You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Kaun pagal hoga
Kaun pagal hoga
Boy:Darling Hamare pyar ke
bare mein kisi ko mat batana.
Girl: Sana ko to zaroor bataungi,
kehti thi kaun paagal hoga
jo tujhse pyar karega
Related SMS
- Hum pe marta kaun hai?
- Pyar na rahe to wafa kaun karega
- Sabse loving kaun: TUM
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Bhoolna tumhain na asaan hoga
- Kab kaun kisi ka hota hai
- Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga
- Har kamyabi pay aap ka naam hoga,
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- kaisa pagal hai khud apne bare main pochta hai
- Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga
- Bari fursat mein banaya hoga
- 1 pagal American se
- Mera wohi mizaj wohi zoq hoga
- Ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
- Hum to pagal hain
- Aik Pagal dusry se
- Raqebano waiel ogora pagal ta
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- jaise sukhe gulab milte hain kitabo me
- A man received an unknown call..
- Golden words
- Aaj "TOM & JERRY" ki barsi hai
- Ullu ka patta
- EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Aise hi nashili nahi teri aankhen
- Lovers sitting in a park
- tenu mere naal pyar ho gaya !!
- Jitna pyar paya hai tumse
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Har Larki Aap Ko Pyar Se Kehti Hai
Pyar me maut se darta kaun hai Pyar ho jaata hai karta kaun hai Aap jaise yar par dunia qurban Aur aap puchte ho k, hum pe marta kaun hai?
Pyar na rahe to wafa kaun karega, Dost na rahe to dosti kaun karega, Khuda salamat rakhe tumhe varna, bandar ki tarah uchal-kood kaun karega
Sabse loving kaun: TUM, sabse sweet kaun: TUM, sabse cute kaun: TUM, in sab me TUM se zyada kaun: HUM lekin duniya me sabse acche dost kaun: HUM TUM
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Bhoolna tumhain na asaan hoga, jo bhule tumhain woh nadaan hoga. Aap to basti ho rooh mein hamari, Aap humain na bhulain ye apka ehsan hoga.
Kab kaun kisi ka hota hai Sub jhootey rishtey naate hain... Sub dil rakhney ki batein hain Sub asal roop chhupate hain... Ikhlaq se khali log yahan Lafzon ke teer chalate hain... I baar nigahon mein aakar Phir saari umar rulate hain... Who jis NE diye hain ashk humein AB us ko bhool hi jaate […]
Kabhi unki palkon se humara Intzaar hoga, Dil ke kissi kone mein humare liye Pyaar hoga, Guzar rahi hai Raat unke Intzaar mein, Kabhi unko humara bhi Intzaar hoga.
Har kamyabi pay aap ka naam hoga, Apke har qadam pay duniya ka salam hoga, Mushkilon ka samna himmat sey karna, Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.. Good Luck & All the best
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Wo mujhse meri udasion ki waja pochta he, kaisa pagal he dhalti rat k sannate ki wajah pochta hai, Wo mujhse meri barsati aankhon ki waja pochta hai, kaisa pagal hai barish k barasne ki wajeh pochta hai, Wo mujhse meri pasand k bare me pochta hai, kaisa pagal hai khud apne bare main pochta […]
Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga Mera Har Din Teri Us Raat Se Aacha Hoga Na Ho Yaqeen To Jhaak Lena Apni Doli Se Mera Janaza Teri Baarat Se Aacha Hoga
Log kehte hain k khuda ney aapko badi fursat mein banaya hoga.... " simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
1 pagal American se: Tum japanese ho na? Amr:Nahi, mein american hon Pg:Nahi tum japnese ho! A:nahi me american hon P:Nahi tum japnese ho A:han han me japnese hon P: Lagte to american ho:p:D
Mein woh nai k shaadi hoi or badal gia, Mera wohi mizaj wohi zoq hoga, Shade se pehle bhi mujhe shadi ka shoq ho ga, Shadi k bad bhi mujhe shadi ka shoq ho ga:p
Agar tum muhammad (s,a,w) ki ummat sey ho Tu Apney kirdaar ko itna buland karo K Doosrey log dekh kar kahain Agar ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi […]
Rat gehri hai dar bhi saktey hain Hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain Aap jo roothey to itna bhi na soocha Hum to pagal hain mar bhi saktey hain
Aik Pagal: "Mujhe Katrina ne shadi k lye haan bol di hai" Doosra: "Dikha di na usne apni auqat. Main bhi itni asani se tallaaq nahi dunga." :-)
Pa salgo salgo che ralam sta mehfal ta, Raqebano waiel ogora pagal ta, Taa che okatal pa sro stargo ghusa ke, qasam de hala me nazar sho grewan khpal ta.
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
barso baad na jaane kaun kaha hoga, hum dono me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hua to milenge khwabo me, jaise sukhe gulab milte hain kitabo me
A man received an unknown call.. Girl : hello do you have a gf?? Man : no, who are you darling? Girl : M ur girl friend Diana, hate u Again man got a call Girl : do u have a gf?? Man : yes darling Girl : m ur wife Alice, hate u Man […]
Golden words kabhi “zindagee‚ me kisi k “pyar‚ mai mat “rona‚ Q k wo tumhare “ansuon‚ k “qabil‚ nahe hoga or “wo‚ jo is “qabil‚ hoga, wo tumhe kabhi “rone‚ nahi dega.
Aaj "TOM & JERRY" ki barsi hai un ki yaad mein plz ye SMS kam se kum kisi 1 "CARTOON" ko zaroor send karo, me ne apna farz pura ker dia. ab aap ki baari hay
A 16 Year Old Boy Went To Drop An Unknown Aunty Ji To Her Home. Aunty: Beta, Raat Bahut Ho Gai Hai, Yahi So Jao, Bittu Ke Room Me Boy: Nahi Aunty Ji, Mai Guest Room Mein So Jaunga Next Day A Beautiful Girl Comes With A Cup Of Milk Boy: Aap Kaun? Girl: Ji, […]
Koi itna Chahe Tumhe to batana, Koi tumhare itne Naaz uthaaye to Batana, EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse, Koi Hamari tarah kahey to batana
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Jab khuda ne tujhe banaya hoga, ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.. Aise hi nashili nahi teri aankhen, jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga...
Lovers sitting in a park, boy tries to kiss the girl.. Girl says No dear not all this before marriage.. Boy: Don€™t worry darling €I am already married€.:p
Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!
Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai. Jane who kaun se khoobi hai aap mein ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai..
Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Aankhon Me Sharafat, Chaal Me Nazakat, Dil Me Sachai, Cheray Par Safai, Isi Liye Tou . . . . . Har Larki Aap Ko Pyar Se Kehti Hai "BHAI"