You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Husn or Mohabbat apas main Dost thay
Husn or Mohabbat apas main Dost thay
A short folk myth explaining why love is blind and beauty is cruel — they once fought over the moon.
Kehte hain k 1000 saal pehle....
Husn or Mohabbat apas main Dost thy...
1 raat 2no sath thay k CHAND nikal aaya..
Mohabbat ney Chand ki Tareef Kardi ye baat Husn ko naagwar guzri..
Usne mohabbat ki aankhain noch lee..
Bussssssss!
Ussi Din se Mohabbat
" ANDHI " or husn
" ZALIM " ho gaya hai.......
Related SMS
- Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe!
- Kafi hai husn dil ko behlane ke liye
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Jub teri dhun main jiya kertay thay
- Log phoolon sey mohabbat kartey hain
- Main nay pocha chand say
- Mohabbat bhi mausam ki tarah
- Mohabbat hum bhi kertay hain
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
- Kya zamana tha hum roz mila karte thay
- Mohabbat me kya imtihaan aa giya
- Is SMS main chand dhund ker dikhaeye!
- Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
- Mohabbat bhi kia cheez hay yaroo
- Mohabbat karnay walon ki ab talash chor di
- Maa hai mohabbat ka naam
- Mansoob thay jo loog meri zindagi k saath
- Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi,
- Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai
- Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi
- Mohabbat k saray rang
- Anmol na thay..!
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Tum Se Nahi Hogi Ye Mohabbat..!!
- Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
- Kisi pey mar mitne wale hum na thay
- Ganjay uchal rahay thay
- Na illm tha mohabbat kya cheez hai,
- Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin
- Sitam sahay aur mohabbat bhi karay
- Mohabbat bhaar men jaye!
- EHSAAS aap ki mohabbat ka
- Bapu bhi us time ke salmaan khan thay!!!
Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe! gar chand mera dil, to sitara teri aankhe! jab jab bhi padhun inko mohabbat ki nazar se. Lagti hain ek taza shumara teri aankhen.
Beauty can distract the heart and love can wound it — but a good friend is the only reliable cure for both. Kafi hai husn dil ko behlane ke liye, mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye, chahe bhale paray ghum se vasta, ek hum jaisa dost rakhna sab ghamon ko bhulanay k liye
Zindagi chahiye mohabbat main, ye ghari doo ghari ki baat nahi,, aap say koi bhi nahi pehlay‚¦ aap k baad koi zaat nahi‚¦.!!
Jub teri dhun main jiya kertay thay, hum bhi chup chaap phira kertay thay, Aankhon mein pyaas howa kerti thi, Dil mein toofan utha kertay thay, Loog aatay they ghazal sunne ko, Hum teri baat kia kertay thay, Such samajhtay they teray wadon ko, Raat din ghar mein raha kertay thay, Woh bhi kia din […]
Others love flowers but flowers ruined this person — so now they love thorns, because at least thorns never pretended. Log phoolon sey mohabbat kartey hain, kaaton ko kis ney yaad kiya, hum kaaton sey mohabbat kartey hain, kyun k phool ney hamain barbaad kiya
Asked the moon if it had seen anyone as beautiful as a friend — moon replies it can't see that far down from up there. Main nay pocha chand say, daikha hay kahin mera yaar sa haseen chand nay kaha:- Salay itnay upar say dikhta hay kia?
A ghazal for love that blows hot and cold like weather — one moment all yours, the next passing by like a stranger. Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho, Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho, Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain, Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate […]
Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kertay hum apni mohabbat ko yun ruswa nahi kertay jo paas aa baithay usey dil se chahtey hain jo uth ker chala jaye usey roka nahi kertay
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi […]
Kya zamana tha hum roz mila karte thay, Raat bhar chand k hamrah chala karte the, Dekh k jo hamain chup chap guzar jata hai, Kabhi is shakhs sey hum pyar kiya karte the.
Mohabbat me kya imtihaan aa giya, roz haste hue chehre ko udas bana diya. Kabhi lutate the ham mohabbat yun hi, aaj khuda ne hame hi mohabbat ka mohtaj bana diya.
Challenges you to find the moon hidden in the SMS — then explains the moon is the sender's face, which SMS can't transmit. Is SMS main chand dhund ker dikhaeye! Aahaa! .................................. SMS kerne walay ki tasvir thori na ati hay:p
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia […]
Aansu aa jatay hain aankhon main, Per labon pay hansi lani parti hay, Yeh mohabbat bhi kia cheez hay yaroo, Jis sey kertay ho usi say chupani parti hay
Mohabbat karnay walon ki ab talash karna chor di hum ne log to shayud waqt guzarnay aur dil jalanay k liye miltay hain
A warm Roman Urdu Mother's Day tribute that defines love itself through one word: Maa. Maa hai mohabbat ka naam, Maa ko hazaron salaam, Karde fida zindagi, Aaye jo bachon ke kaam.
Mansob thay jo log meri zindagi k sath Akser woh milay bari bayrukhi k sath Fursat milay tou apna graiban bhi daikh lay Aey dost youn na khail meri bay basi k sath Chehray badal badal k mujhey mil rahay hain log Itna Bura salook meri saadgi k saath.
Meray mehboob qayamat hoogi, aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi, Meri nazrain tou gila karti hain, teray dil ko bhi tujhsay shikayat hogi.
A mock telecom alert spoofing a recharge reminder to say: your love's validity is expiring, please send a cute SMS to renew. DEAR CUSTOMER: Assalam-o-Aliakum, Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai, Baraye meharbani forun 1 pyara sa SMS kar k recharge karen, FROM: LOVE CARE CENTER
Love is not just getting someone — it's years of waiting, it takes more than a moment to prove. Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi, Pyaar sirf paane kaa naam nahi, Muddatein beet jaati hai kissi ke Intzaar mein, Yeh sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
A layered verse where love unfolds through colors, flowers, fragrance, moments, and desire — everything leads back to one person. Mohabbat k saray rang Rangon k saray phool Phoolon ki sarii khushboo Khushboo k saray lamhe Lamhon ki sarii chahat Chahat ki sarii khushiyaan aap k liye...
ankhon me jo tehreerain theen! honto pay vo bol na thay... Hum thay us k pyar k aashiq! Bas hathon mein kashkol na thay... Hum ne us ko toot k chaha! ye us ka haq tha lakin... Wo b hum ko toot k chahey! Hum itnay "ANMOL'' na thay....
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Tum To Abhi Se Mubtila-e-Khof-o-Hijr Ho.. Tum Chorr Do.. Tum Se Nahi Hogi Ye Mohabbat..!!
Tumhare Naam Kar Di Hai Yeh Puri Zindagi Apni,, Bhale Ab Jaan Hi Jaye....Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
Kisi ki chahat pe zinda rehne wale hum na the, kisi pey mar mitne wale hum na thay, aadat si par gayi tumhe yaad karne ki, warna kisi ko yaad karne wale hum na thay.
Door se dekha to andey ubal rahey they . . . Door se dekha to andey ubal rahey they . . . . Pas a ker dekha to Ganjey uchal rahe they:)
Na illm tha mohabbat kya cheez hai, Na bekarari na rusvayi ka pata tha, Tum kya aaye mere zindagi mein, Hum apna naam tak bhool chuke.
Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin Woh tou mit […]
kahan talaash karo gay, tum mujh jaisa shakhs jo tumharay sitam bhi sahay aur tum se mohabbat bhi karay
Najanay kyun magar mera ye dil chahta hai, Wafa ko aag lag jaye, mohabbat bhaar men jaye!
Roman Urdu SMS spelling out a bond in single words — trust, pride, honor, expectation — ending with the wait for the next message. (EHSAAS) ap ki mohabbat ka, (BHAROOSA) ap ki baton ka, (QADAR) ap k name ki, (FAKHAR) ap se dosti ka, (INTIZAAR) ap k sweet sms ka..
A Munna Bhai history joke where Circuit explains Gandhi's famous wardrobe choices through a comparison to a current Bollywood star. Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole to gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay? Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke salmaan khan thay!!!