You are here: SMS4Smile » Miss U SMS » Hum nazaro se dur hai ankho se nahi
Hum nazaro se dur hai ankho se nahi
Hum nazaro se dur hai ankho se nahi,
hum khwabo se dur hai khayalo se nahi,
hum dil se dur hai dhadkan se nahi,
hum apse dur hai apki yado se nahi.
MISS YOU
Related SMS
- Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
- Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye
- Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me,
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte
- Neend Nahi aati
- U to hum bhi madad kia nahi karte
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- Pyar chupta nahi ankhen chupane se
- Nahi chahtay hum tum ko bhulana
- Aap ka ashiyana dil mein basaya hai
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi
- Hum agar aapse mil nahi patay..
- Koi humara nahi hota
- Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi
- Dosti dil hay demagh nahi,
- har koi is dil ko churana nahi janta
- Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
- Shakal pehchani nahi jati
- bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
- Yaad karnay ki aadat nahi hai,
- Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
- Zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti
- Har khushi dil ke karib nahi hoti
- Zaruri to nahi jine k liye sahara ho
- Sirf chahne se mulakat nahi hoti
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- Ishq ke sahare jiya nahi karte
- Nafraton k ghar nahi hote
- Bewaja kisi ko sataya nahi karte
- Phir laut kar college ke zamane nahi aate
- Aadat nahi hay
Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha, Kasti ke logo ne samundar ko na dekha. Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala, Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.
Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye hum hawao ki tarah jakar use chuh aye usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya mudhaton baad meri ankho me ansu aye
Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me, to qasam se hum muskurana chor denge, tadapte rahenge use dekhne ko magar, uski taraf palke uthana chor denge.
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte, dil me apki jaga dikha nahi sakte Kuch rishtay anmol hote hain Kitne, ye hum apko samjha nahi Sakte.
Rahte hain unke khayalon me, ab neend mujhe aati nahi, hanste hai ab jab bhi hum, bas yaad unhi ki aati hai, wo uski meethi muskan, humara dil dhadkati hai, jagte sote har pal hi, unki yaad hume tadpati hai, bas ek jhalak unki paakar, hum khush ho jaaya karte hain, jab bhi wo aate […]
U to hum bhi madad kia nahi karte, Choclate kya toffy bhi dia nahi karte. Ye DOSTI sirf apse hai warna msg to kya hum kisi ko number bhi dia nahi karte.
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Arz hai pyar chupta nahi ankhen chupane se, dil rukta nahi kisi k samjane se. Ruk jati hai dhadkan tujhe bhul jane se, hum tujhe yaad karte hai jeene k bahane se.
sapne hain yadain hai or bahut kuch, tum ho tumhari batain hain or bahut kuch, nahi chahtay hum tum ko bhulana, magar dori hai ek majbori hai or bahut kuch I miss u
Aap ka ashiyana dil mein basaya hai, apki yado ko seenay sey lagaya hai, pata nahi yaad apki hi kyo aati hai, dost to hamne auron ko bhi banaya hai
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi, jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi, pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi, kya hamse milne ko wo bekarar nahi
Hum agar aapse mil nahi patay aisa nahin ke hamein aap yaad nahi aatay, mana jahan k sab rishte nibhaye nahi jatey, par jo bas jatey haib dil maib phir bhulae nahi jatey..
Dard me koi mousam pyara nahi hota, Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota. Koi dekhe to humari bebasi, Hum sabhi k ho jate hain Par koi humara nahi hota.
Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi, Pyaar sirf paane kaa naam nahi, Muddatein beet jaati hai kissi ke Intzaar mein, Yeh sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
har koi in honton pe muskan lana nahi janta, har koi is dil ko churana nahi janta, ek tum hi to ho jo hum se jeet gaye, warna har koi humain harana nahi janta.
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi Aap Jese Dost Jabse Mile Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi
Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati
bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte. jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte. agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare. peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte
Yaad karnay ki aadat nahi hai, Hume bhulaane ki ijazat nahi hai, Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari, Hume tum se koi shikayat nahi hai.
Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
zindgi kisi ki mohtaj nahi hoti dosti sirf jazbaat nahi hoti kuch to khayal aaya hoga khuda ko, varna yu hi aapki humse mulakat nahi hoti.
Har khushi dil ke karib nahi hoti, zindagi ghamon se dur nahi hoti, ae dost is dosti ko sanjokar rakhna, aisi dosti har kisi ko nasib nahi hoti
Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho, Zaruri to nahi hum jinke hain who humara ho, Kuch kashtiya dub bhi jaya karti hai, Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.
Sirf chahne se mulakat nahi hoti, Suraj k saath kabhi raat nahi hoti, Hum jise chahete hai jaan se bhi ziyadah, Saamne hote hain, par baat nahi hoti.
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
Ishq ke sahare jiya nahi karte, Gum ke pyalo ko piya nahi karte, Kuchh Nawab dost hain hamare, Jinko Preshan na karo to wo yaad bhi kia nahi karte
Wo darakht jinper parindon k ghar nahi hote, dost jitne bhi hon motaber nahi hote, mare doston ki pehchan ha sirf itni, k un k dilon ma nafraton k ghar nahi hote.
Bewaja kisi ko sataya nahi karte, had se ziyada kisi ko tarpaya nahi karte, jinki sansain chalti ho apke sMs se, unhe apne sMs k liye rulaya nahi karte. . .
Hoton pe dosti ke fasaane nahi aate, Saahil pe samandar ke khazaane nahi aate. Udne do parindo ko abhi shokh hawa main, Phir laut kar college ke zamane nahi aate.
Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum […]