You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Hug Day SMS » Baahon me teri rehna main din raat chahta hoon.
Baahon me teri rehna main din raat chahta hoon.
Romantic Hindi Hug Day SMS expressing a wish to live in the beloved's arms day and night, having broken every rule to get there.
Dekha hai jab se tumko, mera dil nahi hai basme
Jee chahe aaj tod doon duniya ki saari rusmein
Tera haath chahta hoon, tera saath chahta hoon
Baahon me teri rehna main din raat chahta hoon.
Happy Hug Day Sweetheart
Related SMS
- Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
- Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein
- Teri zulfo mein kho jaana chahata hoon...?
- Main Roi To Nahi Hoon......
- Dr. Main patla hona chahta hun
- Main churail hoon
- Main tumse kuch kahna chahta hun,
- Main maa Bannay wali hoon
- Ankhain teri raat ko jaagna chor dain
- Ek baar le lo baahon mein Saajna
- Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon
- Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon
- Faqat ek baat kehna chahta hun
- Chandni raat main jab sara jahan sota hai
- Khareed skta hoon
- Jaisa tu chahta hay ab mujhey wesa kar de
- Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon
- Jub teri dhun main jiya kertay thay
- Juda honay se darta hoon
- Jo aap ka dil chahta hay, new year
- Raat ko raat ka tohfa nahin dete
- Ham say chahta tha k hum iltija karain
- Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon
- Humari ghaltion ko bhulaate rehna
- Aik hi shehar mein rehna magar milna nahin
- Door jate howe logoo ko bulate rehna.
- beetay howay khud pay sitam likh raha hoon
- Aagar Raat Ko koi...
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar
- Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu
- A beggar- 'Oh sundari ! Andha hoon.
- Men CHAAND Hoon Insaan Nahi
Iss baar kuch aisa mein chahta hoon Tum ko apna banaana chahta hoon Bhula kar apne sab gham Tumhe dilse apnana chahta hoon Tumhe tumhari ijazaat se Apne dil mein basana chahta hoon Apne naam k saath joar kar tumhara naam Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane Tumhe […]
Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.
Opens like a swooning romantic SMS about getting lost in someone's hair — derailed because they've applied so much oil he keeps slipping. Teri zulfo mein kho jaana chahata hoon...? Par tu tel hi itna lagati hai ki har bar fisal jata hoon..
Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat […]
A fat man asks for help losing weight, the doctor cuts his rotis from twelve to four, and the man has an immediate follow-up question. Fat man: Dr. Main patla hona chahta hun Dr.: tum rotiyan kitni khate ho? Man: 12 Dr.: aj se tm 4 roti khao ge. Man: in ko bad me khana […]
A witch stops a Sardar in a jungle and announces what she is. Sardar says he knows — one of them lives at his house. A sardar passing through a jungle. A churail stops him & says: HOO HOO HA HA,Main churail hoon. Sardar: janta hoon teri ek behan mere ghar main bhi hai.
A classic setup-and-twist SMS that builds toward a tender romantic confession, then pivots to a patriotic punchline at the last moment. main tumse kuch kahana chahata hu, wahi baat jo dil ko chu jaye, wahi pyar ke 3 ilfaz "MERA PAKISTAN ZINDABAD"
Girlfriend announces she's going to be a mother; boyfriend panics, then learns she's marrying his father. Premika premi se: main maa Bannay wali hoon. Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho. Premika: haan Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar […]
khoobsurat aankhain teri raat ko jaagna choor day, khud ba khud neend aa jayegi tu mujhey soochna choor day. Good Night
Romantic Hindi Hug Day SMS about silent conversations and a heart that always stops itself just before saying 'hold me'. Man hi man karati hu baatein Dilki her ek baat kah jaati hu Ek baar le lo bahon mai ab to sajna Yahin her baar kahte kahte, ruk jaati hu!!! Happy Hug Day 2020
Loves him completely — dark-skinned and not conventionally pretty, but the world still burns with jealousy at their match. Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay
Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain Judayion Ki Har […]
Faqat ek baat kehna chahta hun Teri ankhon main rehna chahta hun Bohat jaag chuka hun tere hijr main Tere anchal main sona chahta hun Zamane bhar ki khushian aur ter gham Ye gham kuch aur sehna chahta hun
Chandni raat main jab sara jahan sota hai kisi ki yaad main koi badnaseeb rota hai
cheshem-e-purnam khreed skta hoon zulf-e-berhem khreed skta hoon tu jo ger apna bna le much ko tera her gham khreed skta hoon.
Roman Urdu supplication asking Allah to reshape the speaker's character and decisions to match His will, acknowledging the current state was self-made. Ae-Allah iss se pehlay k yeh duniya mujhey ruswa kar de, Tu meray jis meri rooh ko acha kar day, Ye halat apni jo main ne khud banai hay magar, Jaisa tu chahta […]
Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.
Jub teri dhun main jiya kertay thay, hum bhi chup chaap phira kertay thay, Aankhon mein pyaas howa kerti thi, Dil mein toofan utha kertay thay, Loog aatay they ghazal sunne ko, Hum teri baat kia kertay thay, Such samajhtay they teray wadon ko, Raat din ghar mein raha kertay thay, Woh bhi kia din […]
Lahoo ronay se darta hoon , juda honay se darta hoon , Meri aankhain batati hain k main sonay se darta hoon .. Meri unggli pakar laina mujhe tanha nahi karna, Ye dunya aik maila hai tumhain khonay se darta hoon... Jo hansti ho tu kyun palkoon k goshay bheeg jatay hain , Tumhain maloom […]
Warm Roman Urdu New Year SMS wishing that whatever the reader's heart truly desires, this year finally delivers it. Har saal aata hai, Har saal jata hai, Iss saal aapko wo sab mile, Jo aapka .+""+.+""+. + DIL + "+. .+" "+" Chahta hai *Happy New Year*
Raat ko raat ka tohfa nahin dete, dil ko jazbat ka tohfa nahin dete, hum to tumhe chand bhi de dete, lekin chand ko chand ka tohfa nahin dete.
Kamzoor badbaan hay, hawa taiz kia karain Aa apni kashtiyon ko supurd-e-khuda karain ! apni tabahiyon main hi jub apna haath ho phir dhushmano k waastay kiya bad-dua karain Shaki-e-namurad ko tarsaya umer bhar Ham say chahta tha k hum iltija karain Hamnay yun ghurbaton main raat bitayee hay sanam, Bhookay faqeer ko ab rukhsatzada […]
A Roman Urdu love message swearing every moment to one person. For when Urdu says what English cannot quite manage. Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apne javen ka her aik pal tumharay naam karta hoon, Samait sako gay na jisay tum ta qayamat, Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon.
Humari galatiyon ko bhulaate rehna, Zindagi bhar dosti nibhaate rehna. Agar hum na chal sake aap ke saath to aap hi kadam se kadam milaate rehna.
Baaton baton mein bicharnay ka ishara ker k Khud bhi roya woh bohut hum say kinara ker k Sochta rehta hon tanhai mein Anjam-e-Khuloos Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobarah ker k Jagmaga di hain teray shehar ki galiyan mein nay Apnay her ashk ko palkon pay sitara ker kay Daikh laitay hain chalo hosla apnay […]
Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna. Jub b barish ho mera soog manate rehna. Tum gay ho to sari shaam ye adat tehri. Bus kinare pe khare hath hilate rehna. Jane is dil ko ye adab kahan se aaye. Us ki rahoo me nigahoo ko bichate rehna. 1 modat se ye maamool howa hai […]
Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.
A romantic midnight scene — someone entering your room, touching your face — before pivoting hard into a mosquito repellent brand. Agar raat ko koi Aapke kamre me Aaye, Tumhare Badan ko chume, Gaalo ko kiss kare, toh Romantic maat bano, . . . . "MOSPEL" lagao MACHHAR BHAGAO...
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar, Kyon yeh kinaro se takra kar palat jati hain, Karti hain vo kinare se bewafai ya fir sagar se wafa nibhati hain.............?
Punjabi Eid greeting wishing the recipient lasting laughter, no sorrow nearby, and adding one request: let the sender's own lifespan be added to theirs. Rabb kare tu sada hasdi rahe, koi dukh tere nere vi na aave, hor ki dua manga rabb to, tenu sadi vi umar lag jaave!!! Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu
A blind beggar calls a woman beautiful and asks for money. Husband's verdict: he must genuinely be blind. A beggar- 'Oh sundari ! Andha hoon. Sawa paanch rupya de de.. "Husband said 2 his wife- De de, tujhe sundari bola hai to har haal mein andha hai..."
Raat Ka Aakhri Pehar Tha...! MuJh Se Chaand Ne Kaha' Humnasheen Alvida' MuJh Ko Neend Aa Rahi Hai' Kal Milain Ge isi Jagah' Men Sun Kar Muskura Diya' Us Ko Batla Diya' Jaanay walay Lout'tay Nhi' Tum Nhi aao Ge' MuJhe Hai Yaqeen' Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gaya' Aur Kehnay Laga' Tum Se […]