You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi
Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi
Love is not just getting someone — it's years of waiting, it takes more than a moment to prove.
Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi,
Pyaar sirf paane kaa naam nahi,
Muddatein beet jaati hai kissi ke Intzaar mein,
Yeh sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
Related SMS
- Mohabbat me kya imtihaan aa giya
- Tum Se Nahi Hogi Ye Mohabbat..!!
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- Bhulana tumhain na aasan ho ga
- Mushkilon ko karta Jo aasan hai
- Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo
- Mohabbat hum bhi kertay hain
- Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Maa hai mohabbat ka naam
- Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
- Mohabbat bhi mausam ki tarah
- Na illm tha mohabbat kya cheez hai,
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Log phoolon sey mohabbat kartey hain
- Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do
- Mohabbat ka izhaar aa ker khud karain
- Husn or Mohabbat apas main Dost thay
- Mohabbat lafzon ki mohtaj nahin hoti
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
- Mohabbat Baraye Naam
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
- Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
- Sitam sahay aur mohabbat bhi karay
- Mohabbat bhaar men jaye!
- Mohabbat bhi kia cheez hay yaroo
- Mohabbat karnay walon ki ab talash chor di
- Merey Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi
- Teri har ada mohabbat si lagti hai
- U to hum bhi madad kia nahi karte
Mohabbat me kya imtihaan aa giya, roz haste hue chehre ko udas bana diya. Kabhi lutate the ham mohabbat yun hi, aaj khuda ne hame hi mohabbat ka mohtaj bana diya.
Tum To Abhi Se Mubtila-e-Khof-o-Hijr Ho.. Tum Chorr Do.. Tum Se Nahi Hogi Ye Mohabbat..!!
Nothing left in the heart except the ache of loving you — and nothing worth offering except wounds. Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.
Bhulana tumhain na aasan ho ga, Jo bhulay tumhain wo nadaan ho ga, Aap to bastay ho rooh main hamari, Bus aap hamain na bhulana yeh aap ka ahsan ho ga..
Mushkilon ko karta Jo aasan hai, WO asal me hi to ek insan hai ! Gham se ghabara ke Jo himmat chhod de, Buzdili ki uski to pahchan hai ! Zindagi hai ek dariya dard ka, Dard se khele wahi insan hai ! Khushali me sab yaha jee lete hai, Ghum me jeena to alag […]
Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo, Dilse pyaar k saare jazbaat le lo, Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe, Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo.!
Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kertay hum apni mohabbat ko yun ruswa nahi kertay jo paas aa baithay usey dil se chahtey hain jo uth ker chala jaye usey roka nahi kertay
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta Tere khaloos-e- mohabbat pe atebaar hai itna Siwa tere koi rishta sacha nahi lagta
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
A warm Roman Urdu Mother's Day tribute that defines love itself through one word: Maa. Maa hai mohabbat ka naam, Maa ko hazaron salaam, Karde fida zindagi, Aaye jo bachon ke kaam.
Tumhare Naam Kar Di Hai Yeh Puri Zindagi Apni,, Bhale Ab Jaan Hi Jaye....Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
A ghazal for love that blows hot and cold like weather — one moment all yours, the next passing by like a stranger. Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho, Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho, Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain, Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate […]
Na illm tha mohabbat kya cheez hai, Na bekarari na rusvayi ka pata tha, Tum kya aaye mere zindagi mein, Hum apna naam tak bhool chuke.
Zindagi chahiye mohabbat main, ye ghari doo ghari ki baat nahi,, aap say koi bhi nahi pehlay‚¦ aap k baad koi zaat nahi‚¦.!!
Others love flowers but flowers ruined this person — so now they love thorns, because at least thorns never pretended. Log phoolon sey mohabbat kartey hain, kaaton ko kis ney yaad kiya, hum kaaton sey mohabbat kartey hain, kyun k phool ney hamain barbaad kiya
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi kartay, Yun kisi ka ka jaam hum piya nahi kartay. Un say keh do mohabbat ka izhaar aa ker khud karain, Youn kisi ka peecha hum kiya nahin kartay.
A short folk myth explaining why love is blind and beauty is cruel — they once fought over the moon. Kehte hain k 1000 saal pehle.... Husn or Mohabbat apas main Dost thy... 1 raat 2no sath thay k CHAND nikal aaya.. Mohabbat ney Chand ki Tareef Kardi ye baat Husn ko naagwar guzri.. Usne […]
IQrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti, dil ke jazbat ki awaz nai hoti, ankhainn bayan kar deti hai dil ki dastan, mohabbat lafzon ki mohtaj nahi hoti
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia […]
Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he, Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he Teri faraakhdili ko duaen deta hun, Mere labon pe tere lams ka nishaan to he Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta, Magr ye us ka basaya hua makaan to he Alavaa is k na kuch aur parda […]
Roman Urdu SMS arguing that a stone heart is actually loyal: names carved in rock, unlike names traced in sand, never wash away. Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Won't live a hollow life or steal happiness from others — if you want this love, come and say so. bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte. jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte. agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare. peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte
A mock telecom alert spoofing a recharge reminder to say: your love's validity is expiring, please send a cute SMS to renew. DEAR CUSTOMER: Assalam-o-Aliakum, Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai, Baraye meharbani forun 1 pyara sa SMS kar k recharge karen, FROM: LOVE CARE CENTER
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi […]
kahan talaash karo gay, tum mujh jaisa shakhs jo tumharay sitam bhi sahay aur tum se mohabbat bhi karay
Najanay kyun magar mera ye dil chahta hai, Wafa ko aag lag jaye, mohabbat bhaar men jaye!
Aansu aa jatay hain aankhon main, Per labon pay hansi lani parti hay, Yeh mohabbat bhi kia cheez hay yaroo, Jis sey kertay ho usi say chupani parti hay
Mohabbat karnay walon ki ab talash karna chor di hum ne log to shayud waqt guzarnay aur dil jalanay k liye miltay hain
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Teri har ada mohabbat si lagti hai Ek pal ki judayi sadiyoun si lagti hai Pehle nahin socha tha ab sochne laga hoon Zindagi ke har lamhe mein teri zaroorat si lagti hai
U to hum bhi madad kia nahi karte, Choclate kya toffy bhi dia nahi karte. Ye DOSTI sirf apse hai warna msg to kya hum kisi ko number bhi dia nahi karte.