You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » 1 nazar se bhi pyar hota hai
1 nazar se bhi pyar hota hai
A one-eyed man prepares to propose with a very fitting Bollywood song about love at first sight.
Ek Kana Kisi Ladki Ko Propose Kare
To Konsa Geet Gayega?
?
?
?
?
?
1 Nazar se bhi Pyar Hota Hai,
Maine Suna Hai.
Related SMS
- Nazroon se jab nazar ka takrar hota hain
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- Pyar ka dard meetha hota hay
- Nazar ne Nazar se mulaqat kar li,
- Pyar se pyar mut kero
- Har larki per nazar ;)
- Pyar se tab tak pyar na karo
- Har shakal bus teri hi nazar aati ha
- Meray paon main zanjeer nazar ayai
- Jab bhi aap se milne ki Taqdeer nazar aayi
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi
- Dard kia hota hai btayein gein kisi roz
- Nazar mobile pai tika rakhi hai,
- Bund aankhon me nazar aayenge
- Roll number kion nazar nahi aaraha
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Rooz khawab mein nazar aatey ho tum
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Her Chutti Pe Nazar
- Door hokar bhi paas nazar ayenge.
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Har nazar mein ek kashish hoti hai,
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- Har baat ka jawab inkar nahin hota
- Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan
- Dil Ko Manana aggar Hota Aaasaaan
- Ya koi patthar dil insan na hota
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- Kab kaun kisi ka hota hai
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
When eyes meet, something starts — love is exactly this: a wound that laughs and a heart that cries. Nazroon se jab nazar ka takrar hota hai, har mod par kissi ka intezaar hota hai, dil rota hai zakham hastey hain, isi ka naam to pyaar hota hai...
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?
Nazar ne Nazar se mulaqat kar li, Rahe dono chup par bat kar li, Khushiyon ka mausam kuch iss kadar badla, Ki in aankhon ne ro-ro kar barsaat kar li.
A playful warning about loving love so completely that it has no reason to wander toward anyone else. Tum Tub Tuk Pyaar Se Pyaar Mut Karo Ki Pyaar Tum Se Pyaar Na Kare Pyaar KoItna Pyaar Karo Ki Pyaar Kisi Aur Se Pyaar Na Kare?
A mock Express News bulletin listing unrelated incidents involving girls — all given the same headline: har larki per nazar. Ek larki kisi k saath bhaag gai Ek larki ko kuch ghunday utha kr le gaye Ek larki apne shohar se larne k baad apne ghar aa gai Ek larki apni saas k haatho'n zulm […]
Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare
Tumhari hansi ki ek nazar yaad aati hay, Zindagi ki har shaam subah nazar aati hay, Jab say daikha hay tujhey dil ki aankhon say, Har shakal bus teri hi nazar aati ha..
Jub jab aap say milnay ki umid nazar ayai, Meray paon main zanjeer nazar ayai, Gir paray aason aakhon say or, her ek aasun main aap ki tasveer nazar ayai
Jab bhi aap se milne ki Taqdeer nazar aayi, Mujhe Paon mein bandhi Zanzeer nazar aayi, Teri Yaadon mein nikal parey Aansu, Har Aansu mein teri Tasveer nazar aayi.
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi, mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayi. Jitne aansoo bahaye teri yaad mein, har aansoo mein tasveer teri nazar aayi.....
Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey […]
Phone fully charged, eyes on the screen, battery ready — but the friends involved guarantee nothing is coming. SMS ki umeed laga rakhi hai, Nazar mobile pai tika rakhi hai, Battery bhi full charge ker k rakhi hai, per SMS aenge kesay? Dosti KANJUSON say ko bana rakhi hai.
Aansuon mein na dhoondna hamein, Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to bund aankhon me nazar aayenge!!
A boy goes to the doctor fearing he's going blind, and the real reason his exam roll number isn't in the newspaper is more embarrassing. Ek larka dr sy lagta hai ma andha ho gya hon Dr. nay uski ankhon ko check kia Or kha nahi beta tmhari ankhein tu theek hain. Larka. Tu phr […]
Learned to long and suffer but never learned to forget love or to hurt someone else. kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
rooz khawab mein nazar aatey ho tum kio mujhey neend mein bi daratay ho tum
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Sardonic Roman Urdu New Year SMS pointing out that every major holiday in the year falls on a Sunday, delivering a bad-news New Year. Hard Working Logon K Lye Bad News 2011 Mei 1st May 14 August ...11 Sep Aur 25 December Sunday Ko Hain:-(:-( Or Karo "HAPPY NEW YEAR 2011" "Her Chutti Pe Nazar"
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge, Sukoon bankar dil mein utar jayenge, Mehsus karnay ki koshish kijiye, dur hokar bhi paas nazar ayenge.
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Every heart carries longing, but building a Taj Mahal is impossible when most hearts are already housing four or five Mumtazes. Har nazar mein ek kashish hoti hai, Har dil mein ek chahat hoti hai, Mumkin nahi har ek k liye tajmahal banana, Kyunki har dil mein 4-5 mumtaz hoti hai.
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati […]
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga rukna intazar nahin hota Yun to milti hein hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
Dil Ko Manana aggar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na hota, Yeh pyaar na hota kisi patthar dil se hamain, Ya koi patthar dil insan na hota
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
Kab kaun kisi ka hota hai Sub jhootey rishtey naate hain... Sub dil rakhney ki batein hain Sub asal roop chhupate hain... Ikhlaq se khali log yahan Lafzon ke teer chalate hain... I baar nigahon mein aakar Phir saari umar rulate hain... Who jis NE diye hain ashk humein AB us ko bhool hi jaate […]
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.