You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Mera wohi mizaj wohi zoq hoga
Mera wohi mizaj wohi zoq hoga
Mein woh nai k shaadi hoi or badal gia,
Mera wohi mizaj
wohi zoq hoga,
Shade se pehle bhi
mujhe shadi ka shoq ho ga,
Shadi k bad bhi mujhe
shadi ka shoq ho ga:p
Related SMS
- Ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai,
- Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Bhoolna tumhain na asaan hoga
- Wohi loog yaad aney lagey
- Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga
- Mera zikar na kerna...
- Us ki aadat wohi har baat adhori karna
- Har kamyabi pay aap ka naam hoga,
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Haath us ney Mera Thama Ho ga
- Kaun pagal hoga
- Bari fursat mein banaya hoga
- Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare
- yeh mera dil samajhta hai....
- Mera RUB ibadat k layaiq hai
- Mera ik shook tha
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
- Meri saadgi mera jurm hay
- Hai tu agar mera dilbar
- Tumne to mera Dil hi Chura Liya
- Jaa tu mera bhai hai
- Mera chand to tu hi hay
- Phol barsao mera dost aya hai
- Mera shehar hi chor do
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Sirf mera rahay!
- Dhoond laina mera haath pakar k mujhko
- Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
- Pakistan, Pakistan & mera paigham pakistan
Ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai aur soch ke aangan mai utarta bhi wohi hai, Jis nay mere jazbon ki sadaaqat ko naa jana ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai, Is dil ke kharabe se guzar kis ka hua hai ankhein bhi wohi hont bhi wohi lehja bhi wohi hai, Jo […]
Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga Mera Har Din Teri Us Raat Se Aacha Hoga Na Ho Yaqeen To Jhaak Lena Apni Doli Se Mera Janaza Teri Baarat Se Aacha Hoga
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Bhoolna tumhain na asaan hoga, jo bhule tumhain woh nadaan hoga. Aap to basti ho rooh mein hamari, Aap humain na bhulain ye apka ehsan hoga.
Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey
Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga, Dil ke kissi kone mein humare liye Pyaar hoga, Guzar rahi hai Raat unke Intzaar mein, Kabhi unko humara bhi Intzaar hoga.
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna... Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna... Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar... Tum raah guzaron se mera zikar na kerna... Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se... Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna... Shayad ye andhere hi […]
Us ki aadat wohi har baat adhori karna aur phir baat ka mafhoom badaltay rehna Janay kis umar mein jaye gi yeh aadat us ki Roothna mujh se, to auron se ulajhtay rehna
Har kamyabi pay aap ka naam hoga, Apke har qadam pay duniya ka salam hoga, Mushkilon ka samna himmat sey karna, Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.. Good Luck & All the best
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga Khuvabon aur Khyaalon Mein Mera hi Chehra Tarasha Ho ga Raah Chaltey jo us ko Mera khyaal Aaya Ho ga Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh […]
Boy:Darling Hamare pyar ke bare mein kisi ko mat batana. Girl: Sana ko to zaroor bataungi, kehti thi kaun paagal hoga jo tujhse pyar karega
Log kehte hain k khuda ney aapko badi fursat mein banaya hoga.... " simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Mene kab chaha k wo zindagee mere name kare, Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare, Har roz kuch lamhe mujhe socha kare, Kab kaha meri yaad me subha sham kare
k koi deewana kahta hai koi pagal samajhta hai, magar dharti ki be-chaini bas badal samajhta hai, tu mujhse dur kaisi hai main tujhse dur kaisa hun, yeh tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai
Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Main dozukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Main ibadat sirf iss liye karta hon k mera RUB ibadat k layaiq hai. (Hazrat Ali)
berukhe ke teer khana be mera ik shook tha dostoon ko azmana be mera ik shook tha dard un ka apnay senay se lagaya is leay k choot kha kar muskrana be mera ik shook tha
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Agar tum muhammad (s,a,w) ki ummat sey ho Tu Apney kirdaar ko itna buland karo K Doosrey log dekh kar kahain Agar ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
Yahan chahton ka sila nahi, yahan dosti ka maza nahi, yahan janay kesi hawa chali, Rahi dostoon main wafa nahi, yahan jal gaya mera aashiana, Abhi badlon ko pata nahi, Teray dar pe dastak de sakon, ye haq to tum ne dia nahi, Main raahi hon raah-e-umeed ka, Mujhay manzilon ka pata nahi, Be bas […]
Hai tu agar mera dilbar, Hai tu agar mera dilbar, To aaj ke lunch ka bill tu bhar
Patient to Nurse: ¢â‚¬ËI Love You¢â‚¬â¢ Tumne to mera Dil hi Chura Liya¢â‚¬Â. NURSE : ¢â‚¬Å“chal jhoota , . . Mene to sirf tumhaari Kidney churai hai¢â‚¬Â
Maine kaha dilruba, Usne kaha paise dikha, Maine kaha paise nahi, Usne kaha aise nahi, Maine kaha mehengai hai, Usne kaha ja tu mera bhai hai.
Teri JAN, meri JAN, meri jaan to tu hi hay, Log dekhain EID ka CHAND, mera CHAND to tu hi hay
Baharo phool barsao mera "DOST"aya hai. Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai. Barso tak thi jise pani se "ELERGY" Woh aaj "LUX" se nahaya hai.
wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi, To mere pyar ko bay hisaab pao gi, Paani k bulbule sa hai mera pyar, Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte rahen tere charo taraf, Tere hr simt khushbu ka daira rahe, Zindgi me teri sham aye nai, Ek chamakta damakta sawera rahe, Tu mere sang ho ye zarori nai Bs, Tu jahn b rahe sirf mera rahe,,"
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon, Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon, Dhoond laina mera haath pakar k mujhko, Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata […]
Khuda ki khaas rehmat hai buzurgun ki bashaarat hai kayee nasloun ki qurbaani kaye nasloun ki mehnat hai asaasa hai jiyaaloun ka shaheedoun ki amaanat hai jab hee tareekh ne rakha hai is ka naam pakistan andheroun ko mitaaye ga ujaala ban k chaaye ga yeh qissa inqilaabi hai naye duniya banaye ga agar Allah […]