You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Oye KHANA KHUL GAYA
Oye KHANA KHUL GAYA
Asks when family members stop caring about each other — the answer is the exact moment someone announces the food is open at a wedding.
Ae insan zara soch wo kon sa waqt hote he
jab Bhai Bhai ka nahi Beta Bap ka nahi Maa
Beti ki nahi HOti?
Jab SHADI haal me awaz aati he
"Oye KHANA KHUL GAYA"
Related SMS
- 1 charsi eyes donate kerne gaya
- Baap pe gaya hai THAPAR hi khayega
- Dus bahanay kar k lay gaya DIL
- T.V kion nahin lay gaya ?
- Kese Bhool Gaya WO
- Andhay ki Bewi ko bahra Bhaga k lay gaya.
- Sardar english k paper main fail ho gaya
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- 1 pathan ka sir phat gaya
- Ghalat salat message ghalti se ho gaya
- Ek admi chupke se jannat main chala gaya
- Din dhal gaya
- Ashiq ban gaya
- Oh shitt.. jal gaya:p
- Dil to Jalkar rakh ho gaya
- chand kisi aur ka ho gaya
- Wo khuwab tha bikhar gaya
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Ho Gaya 2026 Khatam!
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- New Year Ghazal :Koi Haar Gaya
- Koi Toot Gaya hai Teray Rooth janay sai...!!
- tenu mere naal pyar ho gaya !!
- Beet gaya jo saal, Bhool jayye
- 1 Choor Sardar ka mobile lay ker bhag gaya
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Wo phir se mil gaya to phir...?
- Maa ki nand ka bhai aap ka kon?
- Bush ka "Kutta" bush se roth gaya
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
A stoner donates his eyes; his post-surgery message to the recipient: these eyes only open after two drags. 1 charsi eyes donate kerne gaya, After operation, Dr. Asks: Kuch kehna chahte ho? Charsi:jisko bhi ankhen lagao use bata dena ye 2 kash laganay k baad he khulti hain:D
A mother cycles through every food she can think of and the child refuses all of them. Final verdict: you take after your father, you're getting a slap. Mom: Beta khana khayega? Beta: Na Mom: Ladu khaiyega?? Beta: Na Mom: Mithai Khaiyega? Beta: Na Mom:ice creame khaiyega? Beta: Na Mom: Baap pe gaya hai THAPAR […]
1 - Smoking 2 - Drinking 3 - Drugs 4 - Tension 5 - Chicken 6 - Muttun 7 - Oily Food 8 - Masala 9 - Obesity 10 - Pollution = HEART ATTACK ise kehte hain Dus bahanay kar k lay gaya DIL - HEART ATTACK
Police ask Santa why the thief didn't steal the TV; Santa says because he was sitting watching it at the time. Santa Police se: Kal rat chor mere ghar se TV ke Ilaaava sab samaan le gaye Police:TV kyon nahi legaya?? Santa:TV to me dekh raha tha is liye..
Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan tasawar me wo […]
A lateral-thinking riddle involving a blind man, a deaf man, and a mute — and the puzzle of how news travels between people who can't see, hear, or speak. Andhay ki Bewi ko bahra Bhaga kai lai gaya. Aur Goongay nai dekh liya . . . .. Ab goonga andhay ko kaisay bataye kai bahra […]
Sardar english k paper main fail ho gaya, He did translation: 1.Main aam admi nahi hon I'm not a mango man 2.Sarda or garma fruit hain. Colda & hota r fruits 3.Mujhey bhi english ati hay English comes 2 me also 4.do ro do chaar. give and give four. 5.Mera taluk hari pur hazara se […]
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Pathan splits his own head hammering a nail with a rock because someone told him to use his khopri (skull) as a tool. 1 pathan ka sir phat gaya pathan se Dr. ne pocha:- "khan sahab kia howa ?" Khan:Hum pather se keel thok raha tha, hum ko 1 admi bola khan KHOPRI istimal kero:p
Meta-prank SMS that warns you not to read the gibberish below — then delivers exactly that gibberish anyway. Sorry! galti se ye msg aap ko send hogaya.. neeche mt parhna, neeche ghalat salat likha hoa hai.. . . . ghalat salat..
A man sneaks into heaven, gets beaten by the angels, then lectures them: this is exactly why nobody comes voluntarily. Ek admi chupke se jannat main chala gaya farishto ne pakar kar buhat mara admi utha aur bola "Tum logoin ki in hi harkaton ki waja say koi banda janta main nahin aata"
Din dhal gaya, Phir Raat aa gayi, Phir Tanhaii mein baithne ki baat aa gayi, Chand ko dekha to aap ki Yaad aa gayi.
Ashik ban gaya,Mat karo waar, Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar. Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar, Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar. Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam, Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.
What was GOD's First Reaction when he made a Negro(African)? Socho... Dont know.. Oh! shit jal gaya!!
Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya, kuch zakhm judai ke aise mile k phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.
Arz hai: Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, mai dewana ho gaya,chand badalo mai kho gaya, maine badal hatne ka intjar kiya, tabtak chand kisi aur ka ho gaya..
Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin magar iss dil ko kyaa huaa, kyon bujh gayaa pataa nahin har ek din udaas din tamaam shab udaasiyaan kisi se kyaa bichar gaye k jaise kuchh bachaa nahin wo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thin qadam qadam safar mein ab koii bhii lab […]
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Funny Roman Urdu shayari celebrating the old year finally ending, blaming the world's cruelties on it before cheering in the new one. Lo ji Arz kia hai Dunya ne Kiye Bohat Zulm-o-Sitam. Wah Wah Dunya ne kiye Boht Zulm-o-Sitam. Khuda ki Qasam Ho Gaya 2026 Khatam! Happy New Year :-P
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .
Tried hard not to fall for anyone — then someone smiled while passing by and quietly settled inside the heart. Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Reflective Hindi New Year ghazal reviewing the year just gone — wins, losses, golden moments, and the accidents that shaped it. Koi Haar Gaya, Koi Jeet Gaya, 2013 Ka Saal Bhi Akhir Beet Gaya, Kabhi Sapnay Sajay Ankhonmain, Kabhi Beet Gaye Paal Baton Main, Kuch Sunahare Paal Bhi Thy, Kuch Haadsey Aur Jazbaat Bhi Thy, […]
Bohat Udas Hai KOi Shakhs Teray Janay sai, Ho Sakay To Lout aa Kisi Bahanay Sai, Tu Lakh Khafa sahi magar Ik Bar To Dekh, Koi Toot Gaya hai Teray Rooth janay sai...!!
Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!
New Year Roman Urdu SMS that closes with a prayerful dua to God, asking Him to let the old year go and fulfil the reader's dreams in the new one. Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne […]
A thief steals a Sardar's phone and runs — Sardar laughs, because the charger is still in his pocket and he knows exactly what that means. Ek chor sardar ka mobile lay kar bhag gaya sardar hasne laga dost: woh tumhara mobile lekar bhaga aur tum has rahe ho. Sardar: bhagne do charger to mere […]
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Ye dard mit gaya to phir? Ye zakhm sil gaya to phir...? Bichhar kar sochta hoon main, Wo phir se mil gaya to phir...? Main titliyon k shehar mein, Rahoon to mujh ko fiker hai... Wo phool jo khila nahi, Wo phool khil gaya to phir...? Tujhe bhi kuch nahi mila, Mujhe bhi kuch nahi […]
A convoluted family-chain brain teaser that winds through in-laws, grandchildren, and aunts before landing on a surprisingly close answer. Dimag hay To Jawab do:- Tumhare Bhai Ki Bhabhi Ki Saas Ke Bhai Ki Biwi Ki Saas Ke Pati Ke Jamai Ke Pote Ki Maa Ki Nanand Ka Bhai Apka kaun???
Bush's dog decides he's had enough and makes a dramatic political statement while sinking — a slapstick jab at cohabitation and loyalty. Bush ka "Kutta" bush se roth gaya, Ja k ganday nalay main doob gaya, Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay, Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay...:D
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]