You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Islamic SMS » Gharoor tootnay na do
Gharoor tootnay na do
Hazrat ALI (R.A) said:
"Agar Kisi Ko Yeh Ghuroor Ho
K Wo Tum Se Jitni Martaba Naraz Ho
To Tum Usay Mana Lo Ge
To Behtar Hai
Tum Uska Yeh Gharoor Tootnay Na Do"
Related SMS
- Wo gunah jis ka tumhein ranj ho
- Jiska jesa zarf wesi uski takhleeq.
- Aqwal-e-zareen
- Faisla Allah Par Chorh Do
- Wo Samne Aaye To...
- Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- Dosti main dooriyan to aati rehti hain
- Agar rizq...
- You seek guidance from Allah
- Dard kia hota hai btayein gein kisi roz
- Sardar ko neend na aye to kia kare?
- Hazrat Allama Asif Ali Zardari
- Pencil ya rubber ban kar ....
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Hum se log hain naraz kis liye
- DUNIA me reh k sapnon main kho jao,
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- 1 Anokhi dua
- Tamam hazraat se Guzarish hai
- chaddar-takiya lo aur so jao
- Hum apni duniya alag basain gay
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
- Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye
- Hum agar aapse mil nahi patay..
- Kise ki khatir mohabbet ki intiha kar do
- Dil se chaho & zubaan say ghussa karo
- Intikhab karna hay
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Duniya jalti hay
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye". (Hazra Ali R.A)
Barish ka qatra seepi or sanp dono k muu mein girta hey jab k sanp usay zeher bana deta hay, or seepi usay moti, Jiska jesa zarf wesi uski takhleeq. HAZRAT ALI(R.A)
Ustaad ki maar baap k pyar se achi hai [HAZRAT LUQMAN (A.S)] Chand k baghair raat bekar hai, aur ilm k baghair zehan. [HAZRAT ABU BAKAR(RAA)] Jo tujhey teri khamiyan batayewo tera dost hai. [HAZRAT UMER (RAA)] Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho. [HAZRAT ALI (RAA)]
"Jab Dua Aur Koshish Say Baat Na Baney Tou Faisla Allah Par Chorh Do, Allah Apne Bando'n K Barey Main Behtar Fesla Karny Wala Hay" Hazrat Ali (R.A)
Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga Dekhoon ga nahi phir bhi Tasweer bana loon ga Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi Dekhega nahi koi Palkon mai chupa loon ga Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga loon ga Weeran […]
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)"
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
Dosti main dooriyan to aati rehti hain Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai Wo dosti hi kiya jo naraz na ho Per sachi dosti dosto ko mana leti hai
Agar rizq aqal-o-danish se milta tou jaanwar aur bewaqoof zinda hii na rehte ... (Hazrat Ali r.a.)
Things aren't always as they seem. Umm-e-moosa was told to throw her son in the river Hazrat yusuf (a.s) was left to die in a well. Hazrat maryam delivered a child alone. Hazrat yunus (a.s) was swallowed by a fish Hazrat ibrahim (a.s) was thrown in the fire. Yet look at how it turned out […]
Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey […]
1st sardar: oye agar neend na aaey to kia kia jaey? 2nd Sardar:Neend ka intizar kernay se behtar hai k banda soo hi jaye:p
Ager tum kisi ghareeb ko us ka haq nahi dila saktay to. jo us k pass he wo b cheen lo. Hazrat Allama Asif Ali Zardari
Agar Tum Ek Pencil Ban kar Kisi Ki Khushiyan Nahin Likh Sakte Ho Toh.. . Koshish Karo ki Ek Achchha Rubber Ban kar Kisi Ke Gum Mita Do..!
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Dil se teri yad ko juda to nahi kia, Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia, Hum se log hain naraz kis liye, Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia
DUNIA me reh k sapnon main kho jao, KISI KO apna banalo YA kisi k ho jao, AGAR kuch bhi nahi hota to DON'T WORRY, chaddar-takiya lo aur so jao. Good Night(S)
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
1 anokhi dua Aapko khushian itni milain jitni Musharraf ko galiyan, Aapki zindagi se gham aise khatam hon jese PTV se haya, Aap ko GEO jaisa sabar milay, Shohrat itni milay jitni "BB" ko mili Health aisi mile jaisay SANGEETA ko OR Aapke din aise phirain jaisay zardari k
Breaking News: Tamam hazrat se Guzarish hai, k Apni aurton or bachon ko ajkal T.V se Door rakhain Q K, MuShRaf Kisi bhi waqat vardi utar Sakta hai
DUNIA me reh k sapnon main kho jao, KISI KO apna banalo YA kisi k ho jao, AGAR kuch bhi nahi hota to DON¢â‚¬â¢T WORRY, chadar-takiya lo aur so jao. Good Night(S)
Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen Shamen Bujhaane ke Liye Mat Aana Pyar ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai Chahne Walon ki Takdeer Badal Sakti Hai […]
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi […]
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Hum agar aapse mil nahi patay aisa nahin ke hamein aap yaad nahi aatay, mana jahan k sab rishte nibhaye nahi jatey, par jo bas jatey haib dil maib phir bhulae nahi jatey..
Kise ki khatir mohabbet ki intiha kar do Per itna bhi nahi kay usay Khuda kar do Mat chaho kise ko tot kar itnay kay Kay usay apni wafaoun say hi bay wafa kar do
AAJ KI 2 pyaari BAATEIN, 1/kisi ko chahtay ho to dil say chaho sirf zubaan say nahi, 2/agar kisi k 7 ghussa karna hay to sirf zubaan say karo dil say nahi,
Be-khuloos logo'n se Ijtinab karna hay Mujhy apne rishto'n ka Ehtisab karna hay Usay bhool jana hay ya Usay yaad rakhna hay Dukh tou ek jesa hay bs Intikhab krna hay
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,