You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Insult SMS » isi liye main usay le ja raha hon
isi liye main usay le ja raha hon
A father-and-boyfriend exchange where dad objects to his daughter spending her life with a donkey — and the boyfriend's reply lands the twist.
Girl's father: "main nahin
chahta k meri beti apni pori
zindagi ek ghaday k sath guzaray"
Boyfriend:"Bus, isi liye main
usay yahan se le janey aaya hon."
Related SMS
- main tumharey liye sub kuch chor du gi
- Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon
- Dil main halka sa shoor ho raha hay,
- Sari umar ankhon main ik sapna yad raha
- Main hamesha aap k liye eik ehsas hon
- Usay mein ne hi likha tha
- Kia usay bhi hamara khayal aata hai
- Sada Muuskurate raha Karo
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- Main Roi To Nahi Hoon......
- 1 bhoot dosray ko samjha raha tha
- Dil main koi malal bhi nahin
- Main maa Bannay wali hoon
- Baahon me teri rehna main din raat chahta hoon.
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- Fursat se sochta hay usay
- Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
- Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena
- Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Sirf tere liye hain
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Guddu gana ga raha tha
- Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai
- bina good night kahey so raha hai.
- Main na mil sakon jo tum se
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- Beti bari ho kar kia bano gi?
- Aap k haath main mobile hai..
- Girl: if u will try 2 kiss me, main shore macha dungi
- Kuch to khas tha hato ki lakeer main
- Dr. Main patla hona chahta hun
- Akaila mehsos kero jub tanhai main
A girl pledges to give up everything for her boyfriend — parents, food, the whole world — right up until he mentions Star Plus. Girl:mai tumharey liye sub kuch chor du gi Boy: ma baap Girl:Yes Boy: khana penna Girl: Yes Boy: sari dunya Girl: Yes Boy:Star Plus Girl: apna mou sambhal kar baat karo...!!!
Loves him completely — dark-skinned and not conventionally pretty, but the world still burns with jealousy at their match. Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay
A sweet Roman Urdu good night from someone whose heart goes restless without a message from a dear friend before sleeping. Dil main halka sa shoor ho raha hay, Bina SMS Dil bore sa ho raha hay. Kahin aisa tou nahin aik pyara sa doost. GOOD NIGHT kiyay bina soo raha hai.
Sari umar ankhon main ik sapna yad raha, sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha, na janey kya bat the un main, sari mehfil bhul gayi hamein, bas wohi chehra yad raha.
Udaas na hona kion k main sath hon, Samnay na sahi per aas paas hoon, Aankhon ko band karo dil se yaad karo, Main hamesha aap k liye eik ehsas hon,
Jo lehjay barf ho jayen, to woh pighla nahin kartay, Parinday dar k urr jayen, to woh lota nahin kartayy, Yaqeen uth jaye to shayu, kabhi wapas nahin aata, Hawaon ka koi toofan, kaabhi baarish nahin laata, jo dil aik baar totay to, kabhi woh jurr nahin pata, usey mein ne hi likha tha, us […]
Fursat main jub kabhi wo yaad aata hai, Dil main sirf aik hi sawal aata hai, Yaad kartay hain jisay hum..!!! kia usay bhi hamara khayal aata hai
Meri Laghzishen na Chuna karo Meri Ghaltiyan na Gina Karo, Ye Qadam Qadam ki Hudood kya Mere sath sath chala karo, main khulay mizaj ka shakhs hoon main takallufat se Marwa, ye jo Mehrbani ka lafz hai, ise tum na mujh se kaha karo, Kahin tum na ho jao besakun koi Bad'dua na tumhain lage […]
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat […]
Khofnaak andheri raat k sannatay main ek bhoot dosray bhoot ko samjhra raha tha: bhai ghabra mat, ye sub tere dimagh ka waham hai, pathan wathan kuch nahin hote.
Dil main koi malal bhi nahin, Us se koi gila nahin, jo sath day k bhi sath nahin, Us ki khushion ki mangi hai dua, Yeh alag bat hay k meri zindagi us ka sawal hai k nahin
Girlfriend announces she's going to be a mother; boyfriend panics, then learns she's marrying his father. Premika premi se: main maa Bannay wali hoon. Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho. Premika: haan Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar […]
Romantic Hindi Hug Day SMS expressing a wish to live in the beloved's arms day and night, having broken every rule to get there. Dekha hai jab se tumko, mera dil nahi hai basme Jee chahe aaj tod doon duniya ki saari rusmein Tera haath chahta hoon, tera saath chahta hoon Baahon me teri rehna […]
Every heartbeat, every smile — all for one person, with a life now spent waiting for them. Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Wo tu milta hay mujhse mehdood se lamhon me Faraz Yeh DIL hay kitni fursat se sochta hay usay
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho […]
Miley Har Qadam PAy Rafaqat Tmhari Kahan Hum Kahan Yeh Inayat TUmhari Humein Chahiye Bas Taluq Tumhara Muhabbat Miley Ya Adawat Tumhari Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena Barri Dil Nasheen Hai Yeh Adat Tumhari NA Dekha Jahan Mein Aur Koi Tumsa Barri Munfarid Hai Tabiyat Tumhari Humein Zindagi K Kathan Raston Mein Hemesha […]
Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay bhalay kitni bhi mushkil ho magar aisa nahi kartay mohabbat mein shikayat ka kahin dastoor hota hay gila kar kay mohabbat ko kabhi ruswa nahi kartay wafa'ain dar haqiqat mein bari anmol hoti hain kabhi apni wafa'aon ka sila maanga nahi kartay
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
Straightforward Roman Urdu romantic SMS listing love, prayers, and devotion as all exclusively yours. Meri mohabbat Meri wafain Meri duain Meri adain Meri yeh dolat Meri yeh shohrat Sirf tere liye hain, Sirf tere liye hain
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Guddu sings a song about the sky above him — Pappu beats him up because Aasma happens to be his sister's name. Guddu gana ga raha tha, "aaj main ooper Aasma neechay" To Pappu nay Guddo ko bohut maara, Bhala kion??? kion k Aasma pappu ki behan thi. hehe:p
Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai jahan bhi jaoon yeh lagta hai, teri mehfil hai yeh aasmaan, yeh badaal, yeh raste, yeh hawaa har aik cheez hai apni jagha thikane pe kaii dino se shikayat nahi zamane se Yeh zindagi hai safar, tu safar ki manzil hai jahan bhi jaoon yeh lagta […]
A teasing Roman Urdu good night wondering how a dear friend could possibly fall asleep without saying good night first. raat khamosh hai chand bhi khamosh hai, par dil main shore ho raha hai, kahin aisa to nahi ek pyaara sa dost, bina good night kahey so raha hai.
A ghazal asking to not be searched for, not be longed for — if he can't meet, don't make it harder. Main na mil sakon jo tum se, meri justujo na karna Tumhain meri hi qasam hay, meri arzoo na karna Mujhy jis se thi muhabbat, use thi ajab si adat Kabhi mounh phair lena, […]
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
A father asks his daughter what she'll be when she grows up, and mom gently corrects the order of her plans. Father asked beti: "Tum bari ho ker kia karo gi?" Beti:" Maa banun gi, study karon gi, shari karon gi, bus or kia?" Mom:"Beti jo marzi kerna per zara tarteeb seedhi rakhna";-)
A mock-offended SMS to someone who has a phone, a full inbox, and plenty of messages — yet never sends a single reply. Aap k haath main mobile hai.. Chehray pay khubsorut c smile hai... SMS ki achi khasi File hai... Phir bhi SMS nahi karte... yaar, yeh kaun sa stupid style hai?
Girl: if u will try 2 kiss me, main shore macha dungi. Boy:Lekin yahan to dur tak koi nahi hai. Girl: i know but formality to poori karni hi padegi..
Tanha tha is duniya ki bheer main Socha koi nahin mery taqdeer main Aik din aap ne dosti ka hath barhaya To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main
A fat man asks for help losing weight, the doctor cuts his rotis from twelve to four, and the man has an immediate follow-up question. Fat man: Dr. Main patla hona chahta hun Dr.: tum rotiyan kitni khate ho? Man: 12 Dr.: aj se tm 4 roti khao ge. Man: in ko bad me khana […]
Akaila mehsos kero jub tanhai main, Yaad meri ayai jub judai main, Mehsos kerna tumharay hi paas hon main, Jub chahey daikh laina apni hi perchai main.