You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Har koi aap ki tarah MAD nahin hota
Har koi aap ki tarah MAD nahin hota
Roman Urdu SMS turning MAD into a complimentary acronym (Most Attractive Dost), reframing an apparent insult as a sincere observation about uniqueness.
Har laal rang RED nahin hota,
Her murda DEAD nahin hota,
Kaisay kahon par yeh sach hai,
Har koi aap ki tarah MAD nahin hota...
MAD bolay to
M-Most
A-Attractive
D-Dost...
Related SMS
- Har baat ka jawab inkar nahin hota
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Deepak mein agar noor na hota
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- KOI TO HOTA....
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay
- Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- Har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka
- Ya koi patthar dil insan na hota
- Apni bay basi kis tarah kahain
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- Saath chalne main jo maza hota
- Meri tarah perfect
- 1 khuli bottle ki tarah thi
- Sardar ka dimagh nahi hota
- Koi humara nahi hota
- Nazroon se jab nazar ka takrar hota hain
- Ulfat ka aksar yehi dastur hota hai,
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota.
- Sweet raho CADBURY ki Tarah
- har laash per kafan hota hai....
- Din nikalta nahi or raat nahin hoti
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- Falak pey ek aashiyana hamara hota
- Eid k chand ki tarah jagmagatay raho
- Dil main koi malal bhi nahin
- Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga rukna intazar nahin hota Yun to milti hein hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Poetic Roman Urdu Eid SMS about wishing to come and say Eid Mubarak in person but the distance making it impossible. deepak mein agar noor na hota tanha dil youn majboor na hota mein app ko "EID MUBARAK" kehne zaroor ata agar app ka ghar itna door na hota "EID MUBARAK"
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
KOI TO HOTA.... mai jis k dil ki kitaab benta mai jis ki chahet ka khawab benta mai hijr k mosem ki lembi raaton mein yaad ben ker azaab benta KOI TO HOTA..... jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota mai rooth jata […]
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Phool khiltay hain baharon ka sama hota hay, Aisay mousam main tou pyaar javaan hota hay, Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay, Yeh afsana to nigahon say bayan hota hay....
Urdu poem for the friend you don't see every day but never stop thinking about. Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay, Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay, Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain, Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka, har teer ko paivest rug-e-jaan nahin kertay, Yeh masla ab ahal-e-mohabbat ka hai apna, Mertay hain to kuch aap pay ahsaan nahin kertay, Khat layain na layain tera hum naama bron ko, Bus daikhtay rehtay hain paraishan nahin kartay, Aisay bhi tou rakhtay nahin khanjar pay […]
Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na hota, Yeh pyaar na hota kisi patthar dil se hamain, Ya koi patthar dil insan na hota
Eyes can't speak it, lips won't say it — how do you explain that you simply cannot exist without this person. Aankhon ki zuban woh samajh nahin patay, Hont magar kuch bhi keh nahin paatay, Apni bay basi kis tarah kahain, Koi hay jis k bina hum rah nahin patay.
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
Saath chalne main jo maza hota Woh humain bhi kabhi mila hota Yeh hi hasrat rahi hamari faqat Saath apne koi chala hota Hum bhatakte rahe the raahon mein koi rasta pata chala hota Thaam leta humain bhi barh ke koi Haath hum ko koi mila hota Hum ulajhte nahi zamane se Ek jo Humsafar […]
I never forget my sincere friends when i see some faults in them i keep patient & just realize that . . . . "ab har koi meri terha perfect tou nahi ho sakta na" ;)
Roman Urdu SMS comparing a drifting life to an uncorked perfume bottle — until the recipient arrived and, fittingly, became its cap. Ab tak meri life 1 khuli bottle ki tarah thi, jisme sab prfume ki tarah ud jata tha. Par apke aane se sab thik ho gaya. Khuda kare aap jaisa dhakkn sab ko […]
A frog picks a fight with a Sardar about having no brain, then jumps into water — and the Sardar draws his own alarming conclusion about why. Frog:sardar ka dimagh nahi hota. Sardar: Hota hay. FROG: nahi hota-nai hota-nahi hota (& jumps in water) Sardar:Lay-Das! eday wich khudkushi karnde kerri gal c..?
Gives everything to everyone but nobody truly belongs to him — the loneliness of being for the world but claimed by no one. Dard me koi mousam pyara nahi hota, Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota. Koi dekhe to humari bebasi, Hum sabhi k ho jate hain Par koi humara nahi hota.
When eyes meet, something starts — love is exactly this: a wound that laughs and a heart that cries. Nazroon se jab nazar ka takrar hota hai, har mod par kissi ka intezaar hota hai, dil rota hai zakham hastey hain, isi ka naam to pyaar hota hai...
Ulfat ka aksar yehi dastur hota hai, jise chaho wahi apne se dur hota hai, Dil tutkar bikharta hai is kadar jaise koi kanch ka khilona chur-chur hota hai.
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main […]
Roman Urdu SMS using brand names — Cadbury, Closeup, Fair & Lovely — as lighthearted templates for how to live well. Sweet raho CADBURY ki Tarah; Fresh raho CLOSEUP ki tarah; BEAUTIFUL raho Fair&Lovely ki tarah; Tension free raho CHILD ki tarah; aur smart raho MERI TARAH (H);
Zamin k paap chupanay ko gagan hota hai, Mann ka paap chupanay ko badan hota hai, Shayud mar ker bhi paap chupatay hain log, Esi liye har laash per kafan hota hai....
An Urdu verse for someone who makes time move differently. Without them, even a single day feels incomplete and slow. Us shakhs se jab tuk koi baat nahin hoti, Din nikalta nahi or raat nahin hoti, Na khafa howa karay wo usay kehna, Bina us k Mukammal meri zaat nahin hoti
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
Kaash main chand tuu taara hota, Falak pey ek aashiyana hamara hota, Sub tujhey door bohut door sey daikha kertay, Par tujhey milnay ka haq sirf hamara hota...
Warm Roman Urdu Eid SMS wishing the recipient to shine like the Eid moon for as long as life lasts. Deep jaltay jagmagatay rahay, Hum apko aap hamain yaad aatay rahay, Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari, Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho. EID MUBARAK
Dil main koi malal bhi nahin, Us se koi gila nahin, jo sath day k bhi sath nahin, Us ki khushion ki mangi hai dua, Yeh alag bat hay k meri zindagi us ka sawal hai k nahin
Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karte Chalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay […]