You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » kis kis ko sms karon
kis kis ko sms karon
A self-deprecating brag about having too many admirers, struggling to decide who deserves today's SMS.
Is dil main taranay bohat hain,
Zindagi main bahane bohut hain,
Kis kis ko "sms" karon,
Is NAA.CHEEZ k deewane bohut hain
Related SMS
- Waqt-e-dua main ek dua karon
- Socha send karon aap ko diwali sms
- Kuch log bohut yaad aate hain
- Bohut bohat EID MUBARAK
- Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai
- Jis ki qurbat main karar bohut hay
- No one sets the limit for u
- Hum nazuk nazuk dil waley
- Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon
- Mulakat ka arman bohat hai.
- Hum chat par charhe patang urane ke bahane
- Is Faaslon Ki
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- Hum doston ko bohut buri saza dete hain
- Jo meri aankhon se Khuwab dekho
- Aqal kia hoti hai?
- ibadat main 2 chizain
- Ho sake to laut aa kisi bahane se
- Phir Kitna Hua Hai Asar Puchte Hain
- Yaad aate hain lifetime
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
- Main Roi To Nahi Hoon......
- Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila
- Mera RUB ibadat k layaiq hai
- Bohat Asaan Lagta Hay
- Hindi Shayari For Rose Day
- Aaj kajal jo lagaya to bohut yaad aaya
- Koi hay jo dua kia kerta hay
- Wo sunta to main kehta
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- Meri chahatain tumse alag kab hain
- Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai
Waqt-e-dua main ek dua karon, main rab se ek eltija karon, tu khush rahe, tu shaad rahe, teray dil ka angar abaad rahay, tu har pal yun hi hansa kare, tu phulon ki manind khila kare, teri zindagi main koi ghum na ho, teri aankh kabhi num na ho, tujhey kisi se koi gila na […]
Funny Roman Urdu/Hindi Diwali SMS about overslept, missed calls, and a last-minute SMS dispatched before anyone else gets there first. Raat ko jaldii say nendh aagai, Subah uthay to diwali aagai.. Socha send karon aap ko diwali sms, Daikha to aap ki miss call already aagai,
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main, Soay pare hain muddat se, Main raat gaye tuk jaogon to, Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi, Kuch khushbo jese lehje […]
Warm Roman Urdu Eid greeting from deep in the heart, praying for happiness, God's mercy, and success for the recipient and their whole family. Khushyon k is pur masarrat moqay per bohut bohat EID MUBARAK dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k... Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon […]
Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai, K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai, Udasi Ka Sabab Main Kiya Bataon? Gali Kochon Mein sannata bohut Hai, Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne, Tujhe Har Raah Mein dhunda bohut Hai, Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko, Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bohut […]
Jis ki qurbat main karar bohut hay us ka milna dushwar bohut hay jo meray hathon ki lakiron main nahin us shakhs say mujhey pyar bohut hay
Ur sky is as much as u'd want to reach, ur life is as lonely as u'd like to make; Ur joy is as much as u decide to feel, ur nite is as long as you decide to wake. No one sets the limit for u, no one can etch the span of the […]
Hum nazuk nazuk dil waley Kabhi hastey hain kabhi rotey hain Kabhi dil mein khwab parotey hain, Kabhi mehfil mehfil phirtey hain, Kabhi zaat mein gum ho jatey hain, Kabhi chup ki mohar sajatey hain, Kabhi geet labon par atey hain, Kabhi sab ka dil behlatey hain, Kabhi khud tanha ho jate hain, Kabhi shab […]
Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain Judayion Ki Har […]
jeene k lye dard ka samaan bohat hai, kuch roz se apna dil pareshan bohat hai, milte hain shabo-roz sabhi log hum se, aik tjh se mulakat ka arman bohat hai.
Hum chat par charhe patang urane ke bahane, Wo bhi chat par aayi kapde sukhane ke bahane, Uske mummy ne jo dekha ye haseen nazara, Jhadu le aayi wo bandar bhagane ke bahane.
In Faaslon ki Fikar main kyon karon Bhala? Bohat Door reh k bhi mere paas hai koi, Is soch main Dooba hai bohat dair se mera Dil. Kia Uske Dil main bhi Aisa Ehsaas hai koi?
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
Declares the worst punishment for friends is not a shoe-beating but being made to smell a sweaty sock. Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Wah wah..!! Irshad Irshaad..!! Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Joota nahin maartay, bus Moza sungha dete hain...
Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay K Laakh Chaho Na Hans sako gay Hazaar chaho na Ro Sako gay' K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh Mere Dukhon ki kitaab hain yeh Rifaqatain In main Chotti hain Mohabbatain in main Roothti hain Pinapti Hain In main Vahshatain […]
Sky and ocean each offer a grand definition of intelligence, and the recipient's response to the question proves they have none of it. Main nay pocha AQAL kia hoti hai? Aasman ne kaha: Bohut buland hoti hai Sagar ne kaha: bohut gehri hoti hai, Aap ne kaha: AQAL Hain, woh kia hoti hai? :-)
Roman Urdu quote from Hazrat Ali (R.A) naming his two most valued acts of worship: Fajr prayer in winter cold and Ramadan fasting in summer heat. Mujhey ibadat main 2 chizain bohut pasand hain, Sard mosam main FAJAR ki NAMAZ aur Garam mosam main RAMZAN k rozay {Hazrat Ali R.A}
A longing SMS urging someone to come back because everyone misses them — the real reason turns out to be the garbage piling up since they left. Bohut udas he her shakhs tere jane se, Ho sake to laut aa kisi bahane se, Tu lakh khafa sahi magar ik bar to dekh, Mohalay me Kitna […]
Ek Lamhe Me Unhone Zindagi Sawar Di, Doosre Lamhe Me Unhone Zindagi Ujad Di, Kusoor Unka Nahi Hamara Hai Un Do Lamho Mein Hamne Zindagi Guzar Di. Saza Dene Wale Raza Puchte Hain, Jeene Ki Humse Wajah Puchte Hain, Dete Hain Khud He Zahar Humko Aakar, Phir Kitna Hua Hai Asar Puchte Hain,
A warm Roman Urdu observation that people come and go every day, but a true friend is made once and remembered for a lifetime. Zindagi main log milte hain *EVERY TIME* Or ache lagte hain *SOME TIME* Dost bante hain *ONE TIME* Per yaad ate hain *LIFE TIME*
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat […]
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila Main Us Se Mangta Kia Khoon […]
Roman Urdu reflection attributed to Hazrat Ali (R.A) on worshipping Allah purely because He deserves it — not out of fear or desire for reward. Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Main dozukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Main ibadat […]
Kabhi Teri Rafaaqat Sey Nikalna Hi Nahin Mumkin Kabhi Daaman Chura Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Tum Roth'tey Ho To Ajab Mushkil C Parrti Hay Kabhi Tujhko Mana Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Samjha Karo Kuch Faisley Halaat Kartey Hain Kabhi Waaday Nibha Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Kuch Din Tumharey Bin […]
Romantic Urdu Rose Day SMS about wanting to send a rose but struggling to find words grand enough for what the beloved means. Aaj Rose Day Hai, Socha K Tumhe Ek Gulab Bhejun Lekin.! Kaise Kahun Ki Teri Ahmiyat Meri Zindagi, Tuh Jaise Mera Ek Jeeta Sa Khwaab Hai, Teri Awaaz, Teri Her Baat Aur […]
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya jo meri aankh mein kajal […]
Koi hay jo dua kia kerta hay, Apnon main mujhey bhi gina kerta hay, Bohut khush naseeb samajhtay hain khud ko hum, Door reh ker bhi koi yaad kiya kerta hay
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha, wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha. kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di, mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha. kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di, usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha. […]
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
My love was never separate from you — if you're in my heart where my heartbeat lives, I don't need anything else. Meri chahatain tumse alag kab hain, Dil ki batain tumse chupi kab hain, Tum sath raho dil main dharkan ki jaga, Phir zindagi ko sanson ki zarorat kab hai,
Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai jahan bhi jaoon yeh lagta hai, teri mehfil hai yeh aasmaan, yeh badaal, yeh raste, yeh hawaa har aik cheez hai apni jagha thikane pe kaii dino se shikayat nahi zamane se Yeh zindagi hai safar, tu safar ki manzil hai jahan bhi jaoon yeh lagta […]