You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Tumne to mera Dil hi Chura Liya
Tumne to mera Dil hi Chura Liya
Patient tells a nurse she stole his heart; she corrects him — she only took his kidney.
Patient to Nurse: ¢â‚¬ËI Love You¢â‚¬â¢
Tumne to mera Dil hi Chura Liya”.
NURSE : “chal jhoota ,
.
.
Mene to sirf tumhaari
Kidney churai hai”
Related SMS
- Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai?
- Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
- Phir bhi aap nay door samajh liya
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- Yaad rakh ker meri dosti ko tumne
- Aur mujh hi say daman chura to na lo gay
- Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare
- Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta
- Dono aankho mein ashq liya karte hain
- Hotho se jo choo liya, ehsas ab tak hai
- Sun liya hum ne
- Kuttey nay kaat liya tha
- Mera zikar na kerna...
- Zoo walon nay dobara pakar liya kya?
- Mera ik shook tha
- Haath us ney Mera Thama Ho ga
- Liya ek kaghaz aur likha tera naam
- Meri saadgi mera jurm hay
- Hai tu agar mera dilbar
- Kaisa dard diya hay tumne
- Jaa tu mera bhai hai
- yeh mera dil samajhta hai....
- Mera chand to tu hi hay
- Phol barsao mera dost aya hai
- Mera shehar hi chor do
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Sirf mera rahay!
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- Mera RUB ibadat k layaiq hai
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Dhoond laina mera haath pakar k mujhko
An angry boss asks if you've ever seen an owl, watches you look down, then tells you to look up — and meet one. Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai? Executive (sar jhukate hue): Nahin sir. Boss: Niche kya dekh rahe ho ? Meri taraf dekho.
Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey bahoun mein apni sama lou mujhey Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey Dunya kay gamoun say ab chura lou mujhey Meri sab say gehri khuwahish hou puri Tum agar pass […]
Khamosh thay hum to magroor samaj liya, Chup hai hum to majboor samaj liya, Yehi aap ki khushnasibi hai ke hum itne qarib hain, Phir bhi aap nay door samajh liya.
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya, Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya, Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag, Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
Yaad rakh ker meri dosti ko tumne, Meri zindagi per ehsan kar diya, Is mobile mein yeh last rupiya tha, Daikh wob bhi tere naam kar dia,
Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata […]
Never asked for much — just think of me sometimes in the morning, sometimes at night. Mene kab chaha k wo zindagee mere name kare, Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare, Har roz kuch lamhe mujhe socha kare, Kab kaha meri yaad me subha sham kare
Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta Mandiron se chiragon ko bujha kar kuch nahi milta Koi aik adh sapna ho to phir accha b lagta hai Hazaron khwab ankhon mei saja kar kuch nahi milta Yeh accha hai ke aapas ke bharam na tootne payein Kabhi kabhi doston ko azma kar […]
Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....
Romantic setup about lips touching and a lingering sensation — the cause turns out to be a green chilli. Hotho se jo choo liya, Ehsaas Aab tak hai, Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain… Aur kyo na ho… Khayi Bhi to “HARI Mirchi…”-hai
Sun liya hum ne faisla tera Aur sun ker udaas ho baithey Zehan chup chaap ankh khaali Jaisey hum kianaat kho baithey
A husband carrying his wife's coffin explains a dog bit her; the long queue of men behind him are all waiting to borrow that dog. Husband apni wife ka janaza le ker ja raha tha. Janazay k aag 1 kutta or pche aadmiyon ki lambi line thi, Ek aadmi aakar pochta he,"Bhai yeh sab howa […]
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna... Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna... Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar... Tum raah guzaron se mera zikar na kerna... Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se... Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna... Shayad ye andhere hi […]
No visits... no calls.. no sms's... no letters... no missed calls.. I'm worried... kya hua zoo walon nay dobara pakar liya kya?
berukhe ke teer khana be mera ik shook tha dostoon ko azmana be mera ik shook tha dard un ka apnay senay se lagaya is leay k choot kha kar muskrana be mera ik shook tha
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga Khuvabon aur Khyaalon Mein Mera hi Chehra Tarasha Ho ga Raah Chaltey jo us ko Mera khyaal Aaya Ho ga Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh […]
A misleading romantic poem about sitting alone, writing your name, and drawing your portrait — that turns out to be a Wanted notice with a cash reward. Bethay thay teri yaad main tanha ek shaam, Liya ek kaghaz aur likha tera naam, Tasvir banai teri aur likha ye pegham, Zinda pakarnay walay ko 50,000 ka […]
Yahan chahton ka sila nahi, yahan dosti ka maza nahi, yahan janay kesi hawa chali, Rahi dostoon main wafa nahi, yahan jal gaya mera aashiana, Abhi badlon ko pata nahi, Teray dar pe dastak de sakon, ye haq to tum ne dia nahi, Main raahi hon raah-e-umeed ka, Mujhay manzilon ka pata nahi, Be bas […]
Hai tu agar mera dilbar, Hai tu agar mera dilbar, To aaj ke lunch ka bill tu bhar
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
A romantic approach that gets shut down the moment money comes up — no money means instant 'bhai' (brother) status. Maine kaha dilruba, Usne kaha paise dikha, Maine kaha paise nahi, Usne kaha aise nahi, Maine kaha mehengai hai, Usne kaha ja tu mera bhai hai.
k koi deewana kahta hai koi pagal samajhta hai, magar dharti ki be-chaini bas badal samajhta hai, tu mujhse dur kaisi hai main tujhse dur kaisa hun, yeh tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai
Romantic Roman Urdu Eid SMS telling the beloved: you are my moon — there is no need to search the sky for the Eid crescent. Teri JAN, meri JAN, meri jaan to tu hi hay, Log dekhain EID ka CHAND, mera CHAND to tu hi hay
Baharo phool barsao mera "DOST"aya hai. Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai. Barso tak thi jise pani se "ELERGY" Woh aaj "LUX" se nahaya hai.
wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi, To mere pyar ko bay hisaab pao gi, Paani k bulbule sa hai mera pyar, Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte rahen tere charo taraf, Tere hr simt khushbu ka daira rahe, Zindgi me teri sham aye nai, Ek chamakta damakta sawera rahe, Tu mere sang ho ye zarori nai Bs, Tu jahn b rahe sirf mera rahe,,"
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Roman Urdu reflection attributed to Hazrat Ali (R.A) on worshipping Allah purely because He deserves it — not out of fear or desire for reward. Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Main dozukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Main ibadat […]
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon, Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon, Dhoond laina mera haath pakar k mujhko, Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.