You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Insult SMS » Pyar na rahe to wafa kaun karega
Pyar na rahe to wafa kaun karega
Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
bandar ki tarah uchal-kood kaun karega
Related SMS
- New year party me "Lungi" Dance kon karega....
- Kaun pagal hoga
- Hum pe marta kaun hai?
- Sabse loving kaun: TUM
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- Bewafa waqat se wafa mange
- Jo palpal chalti rahe
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Lohri wish karega kab?
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Wafa dil ko dukahati hai.
- 1000 ka note dun to kiya karega?
- Pyar se tab tak pyar na karo
- Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho
- Tujhey be-wafa bana dia
- Iqrar-e-wafa tum ne nahi karna
- Kab kaun kisi ka hota hai
- ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki
- Milte rahe to ZINDA rahenge
- Safalta Kadam Chumti rahe,
- Koi gila, koi shikwa na rahe aapse
- Woh khud ko bay-wafa nahi kehtaa
- Pyar ko mut chupao...
- meri wafa ka un per koi asar nahin hai
- Sardarni: Ji 2si gaddi eni tej kyu bhja rahe ho?
- Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
- Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
- Jitna pyar paya hai tumse
- Aap ko goodnight kehne k liye jag rahe hain
- 1960s Girl: Pehla pehla pyar hai
- Kaash koi hum par bhi pyar jatata
- Wafa ruswa nahi karna...
- Ye ishq-o-muhabbat mehr-o-wafa
Meri hasi ka hisab kon karega. Meri Galti ko Maf kon karega... E-khuda mere dosto ko salamat rakhna Warna New year party me "Lungi" Dance kon karega....
Boy:Darling Hamare pyar ke bare mein kisi ko mat batana. Girl: Sana ko to zaroor bataungi, kehti thi kaun paagal hoga jo tujhse pyar karega
Pyar me maut se darta kaun hai Pyar ho jaata hai karta kaun hai Aap jaise yar par dunia qurban Aur aap puchte ho k, hum pe marta kaun hai?
Sabse loving kaun: TUM, sabse sweet kaun: TUM, sabse cute kaun: TUM, in sab me TUM se zyada kaun: HUM lekin duniya me sabse acche dost kaun: HUM TUM
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
Bewafa waqat se wafa mange, Chhod! e dost tu e kya mange ! Doston se bhi dil nahi barham, Bas isi zurm ki saza mange ! Maut aaye to zindagi chahe, Zindagani me jo kaza mange ! Be-hijabi bhi be-wafayee hai, Aayeena parda-e-wafa mange ! Ab to khud ko mita liya hamne, Aur kya ab […]
Jo palpal chalti rahe, use zindagi kehte hai, jo harpal jalti rahe, use roshni kehte hai, jo palpal khilte rahe, use mohabbat kehte hai, jo saath na chode, use dosti kehte hai
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
*_H_A_P_P_Y_* *_L_O_H_R_I_* (IN ADVANCE) Bcoz KABIR JI ne kaha tha- kal kare so aaj kar, aaj kare so ab.. Pal mai LOHRI aayegi, fir tu wish karega kab??
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Wafa ka naam na lo yaron, Wafa dil ko dukahati hai. Jub bhi Wafa ka naam lete hi, hume ek bewafa ki yaad Aati hai
1 kanjoos dosray say: Aaj main ney ek jaan bachai. Wo aise bachai k Faqeer sai pocha: 1000 ka note dun to kiya karega? Wo bola, Khushi se mar jaunga. Main nay kaha ja nahin deta:p
Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)"
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya.
Tumhe zid hy k iqrar-e-wafa tum ne nahi karna Meri taqdeer mein rang-e-HinA tum ne nahi bharna Tumhe manzoor he shayad mera ghut ghut k he marna Tumhare faisaly per ab,sar-e-tasleem kham hoga Main apny hont see loon ga Yu he bekaif gee loon ga Tumhare hijer ki tasveer ko dil main saja loon ga […]
Kab kaun kisi ka hota hai Sub jhootey rishtey naate hain... Sub dil rakhney ki batein hain Sub asal roop chhupate hain... Ikhlaq se khali log yahan Lafzon ke teer chalate hain... I baar nigahon mein aakar Phir saari umar rulate hain... Who jis NE diye hain ashk humein AB us ko bhool hi jaate […]
jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye, khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye, ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki, afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.
Aksar logo ko kehte suna tha ke zinda rahe to phir milenge, magar aapse milne ke baad ye mehsoos kiya ke milte rahe to ZINDA rahenge
Safalta Kadam Chumti rahe, Khushi Aaspas ghumti rahe, Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye, Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Koi gila,koi shikwa na rahe aapse, yeh aarzoo hai k silsila rahe aapse, bas is baat ki badi umeed hai aapse, khafa na hona agar hum khafa rehein aapse.
Woh kehta rehta hay, bari majbooriyan hain waqt ki Saaf lafzon mein woh khud ko bay-wafa nahi kehtaa
Pyar ko mat chupao, usay zarorut hay jatanay ki Apni pratibhaon ko mat chupao, unhe zarurat hai barhanay ki, Ab aur perfume mat lagao, tumhe zarurat hai nahane ki
Mein ghamzada hoon lekin meri aankh tar nahin hai Mujh par kya hai guzri un ko khabar nahin hai un ka salook dekh ker hairat zada hai dil k meri wafa ka un per koi asar nahin hai.!
Sardarni: Ji 2si gaddi eni tej kyu bhja rahe ho? Sardar: Areh,gaddi di break fail ho gayi hai, is sey pehley k accident ho jae, jaldi jaldi ghar pohunchain gay!
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai.
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Karna Hai.
Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai. Jane who kaun se khoobi hai aap mein ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai..
Hum na hote to aap kho gaye hote, Apni zindgi se ruswa ho gaye hote! Yeh to aapko GOOD NIGHT kehne, K liye jaag rahe hain, warna hum to kab k so gye hote!!!
1960s Girl: Pehla pehla pyar hai, chai bahar hae, aja more sajna tera intzar hy. 2004 Girl: dusra/teesra pyar hai. dil bekrar hai, aja morey sajna varna chautha tayyar hai.
Kaash koi hum par bhi pyar jatata, Hamari aankhon ko apne haathon se chhupata. Hum jab poochte kaun ho tum? Muskura kar woh apne aapko hamari jaan batata.
Wafa ruswa nahi karna... Suno aisa nahi karna Mai pehle hi akela hu Muje tanha nhi karna, Judai aa b jaye to Ye dil chota nhi karna Bohat musroof ho jana Muje socha nhi karna, Barosa b zarori hai Magar sub ka nhi karna Muqadar to muqadar hai kabi shikwa nahi karna Meri takmeel tum […]
Alfaz kay jhootay bandhan mein Aghraz kay gehray pardon mein Har shakhs muhabbat kerta hai Hala kay muhabbat kuch bhi nahi Sab jhotay rishtay naatay hain Sab dil rakhnay ke batain hain Sab asli roop chupatay hain Ehsas se khali loog yahan Lafzon kay teer chalatay hain Ik bar nazar mein aa kar wo Phir […]