You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
Tum roz khafa hona hum roz manain gay,
Per maan jana manany say,
Werna yeh bheegi palkain lay k kahan jayaingay
Related SMS
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Khuwabon main ayenge SMS ki tarah
- Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Dosti is something that no1 can hate
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Kya khabar tum ko dosti kya hai
- Mohabbat bhi mausam ki tarah
- dosti ko dil say nibhaya
- Kia koi meri tarah jeet k hara ho ga...
- Agar isi tarah bhool hi jaana tha
- Saaye ki tarah saath rahne wale
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Apni bay basi kis tarah kahain
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Badalna aata nahi humko mousamon ki tarah
- Dosti ki wajah nahin hoti
- To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
- Hoti Nahi Dosti
- Yaaden teri rakh di hai sambhal kar
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Badal ki tarah .....
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- Tark-e-rasme-e-dosti
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Tujh sey dosti karne ka hisab na aya
- Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Khuwabon main ayenge SMS ki tarah. Dil main bas jayenge ring tone ki tarah, Ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah, Sirf tum busy na hona network ki tarah.
Itni dosti naa karo k bigar jayain hum. thora danta bhi karo k sudhar jayain hum. ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa, magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
Basa Hai Ankhoon Main Apka Chehra Is Tarah Gulab Main Khushbo Basi Hoti Hai Jis Tarah Namaz Parh Li Ho Aur Dua Na Mangi Ho Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Dosti is something that no1 can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon […]
Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho, Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho, Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain, Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho, Bhari Mehfil Mein Dushmano ki Tarah Milte Ho, Aur Duaaon Mein Mera Naam Liye Jate Ho, Dayar-E-Ghair Mein Mujh ko Talash karte […]
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Wo to is soch me sahil pe khara doob gia, Kitna gehra tere darya ka kinara ho ga, Wo mera ho k bhi mehroom raha mujhse Saqib, Kia koi meri tarah jeet k hara ho ga...
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Saaye ki tarah saath rahne wale hamse rishtaa tod gaye, hakikat me milna mumkin nahi tha magar khwabon me bhi aana chhod gaye
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Aankhon ki zuban woh samajh nahin patay, Hont magar kuch bhi keh nahin paatay, Apni bay basi kis tarah kahain, Koi hay jis k bina hum rah nahin patay.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah Har ek roop main tera intezaar karte hain Na tum samet sakogi jise qayamat tak Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Jab koi khayal dil se takrata hai, Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai, Koi sab kuch keh ker dosti jatata hai, To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
Yaaden teri rakh di hai sambhalkar, Dur kahi is dil se nikalkar. Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar, in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai woh chand ka ek tukda hai hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai chand uus ka ek tukda hai
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Marti hoi zamee'n ko bachaana parra mujhay... Baadal ki tarah dasht pay aana parra mujhay... Woh ker nahee'n raha tha mairi baat ka yaqee'n... Phir yoo'n hua k mar k dikhhana parra mujhay... Bhoolay say mairi simt koi daikhhta na tha... Che'hray pay aik zakhm lagaana parra mujhay... Us ajnabi say haath milaanay k waastay... […]
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Tark-e-rasme-e-dosti hargiz mera maslak na tha, ittifakan, doston sy rabtay kam ho gaye !
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Tujh sey dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalon main, aur tujhey so kar bhi hamara khuwab na aya...!
Khushiyon par fizaon ka pehra hai, na jane kis umeed pe dil thera hai, aapki ankhon se jhalakte dard ki kasam, yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!