You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Door hokar bhi paas nazar ayenge.
Door hokar bhi paas nazar ayenge.
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge,
Sukoon bankar dil mein utar jayenge,
Mehsus karnay ki koshish kijiye,
dur hokar bhi paas nazar ayenge.
Related SMS
- Aap paas raho ya door
- Khuwabon main ayenge SMS ki tarah
- Khushiyon ka ek sansaar leke ayenge
- Hum dilse yad ayenge
- Nazar ne Nazar se mulaqat kar li,
- Jab bhi aap se milne ki Taqdeer nazar aayi
- Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi
- Rooz khawab mein nazar aatey ho tum
- Hum khak Zamee ki hokar ,
- Har shakal bus teri hi nazar aati ha
- Bund aankhon me nazar aayenge
- Meray paon main zanjeer nazar ayai
- Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge
- Eid k din masjid ke paas se
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- kal anjaan ban kar paas se guzar gai
- Aaj aap k paas aaney ko G karta hai
- Kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay.
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- ik bar mujh say door ja k daikh kabhi
- paas pa storo Asmanono key dey goram
- Nazroon se jab nazar ka takrar hota hain
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- Hum say door jao gay kaisay?
- Kuch door hamare saath chalo
- Koi titli hamarey paas aati bhi, to kia aati
- Aap k ho ker bhi aap sey door rahey
Aap paas raho ya door, hum dil se dil ki aawaaz mila sakte hain, na khat k na telephone ke Mohtaajh hain hum, per aapke dil ko ek hichkii se hila sakte hain.
Khuwabon main ayenge SMS ki tarah. Dil main bas jayenge ring tone ki tarah, Ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah, Sirf tum busy na hona network ki tarah.
Khushiyon ka ek sansaar leke ayenge, patjhar mei bhi bahar leke ayenge, jab bhi pukaroge pyar se hame, maut se bhi saansen udhar leke ayenge...!
Ap lakh bhula k dekh lo hum dilse yad ayenge honge apke bade chahne wale hum sabse badhke chahenge ap pani p p k thak jana hum hichkian ban ban ke ayenge.
Nazar ne Nazar se mulaqat kar li, Rahe dono chup par bat kar li, Khushiyon ka mausam kuch iss kadar badla, Ki in aankhon ne ro-ro kar barsaat kar li.
Jab bhi aap se milne ki Taqdeer nazar aayi, Mujhe Paon mein bandhi Zanzeer nazar aayi, Teri Yaadon mein nikal parey Aansu, Har Aansu mein teri Tasveer nazar aayi.
Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi, mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayi. Jitne aansoo bahaye teri yaad mein, har aansoo mein tasveer teri nazar aayi.....
rooz khawab mein nazar aatey ho tum kio mujhey neend mein bi daratay ho tum
Hum khak Zamee ki ho kar , Uss Chand ki hasrat kar baithe, Woh cheez khuda se unchi thi, Hum jiss se Mohabbat kar baithe.
Tumhari hansi ki ek nazar yaad aati hay, Zindagi ki har shaam subah nazar aati hay, Jab say daikha hay tujhey dil ki aankhon say, Har shakal bus teri hi nazar aati ha..
Aansuon mein na dhoondna hamein, Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to bund aankhon me nazar aayenge!!
Jub jab aap say milnay ki umid nazar ayai, Meray paon main zanjeer nazar ayai, Gir paray aason aakhon say or, her ek aasun main aap ki tasveer nazar ayai
Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Na guzarna Eid k din masjid ke paas se, kahin log chand samajhkar apna roza na tod den... aur ho ke khafa khuda aap se.. kahin khubsurat log banana na chor dey
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati […]
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
kabhi wo hum pe jaan dia karti thi jo kehtay they wo maan lia karti thi kal anjaan ban kar paas se guzar gai Woh jo door se pehchaan lia karte thi...
Tamam gham bhool janey ko G karta hai aaj, Muskuranay ko G karta hai, Bohut G liiye sahare aap ki yadoon k, Aaj aap k paas aaney ko G karta hai
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho, Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho, Aaj poochtay hain aik sawal tumsay, kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho? <Miss You>
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi her taraf tera hi aks nazar ayai ga meri aankhon mein pyar say daikh kabhi ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha'aon ka meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi kaisi hoti hay tapish zamanay ki nigahon mein meray dil k aangun […]
Da golno pa rangono key dey goram, DA ZRA sreko ao dardono key dey goram, khoga yaara che pa nema shpa rayaad shy, paas pa storo Asmanono key dey goram
Nazroon se jab nazar ka takrar hota hai, har mod par kissi ka intezaar hota hai, dil rota hai zakham hastey hain, isi ka naam to pyaar hota hai...
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Hum say door jao gay kaisay? Dil say hamain bhulao gay kaisay? Hum to woh khushbo hain jo, sanson k zariye dil mein utar jati hay. Khud ki sanson ko rook pao gay kaisay?
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
Koi titli hamarey paas aati bhi, to kia aati, Yun ghut-ghut k mar jana, hamain manzoor tha laikin, Kisi kam-zarf per zahir na ki majbooriyan hum nay, Hum is mehmil main bus ek baar sach bolay thay, Zabaan per umer bhar mehsoos ki chingariyon ham nay, Samajhtay thay magar phir bhi na rakhi dooriyan humne, […]
Tamaam umer zindagi sey door rahey, Apki khushi k liye apni khushi se door rahe. Ab is say barh ker wafa ki saza kya hogi, k aap k ho ker bhi aap sey door rahey...!!!