You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Dengue virus bhi aise hi hota hai!
Dengue virus bhi aise hi hota hai!
Boy: teri judai me neend urti hai, chain khota hai,
jaan jaati hai or dil rota hai...
.
.
Girl: doctor ko dikha le beta q k
dengue virus bhi aise hi hota hai!.
Related SMS
- This is a VIRUS . . .
- Aise hi nashili nahi teri aankhen
- Jo mere dil main aise samaya hy
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota.
- kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate,
- Nazroon se jab nazar ka takrar hota hain
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- KOI TO HOTA....
- Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- 1 nazar se bhi pyar hota hai
- Samandar Bhar Syllabus Hota Hai
- Agar dada ashiq na hota
- Actors ka paisa haram hota hai
- Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan
- har laash per kafan hota hai....
- Kab kaun kisi ka hota hai
- Koi humara nahi hota
- Ya koi patthar dil insan na hota
- Roz roz ka drama nahi hota
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha
- Har koi aap ki tarah MAD nahin hota
- Pyar ka dard meetha hota hay
- Mushkil hota hai jawab dena
- Falak pey ek aashiyana hamara hota
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai
- Dil Ko Manana aggar Hota Aaasaaan
- Sardar ka dimagh nahi hota
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- Deepak mein agar noor na hota
WARNING ! ! ! This is a VIRUS . . . When you turn your phone off it WON'T WORK AGAIN
Jab khuda ne tujhe banaya hoga, ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.. Aise hi nashili nahi teri aankhen, jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga...
Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy, Jise aap k roop mein mainey paaya hay, Jo mere dil main aise samaya hy, Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main […]
kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate, kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate, kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate, aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chore nahi jaate.
Nazroon se jab nazar ka takrar hota hai, har mod par kissi ka intezaar hota hai, dil rota hai zakham hastey hain, isi ka naam to pyaar hota hai...
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
KOI TO HOTA.... mai jis k dil ki kitaab benta mai jis ki chahet ka khawab benta mai hijr k mosem ki lembi raaton mein yaad ben ker azaab benta KOI TO HOTA..... jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota mai rooth jata […]
Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai, Khushi jise mile wohi Rota hai, Umar bhar saath nibha na sake jo, Jaane kyun Pyaar ussi se hota hai.
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Ek Kana Kisi Ladki Ko Propose Kare To Konsa Geet Gayega? ? ? ? ? ? 1 Nazar se bhi Pyar Hota Hai, Maine Suna Hai.
Samandar Bhar Syllabus Hota Hai Nadi Bhar Parh Pate Hein Balti Barh Yad Rehta Hai Chuloo Bhar Number Ate Hein Jis Mein Hum Doob Jatey Hain
Taj mahal dekh ker bola shah jahan ka pota, Apna bhi bank balance hota, Agar dada ashiq na hota...:p
1 molvi film actor k pas masjid ka chanda mangne gaya.. Actor:ap log to kehte hain k hamara paisa haram hai Molvi:G, ap k paiso se ham "BATHROOM" banainge..:P
Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
Zamin k paap chupanay ko gagan hota hai, Mann ka paap chupanay ko badan hota hai, Shayud mar ker bhi paap chupatay hain log, Esi liye har laash per kafan hota hai....
Kab kaun kisi ka hota hai Sub jhootey rishtey naate hain... Sub dil rakhney ki batein hain Sub asal roop chhupate hain... Ikhlaq se khali log yahan Lafzon ke teer chalate hain... I baar nigahon mein aakar Phir saari umar rulate hain... Who jis NE diye hain ashk humein AB us ko bhool hi jaate […]
Dard me koi mousam pyara nahi hota, Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota. Koi dekhe to humari bebasi, Hum sabhi k ho jate hain Par koi humara nahi hota.
Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na hota, Yeh pyaar na hota kisi patthar dil se hamain, Ya koi patthar dil insan na hota
2020 is coming Wish u a very Happy new year Valentine's day Basant 23rd march 14 august Eid ul fitr Eid ul azha Friendship day Mother, father Dadi, dada Nana, nani Children's day Happy b'day 365 good mornings After noons, evenings' & nights Roz roz ka drama nahi Hota mujh se Ab pura saal mat […]
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
Har laal rang RED nahin hota, Her murda DEAD nahin hota, Kaisay kahon par yeh sach hai, Har koi aap ki tarah MAD nahin hota... MAD bolay to
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?
Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai, Koi aankhon aankhon mein mulakat kar leta hai, Mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai
Kaash main chand tuu taara hota, Falak pey ek aashiyana hamara hota, Sub tujhey door bohut door sey daikha kertay, Par tujhey milnay ka haq sirf hamara hota...
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai, K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai, Udasi Ka Sabab Main Kiya Bataon? Gali Kochon Mein sannata bohut Hai, Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne, Tujhe Har Raah Mein dhunda bohut Hai, Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko, Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bohut […]
Dil Ko Manana aggar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
Frog:sardar ka dimagh nahi hota. Sardar: Hota hay. FROG: nahi hota-nai hota-nahi hota (& jumps in water) Sardar:Lay-Das! eday wich khudkushi karnde kerri gal c..?
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
deepak mein agar noor na hota tanha dil youn majboor na hota mein app ko "EID MUBARAK" kehne zaroor ata agar app ka ghar itna door na hota "EID MUBARAK"