You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Jiska jesa zarf wesi uski takhleeq.
Jiska jesa zarf wesi uski takhleeq.
Barish ka qatra seepi or sanp dono k muu mein girta hey
jab k sanp usay zeher bana deta hay,
or seepi usay moti,
Jiska jesa zarf wesi uski takhleeq.
HAZRAT ALI(R.A)
Related SMS
- Jesa karo gay, waisa bharo gay
- Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
- Main sun k uski sub batain
- Uski yaad her pal aa jaati hay...
- Yah uski bezubaani ka sila hai
- Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha.
- ta'ajub hay maut per uski koi roya tuk nahin
- Jahan meri aur USKI paheli mulakat thi
- Intikhab karna hay
- Badla Lena Meri Fitrat Mein Nahin SAAQI,
- Be-zabano ko jub wo zaban deta hay
- Gulab ka phool bano!
- Pyase ko 1 qatra pani kafi hai
- Meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?
- Hansty Me Rula Deta Hai
- Ishq ne hume Rula Diya
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Jane kis baat ki mujhko saza deta hai
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Bikhray ashkon k moti bana na sakay,
- jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta
- Din ki roshni main "RIZQ" talash karo
- Husband wife mein larai hoi
- TEHREER MEIN THA
- Aur mujh hi say daman chura to na lo gay
- Sharabi ilzam sharab ko deta hai,
- Maana waqt ney ki hai bewafai tujhse
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Pehle woh meri girlfrnd thi
- Tang-dasti, dozakh, maal aur jannat
- Suraj bana tu badal banay
- Dono aankho mein ashq liya karte hain
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
Teacher:Story sunao Sardar:1 din hum un k ghar gaye to woh soye howay thay 1 din wo hamare ghar aye to hum soye howa thay. Jesa karo gay, waisa bharo gay
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to Muskra key manayee, woh aisa ho Jo baat karey to woh nibha bhi […]
Main sun k uski sub batain, Faqat itna hi kehta tha, Khafa hona mana laina, Yeh sadiyon say riwayat hay, Gilay shikway karo mujh say, Tumhain janan ijazat hay, Magar ik baat meri bhi, Tum yaad rakh laina, Kabhi aisa bhi hota hay, Hawa'ain rukh badalti hain, Khata'ain ho hi jati hain, Khafa hona bhi […]
Kion kisi ki khamoshi mujhey khamosh ker jati hay, Kion uski udasi mujhey udas ker jati hay, Kia rishta hay uska mera jo mujhey, Uski yaad her pal aa jaati hay...
Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai, Khuda jaane woh mujhse kyon khafa hai ! WO chehra gam se kumhlane na paye, Mere hoton pay ab bhi ye duaa hai ! Tabassum hai labon pe dil me nafarat, Yahi iss daur ka nakse wafa hai ! Judaa hokar bhi sabke sath Hun mai, […]
Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha....?
Ek jazba khak hua dil ki gehrayion me kahin ta'ajjub hai maut par uski koi roya tak nahin, sahil se to chale the sath me hamsafar banker sagar ne duboya hum hi ko unhe to bhigoya tak nahin, ankhon me zinda khuwab thay ya khuwab me zinda ankhen, tutne k bad hi jana ki unhone to sanjoya […]
Shaam udas thi‚ subaah udas thi, kafan me lipti‚ hue meri laash‚ thi, aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana, jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
Be-khuloos logo'n se Ijtinab karna hay Mujhy apne rishto'n ka Ehtisab karna hay Usay bhool jana hay ya Usay yaad rakhna hay Dukh tou ek jesa hay bs Intikhab krna hay
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main Yunhi Her Aik Se Be-Rabt Nahin Milta, Her Aik Shakhs Ko Us Ka Mayyaar Deta Hoon..! Main Gham Ki Kashti Ko Dabona Nahin Chaahta, Bojh Barrh Jaye To Kuch Utaar Deta Hoon..! Khushiyan Koi Maangey To Muft Deta […]
Be-zabano ko jub wo zaban deta hay, Parhne ko phir wo QURAN deta hay, Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko, Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN deta hai
Gulab ka phool bano! Q k yeh phool us k hath mein bhi khusbu chor deta hai jo isay masal kar phaink deta hai.
Pyase ko 1 qatra pani kafi hai, ishq mein 4 pal ki zindgani kafi hai. Dubney ko samander mein jayain kahan, unki palkon sey tapka wo pani kaafi hai.
Tofani barish mein rat ko, shop per 1 admi pizza lenay aaya SHOPKEEPER: Aap married hein? Admin:Is tofani barish mein kia meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?
Wo Jo Milta hy to Har Dard Bhula Deta hy, Jany kia Bat hai Dil Usko Dua Deta hy, Wo Muje Pyar Se Roty me Hansany Wala, Yaad Ata Hy To Hansty Me Rula Deta hy.
Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
Jane kis baat ki mujhko saza deta hai, meri hasti hui ankhon ko rula deta hai. Ek muddat se khabar bhi nahi teri, koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Bikhray ashkon k moti bana na sakay, Teri yaad main sari raat soo na sakay, Bheeg na jayai aanso'on main tasveer teri, Bas yehi sooch ker hum roo na sakay...
jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi deta bat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka woh piar se […]
Din ki roshni main "RIZQ" talash karo, aur RAAT ki tariki main "USAY" talash karo jo tumhain "RIZQ" deta hai.
Husband wife mein larai hoi, Husband ghar se chala gaya, Husb:Rat ko phone pay,"Khanay mein kia hai" Wife:Zeher. Husb:Mai dair se aonga, tum kha kar so jana:D
Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha, Koi chehra tha magar chaand ki tamseel mein tha, Yaad karta hu kahan bhool k aya hu usay, Aisa hi aks meri soch ki zambeel mein tha, Baat kia thi ye mujhe achi tarah yaad nahi, Haan aap ka zikr b tha aur bari tafseel […]
Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata […]
Sharabi ilzam sharab ko deta hai, aashiq ilzam shabab ko deta hai. Koi nahi karta qabul apni bhul, kanta bhi ilzam gulab ko deta hai
Wo laut aayega teri zindagi mein, jiska intzaar tujhe aaj bhi hai, maana waqt ney ki hai bewafai tujhse lekin meri duaon me asar aaj bhi hai
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Pehle woh meri girlfrnd thi, Mein bolta tha wo sunti thi, Phir woh meri mangetr bani, Woh bolti thi mein sunta tha Jab se woh meri BIWI bani, Hum dono bolte hain or muhalla sutna hai
Log tung-dasti se jtna darty hain agar dozakh se dare'n tou dono' se bach jaye'n Maal se jtni mohabbat karty hain agar jannat se kare'n tou dono' pa le'n" Imam Ghazali
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay...:D
Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye