You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Nazroon se jab nazar ka takrar hota hain
Nazroon se jab nazar ka takrar hota hain
When eyes meet, something starts — love is exactly this: a wound that laughs and a heart that cries.
Nazroon se jab nazar ka takrar hota hai,
har mod par kissi ka intezaar hota hai,
dil rota hai zakham hastey hain,
isi ka naam to pyaar hota hai...
Related SMS
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- 1 nazar se bhi pyar hota hai
- Nazar ne Nazar se mulaqat kar li,
- Har baat ka jawab inkar nahin hota
- Har shakal bus teri hi nazar aati ha
- Meray paon main zanjeer nazar ayai
- KOI TO HOTA....
- Jab bhi aap se milne ki Taqdeer nazar aayi
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Ya koi patthar dil insan na hota
- Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- Nazar mobile pai tika rakhi hai,
- Koi humara nahi hota
- Ulfat ka aksar yehi dastur hota hai,
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- har laash per kafan hota hai....
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Saath chalne main jo maza hota
- Falak pey ek aashiyana hamara hota
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- Har nazar mein ek kashish hoti hai,
- Har larki per nazar ;)
- Bund aankhon me nazar aayenge
- Sardar ka dimagh nahi hota
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota.
- Rooz khawab mein nazar aatey ho tum
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Har koi aap ki tarah MAD nahin hota
- Door hokar bhi paas nazar ayenge.
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
A one-eyed man prepares to propose with a very fitting Bollywood song about love at first sight. Ek Kana Kisi Ladki Ko Propose Kare To Konsa Geet Gayega? ? ? ? ? ? 1 Nazar se bhi Pyar Hota Hai, Maine Suna Hai.
Nazar ne Nazar se mulaqat kar li, Rahe dono chup par bat kar li, Khushiyon ka mausam kuch iss kadar badla, Ki in aankhon ne ro-ro kar barsaat kar li.
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga rukna intazar nahin hota Yun to milti hein hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
Tumhari hansi ki ek nazar yaad aati hay, Zindagi ki har shaam subah nazar aati hay, Jab say daikha hay tujhey dil ki aankhon say, Har shakal bus teri hi nazar aati ha..
Jub jab aap say milnay ki umid nazar ayai, Meray paon main zanjeer nazar ayai, Gir paray aason aakhon say or, her ek aasun main aap ki tasveer nazar ayai
KOI TO HOTA.... mai jis k dil ki kitaab benta mai jis ki chahet ka khawab benta mai hijr k mosem ki lembi raaton mein yaad ben ker azaab benta KOI TO HOTA..... jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota mai rooth jata […]
Jab bhi aap se milne ki Taqdeer nazar aayi, Mujhe Paon mein bandhi Zanzeer nazar aayi, Teri Yaadon mein nikal parey Aansu, Har Aansu mein teri Tasveer nazar aayi.
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na hota, Yeh pyaar na hota kisi patthar dil se hamain, Ya koi patthar dil insan na hota
Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi, mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayi. Jitne aansoo bahaye teri yaad mein, har aansoo mein tasveer teri nazar aayi.....
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
Phone fully charged, eyes on the screen, battery ready — but the friends involved guarantee nothing is coming. SMS ki umeed laga rakhi hai, Nazar mobile pai tika rakhi hai, Battery bhi full charge ker k rakhi hai, per SMS aenge kesay? Dosti KANJUSON say ko bana rakhi hai.
Gives everything to everyone but nobody truly belongs to him — the loneliness of being for the world but claimed by no one. Dard me koi mousam pyara nahi hota, Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota. Koi dekhe to humari bebasi, Hum sabhi k ho jate hain Par koi humara nahi hota.
Ulfat ka aksar yehi dastur hota hai, jise chaho wahi apne se dur hota hai, Dil tutkar bikharta hai is kadar jaise koi kanch ka khilona chur-chur hota hai.
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Zamin k paap chupanay ko gagan hota hai, Mann ka paap chupanay ko badan hota hai, Shayud mar ker bhi paap chupatay hain log, Esi liye har laash per kafan hota hai....
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Saath chalne main jo maza hota Woh humain bhi kabhi mila hota Yeh hi hasrat rahi hamari faqat Saath apne koi chala hota Hum bhatakte rahe the raahon mein koi rasta pata chala hota Thaam leta humain bhi barh ke koi Haath hum ko koi mila hota Hum ulajhte nahi zamane se Ek jo Humsafar […]
Kaash main chand tuu taara hota, Falak pey ek aashiyana hamara hota, Sub tujhey door bohut door sey daikha kertay, Par tujhey milnay ka haq sirf hamara hota...
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Every heart carries longing, but building a Taj Mahal is impossible when most hearts are already housing four or five Mumtazes. Har nazar mein ek kashish hoti hai, Har dil mein ek chahat hoti hai, Mumkin nahi har ek k liye tajmahal banana, Kyunki har dil mein 4-5 mumtaz hoti hai.
A mock Express News bulletin listing unrelated incidents involving girls — all given the same headline: har larki per nazar. Ek larki kisi k saath bhaag gai Ek larki ko kuch ghunday utha kr le gaye Ek larki apne shohar se larne k baad apne ghar aa gai Ek larki apni saas k haatho'n zulm […]
Aansuon mein na dhoondna hamein, Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to bund aankhon me nazar aayenge!!
A frog picks a fight with a Sardar about having no brain, then jumps into water — and the Sardar draws his own alarming conclusion about why. Frog:sardar ka dimagh nahi hota. Sardar: Hota hay. FROG: nahi hota-nai hota-nahi hota (& jumps in water) Sardar:Lay-Das! eday wich khudkushi karnde kerri gal c..?
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main […]
rooz khawab mein nazar aatey ho tum kio mujhey neend mein bi daratay ho tum
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Roman Urdu SMS turning MAD into a complimentary acronym (Most Attractive Dost), reframing an apparent insult as a sincere observation about uniqueness. Har laal rang RED nahin hota, Her murda DEAD nahin hota, Kaisay kahon par yeh sach hai, Har koi aap ki tarah MAD nahin hota... MAD bolay to
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge, Sukoon bankar dil mein utar jayenge, Mehsus karnay ki koshish kijiye, dur hokar bhi paas nazar ayenge.
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai, Khushi jise mile wohi Rota hai, Umar bhar saath nibha na sake jo, Jaane kyun Pyaar ussi se hota hai.