You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Jaa tu mera bhai hai
Jaa tu mera bhai hai
Maine kaha dilruba,
Usne kaha paise dikha,
Maine kaha paise nahi,
Usne kaha aise nahi,
Maine kaha mehengai hai,
Usne kaha ja tu mera bhai hai.
Related SMS
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Door ka Bhai
- Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele
- Meri saadgi mera jurm hay
- Maa ki nand ka bhai aap ka kon?
- Altaf bhai jab school gaye
- Circuit:Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
- Circuit: abhi janay do na bhai itni purani baat
- Mera zikar na kerna...
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Mera ik shook tha
- Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare
- Haath us ney Mera Thama Ho ga
- Mera shehar hi chor do
- EXam's song by Munna bhai
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- Hai tu agar mera dilbar
- MUNNA BHAI: Monthly paas ka kya lega Mamu
- Mera RUB ibadat k layaiq hai
- Tumne to mera Dil hi Chura Liya
- Usne khoya wo jo sirf usi ka tha
- yeh mera dil samajhta hai....
- Mera chand to tu hi hay
- Phol barsao mera dost aya hai
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Sirf mera rahay!
- Dhoond laina mera haath pakar k mujhko
- Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
- Mera wohi mizaj wohi zoq hoga
- Pakistan, Pakistan & mera paigham pakistan
- Aik Pagal dusry se
- Mehil saji thi msgs ka tha daur
- Oye KHANA KHUL GAYA
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Pathan : yeh mera door ka bhai hai.. Man: door ka me samjha nahii Pathan: es ke aur hamare darmiyan 13 behn bhai hein..
Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele, Bhai ka khopdi boht tight he, Bol nikalu kya tera luky draw? bole to do-char SMS chipka dal mamu. Sender... Circuit Bhai!
Yahan chahton ka sila nahi, yahan dosti ka maza nahi, yahan janay kesi hawa chali, Rahi dostoon main wafa nahi, yahan jal gaya mera aashiana, Abhi badlon ko pata nahi, Teray dar pe dastak de sakon, ye haq to tum ne dia nahi, Main raahi hon raah-e-umeed ka, Mujhay manzilon ka pata nahi, Be bas […]
Dimag hay To Jawab do:- Tumhare Bhai Ki Bhabhi Ki Saas Ke Bhai Ki Biwi Ki Saas Ke Pati Ke Jamai Ke Pote Ki Maa Ki Nanand Ka Bhai Apka kaun???
Altaf bhai jab school gaye Teacher ne pucha? mere pas 4 apple hain, 5 bachon me kaise taqseem karein? ALTAF BHAI:ek bache ko urado:-D
CIRCUIT : Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai. MUNNA BHAI : Aye Circuit, who Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai. CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko. MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to […]
Circuit, "Bhai... bole to bachpan mein apun 20th Floor se gir gaya tha." Munna Bhai, "Aisa kya? To fir bach gaya tha ya mar gaya tha? Circuit, "Abhi jaane do na bhai itni purani baat... Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!"
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna... Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna... Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar... Tum raah guzaron se mera zikar na kerna... Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se... Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna... Shayad ye andhere hi […]
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
berukhe ke teer khana be mera ik shook tha dostoon ko azmana be mera ik shook tha dard un ka apnay senay se lagaya is leay k choot kha kar muskrana be mera ik shook tha
Mene kab chaha k wo zindagee mere name kare, Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare, Har roz kuch lamhe mujhe socha kare, Kab kaha meri yaad me subha sham kare
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga Khuvabon aur Khyaalon Mein Mera hi Chehra Tarasha Ho ga Raah Chaltey jo us ko Mera khyaal Aaya Ho ga Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh […]
wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do
EXam's song by Munna bhai: "Chanda Mama so Gaye, Student sarey jage. Dekho pakdo yaron, Ghadi ke kaante bhaage. Ek pariksha khatam,to duji shuru ho gayi MAAMU.
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Hai tu agar mera dilbar, Hai tu agar mera dilbar, To aaj ke lunch ka bill tu bhar
PRINCIPAL: Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500. MUNNA BHAI: Monthly paas ka kya lega Mamu
Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Main dozukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Main ibadat sirf iss liye karta hon k mera RUB ibadat k layaiq hai. (Hazrat Ali)
Patient to Nurse: ¢â‚¬ËI Love You¢â‚¬â¢ Tumne to mera Dil hi Chura Liya¢â‚¬Â. NURSE : ¢â‚¬Å“chal jhoota , . . Mene to sirf tumhaari Kidney churai hai¢â‚¬Â
Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao! Main hass diya kiyo ki ,sawal uski khushi ka tha. Maine khoya woh jo mera tha hi nahi, Usne khoya wo jo sirf usi ka tha..
k koi deewana kahta hai koi pagal samajhta hai, magar dharti ki be-chaini bas badal samajhta hai, tu mujhse dur kaisi hai main tujhse dur kaisa hun, yeh tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai
Teri JAN, meri JAN, meri jaan to tu hi hay, Log dekhain EID ka CHAND, mera CHAND to tu hi hay
Baharo phool barsao mera "DOST"aya hai. Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai. Barso tak thi jise pani se "ELERGY" Woh aaj "LUX" se nahaya hai.
Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi, To mere pyar ko bay hisaab pao gi, Paani k bulbule sa hai mera pyar, Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte rahen tere charo taraf, Tere hr simt khushbu ka daira rahe, Zindgi me teri sham aye nai, Ek chamakta damakta sawera rahe, Tu mere sang ho ye zarori nai Bs, Tu jahn b rahe sirf mera rahe,,"
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon, Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon, Dhoond laina mera haath pakar k mujhko, Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata […]
Mein woh nai k shaadi hoi or badal gia, Mera wohi mizaj wohi zoq hoga, Shade se pehle bhi mujhe shadi ka shoq ho ga, Shadi k bad bhi mujhe shadi ka shoq ho ga:p
Khuda ki khaas rehmat hai buzurgun ki bashaarat hai kayee nasloun ki qurbaani kaye nasloun ki mehnat hai asaasa hai jiyaaloun ka shaheedoun ki amaanat hai jab hee tareekh ne rakha hai is ka naam pakistan andheroun ko mitaaye ga ujaala ban k chaaye ga yeh qissa inqilaabi hai naye duniya banaye ga agar Allah […]
Aik Pagal: "Mujhe Katrina ne shadi k lye haan bol di hai" Doosra: "Dikha di na usne apni auqat. Main bhi itni asani se tallaaq nahi dunga." :-)
Mehil saji thi msgs ka tha daur, SMS maine kia tha kisi ne na kia GHOR, SMS mai paise lagey thay meray halal k, Or sab kanjoos keh rahay they 1 aur 1 aur
Ae insan zara soch wo kon sa waqt hote he jab Bhai Bhai ka nahi Beta Bap ka nahi Maa Beti ki nahi HOti? Jab SHADI haal me awaz aati he "Oye KHANA KHUL GAYA"