teri yaad k baad aati hai,