You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Hum apni duniya alag basain gay
Hum apni duniya alag basain gay
Hum apni duniya alag basain gay,
Usay yadoon say sajayain gay,
Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay,
Usay abad karain gay hum,
Her dum shaad rahain gay,
Related SMS
- Har insan ki alag Pehcan hoti ha
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Meri chahatain tumse alag kab hain
- aik bandar ka bacha apni maan say
- Samjha do apni yadoon ko
- Duniya jalti hay
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Is duniya mein dost kam milenge
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Ab duniya walay bhugtain gay
- Aisi apni wife ho
- Apni Surat ka kabhi to didaar de
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Such yeh duniya badi zalim hai
- Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay.
- Jab tum is duniya se jaoge
- Kaash k Duniya aisi ho…..
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- 3 din apni hassi nahi rok paya tha
- Is duniya main 3 tarha k log
- Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke
- Hum apni rooh ...
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Apni Manzil Pe Pohanchna
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Apni sans ko bahar nikalo
- Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna
Har insan ki alag Pehcan hoti ha Per Hamarey SMS ki alag Shaan hoti ha Her kisi ko kartey nahi SMS Magar jis ko kartey hain us main Hamari Jaan hoti ha
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Meri chahatain tumse alag kab hain, Dil ki batain tumse chupi kab hain, Tum sath raho dil main dharkan ki jaga, Phir zindagi ko sanson ki zarorat kab hai,
aik bandar ka bacha apni maan say: maa main itna badsurat kyon hoon maa beta khuda ka shukar karo aur, usay dheko jo message pardh raha hai
Samjha do apni yadoon ko, wo bin bulaye pas aaya karti hain, aap to dur reh kar satate ho magar, wo pas aakar rulaya karti hain
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se […]
Jab ap paida howay, Tab akash se phool barsay, Parion ne jashan kia, Farishton ne ghee k chiragh jalae, or bolay . . . . Hamari jan chuti Ab duniya walay bhugtain gay
Aisi apni wife ho aisi apni wife ho 5.5 jiski hight ho jeans jiski tight ho chehra jiska bright ho waight main thori light ho umer main diffrence slight ho thori se woh quite ho to mamorable her ek night ho aisi apni wife ho sarak per sub kaheen kia cute hey bheer main sub […]
Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
De kar haath dosti ka wapis lia nahi jata, Is nazuk mohabbat ko zakham diya nahi jata, Such yeh duniya badi zalim hai, SMS itna sasta he phir bhi kia nahi jata
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
Jab tum is duniya se jaoge, Door kahin ek naya janam paoge, Is baar jo hua bahut bura hua, Agli baar tum ek lambi pooch aur chaar taang paoge.
Koi dukh na ho koi ghum na ho, Koi aankh kabhi num na ho, Koi dil kisi ka tore na, Koi sath kisi ka chore na, Bas piyar ki nadiyan behti ho, Kaash k Duniya aisi ho€¦..
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Boy to friend: Dekho voh ladki meri taraf dekh ke muskura rahi hai. Friend: Yeh to kutch bhi nahi, jab maine pehli bar tumari shakal dekhi thi to 3 din apni hassi nahi rok paya tha.
Is duniya main 3 tarha k log khushnaseeb hotey hain 1 jinhye sucha piyar milta hai 2 jinhye acha friend milta hai 3 jinhain mera sms bar bar milta hai
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke, Ghar ja raha tha ke achanak bijli, Chamki, Badal garje, Zor se barish(rain) shuru hoi, Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz.... Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Apni Manzil Pe Pohanchna Kisi Moa'jzey Se Kam Nahi 'Faraz' Raah-Guzar Pathar K Hain Aur Hum-Safar Seeshey Ka ... !!!
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Why Did Lady Throw Out Her Mother-In-Law? Because Baba Ramdev (Yoga walay) Said "Apni Saans Ko Bahar Nikalo..!!"
Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna, Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna. Meri ankhon k sary deep bujha dena, Per us ki ankhon k sary khuwab salamat rakhna